Salam walekumagar hamen kisi bhi field ke andar kamyabi hasil karni hai to hamen musalsal aur hard work karna hota agar Ham hard work mehnat ke sath kam karte Hain to koi bhi kam hoga usmein Ham jarur kabhi Na kabhi kamyab ho jate Hain aur uska main jarur Sila milta to humne musalsal kam karna hai aur main se kam karna hai bich mein humne ghabrana nahin hai ya nahin sochana kya mein kamyabi hasil ho rahi hai ki nahin inshallah ek din hamen iska jarur milega
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим