Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?
    Mera quetion hai k forex pe kitny pairs pe kam karna chahihe .Kuch log zada pairs pe kam karty hen aur kuch kam pe .In me kya fark hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

    Ji hm sb ko chahiyh forex per single paor per trade karain because single pair er trading krna sa Hamare pass information increase Hoti Hai Jis vajah Se Ham apni trade Mein profit Hasil karte hain aur kamyabi milati hai isliye Hamen chahie apni mehnat ko continue ke kamyabi Hasil karne ki lagatar koshish karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

      apkay is sawal k baaray mein different members different openions dengy aapko.kuch aisay members hain jo sirf aik he oair pe kaam krtay hain oska faida yeh hota hay k os pair ki daily movement aur previous history waghair sb ka idea hota hay to trade mein aasani rehti hai.kuch aisay hain jo ziada pairs pe kaam krtay hain takeh kuch pairs mein agar loss ajaye to doosray oairs se recover ho jaye yeh hr kisi ki apni apni soch hay..
      • #4 Collapse

        Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashif300 پيغام ديکھيے
        Mera quetion hai k forex pe kitny pairs pe kam karna chahihe .Kuch log zada pairs pe kam karty hen aur kuch kam pe .In me kya fark hai ?
        G baai ek he pair aap k liay sahee hotha be hay our nahee be agar aap ek he pair par trading karwngay tho aap os par ziada expert ban sakthay hay our kuch he arsay may aap ko is say acha khasa faida milna start ho jaaega lekin agar wahe pair ziada time aap k samaj mah na aaye tho aap market may kaam say dhoor rahangay is liay 2 ya 3 pairs par he kaam karna chahiay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

          dear g han main p ki bat say agree hon agar ham is min kamyb hona chatay hein to meray khyal main is main ik pairs he enough hay kam ko karnay k lye so is main ham ko chye k ham is main ityat k sat achay say apnay kam ko karatyrahany ki bar bar try karna ho g so is main ham ko sat sat market k bhi attach rahan ho g agar ham is main apnay ap ko kamyb bana chatay hein to .
          • #6 Collapse

            Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
            apkay is sawal k baaray mein different members different openions dengy aapko.kuch aisay members hain jo sirf aik he oair pe kaam krtay hain oska faida yeh hota hay k os pair ki daily movement aur previous history waghair sb ka idea hota hay to trade mein aasani rehti hai.kuch aisay hain jo ziada pairs pe kaam krtay hain takeh kuch pairs mein agar loss ajaye to doosray oairs se recover ho jaye yeh hr kisi ki apni apni soch hay..
            Dear friend aapane sahi kaha ek Hi Pyar per hamen kam karna chahie kya ok mukhtalif ki mint unka achcha nahin ho jata to tab tak hamen ek Hi Kam karna chahie kyunki jab tak hamare pass market ke bare mein knowledge ka uska achcha anil se hamare pass nahin hai to Ham market mein main ek Hi pair per kam Karen Taki Ham is Pyar ke up and down candle ka chitra se alarm hota ke Ham isase achcha fayda hasal kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

              ji dost har kisi ka opinion alag ho sakta hai lekin in my point of view hume aik pair pe kaam karna chahye is tarah hame un ke bare mai sab maloom hoga un ka daily movement un k past ki bare mai maloom hoga jo hamre liye faida mand sabit ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

                Hm kamyb hona hy apna account save rkhna hy to hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra demo account par practice kra jis pair ki hm acha sa semjh a jy hm acha sa us ki mouvmnt ka pta leg jy hm US par kam krna chya soch semjh kr mouvmnt ko dkh kr kam krna chyab tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex pai ik pair pe kam karna chahihe ya nahi ?

                  sirf ek hi pair per members ko Kam nahin karna chahie members ko chahie ki vah har EK pair per acche se trading kar rahe ho kyunki ISI tarah Se Hi unko trading karne se related information aur jyada experience bhi hasil ho jaega aur members ke liye maximum information hasil kar lena bahut jyada important hai kyunki ISI tarah Se Hi members ko trading karne mein bahut jyada acche ideas mil jaate Hain aur ISI tarah Se Hi unki trading bhi unke liye useful sabit Ho jaati hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X