Mehnat mn azmat he
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat mn azmat he
    Aslamualaikum dosto hard working is Key to success. Forex trading mn hm jinti zyda mehnat Karen gay ham utna zyda knowledg hasal karen gay ar jitna zyda knowledg hoga utna zyda acha profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat mn azmat he

    Mehnat mein azmat hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko mehnat say hi success hoti hai agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat mn azmat he

      hum mahnet karty hai to hamy kamaybe hasial o jy ge hm is mai raat mai ya din mi kese be wakt ka tiem table baa kar kam kar sakty hain hum is mai agar laalci ban ky kam karty hain to hamara account bad ho jy ga yai kabe be band na hony wala acha buiness hain hum is mi apny boss ap he hoty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be band nahi hi ga
      الحمد لله رب العالمين

      • #4 Collapse

        Re: Mehnat mn azmat he

        Ji bilkul aapki baat theek hai mehnat mein hi azmat Hai Ham mehnat Karenge tab hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hainHam jo bhi kam karte hain hamen usmein mehnat Karni chahie tabhi hi Ham acchi Tarah Se kamyabi aasan kar sakte hain isliye hamen chahie ke Ham Forex mein bhi apni mehnat se kam Karen aur news ko red Karen market ke analysis Karen apne emotions ko control Mein rakhenge tab hi Ham acchi Tarah Se Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat mn azmat he

          Mehnat mein bilkul azmat hai Kyunki Jo mehnat Karta Hai vah Kabhi nakam Nahin Hota vah Hamesha Kamyab hota hai mehnat karne wala aapko Kabhi Bhi Na Kam Nahin milega usko struggling time jarur mil sakta hai lekin vah na Kam Nahin hoga vah is time se nikal jaega aur aapko Kamyab insan bankar khaega Jo log struggle karte hain vah Bahut der Kamyab log hote hain vah bahut kimti log hote hain to hamen bhi vaisa banna chahie tha ki ham log apni apni life mein kuch kar sake Agar Ham apni life mein kuch karna chahte hain To Hamen Forex ko bahut serious Lena hoga yah bahut difficult kam hai bilkul aasan Nahin Hai ismein bahut Kuchh karna padta hai mehnat karni padati hai
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat mn azmat he

            ji han bilkul Forex ek aisa business hai jismein Ham din mein bhi kam kar sakte hain jismein Ham raat mein bhi kam kar sakte hain yah ek real online business hai ismein time ki koi pabandi nahin hai lekin agar aap yahan per mehnat nahin karenge to aapko kamyabi nahin milegi kyunki aapane suna hoga ki mehnat mein azmat hai hi main aapse yahi kahunga ki aap yahan per proper time den apna learning Karen aur knowledge Hasil Karen aur uske bad experience Hasil Karen Taki life main aapko kamyabi mil sake jab aap achcha work karte hain to aapko kamyabi bhi jarur milati hai main sirf itna hi kahunga ki agar aapane Forex mein kamyab hona hai to aapko hardwork karna padega kyunki yah business bahut kam mangta hai aapko Forex ko time Dena padega jab aap for extra time denge to hi aap kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat mn azmat he

              G hy bilkul thk kha hy mhynt main hi azmt hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra koi bh business Ho ya job jb tk hm us main mhynt Nhi kra us ky hisb sa kam nhi kra GA tb tk hm kamyb Nhi Ho ga is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat mn azmat he

                Ji han bilkul is Baat Mein Koi shak Nahin ke minut Mein Aise Mat hi Vahi log Hamesha Kamyab Hote Hain Ham bhi Kamyab ho sakte hain Agar Ham Hamesha mehnat Karte Rahen Kabhi Bihar Nahin Mani chahie Aur Dil lagakar mehnat Karte Rahana chahie tabhi Ham Ek Kamyab Insan Ban sakte hain Agar Ham Aise Mat Hasil karni hai To Hamen mehnat Karni Hogi ki mehnat mein hi Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat mn azmat he

                  Ji aapane Sahi Kaha mehnat karne se Hamen kamyabi milati hai because mehnat mein hi azmate hai so isiliye Ham Sab Ko chahie apni mehnat Se Apna target achieved Karen aur day by day progress karte jaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat mn azmat he

                    Jo bilkul aapki baat theek hai jitni ham mehnat karte hain utna Nahin hamen uska fal milta hai mehnat ka fal jarur milta hai chahe vah ki duniya ki kis chij mein hi ham mehnat Karen chahe vah achcha kam ho ya Bura mehnat ka fal labh milta hai isliye hamen chahie ke ham Jo mehnat Forex trading mein Karen isko improve Karen aur experience band Karen isliye hamen Forex trading ke liye hard worker Hona chahie taki ham jyada se jyada business kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat mn azmat he

                      Assalam o Alikum dear members kese Hain Aap umeed hai ke Aap SB kheryat se honge main Aapki baat se agree hon Aap ne bilkol sahi baat kahi hai Mehnaat main hi azmat hai Pakistan forex forum main hm jitni bhe mehnat krte hain hme oska fal milta hai es liye hme bauth sari mehnaat krni chayae dil lga kr apna work krna chayae Apne work se zyada se zyada knowledge gain krna chayae taak earning le sken
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat mn azmat he

                        DEAR apki baat sahi hy mehnat karny mein he kamyabi hy aur kamyambe hasil karny ky bad azmat bhi milte hy es liye mehnat mein he azmat hy , forex mein bhi agar hum mehnat karen gy to he humein forex mein kmayabe gain hoge es liye humein chahiye ky hum zayada se zayada mehnat par focus kiya karen , aik kamyab forex trader mehnat se he kamyab hota hy agar wo mehnat na kary to kmayaeb mumkin nahi hote hy hum aik kmayab trader ko to dakhty hain magar uski mehnat ko bhi humein dakhna chahiye ky us ny kitne mehnat ki hy to jitne zayada hum forex mein kmayab hony ky liye mehnat karen gy utne he kmayab hon gy thanks

                        اب آن لائن

                        avatar Ayn
                        avatar nimu
                        avatar muz5
                        avatar Hassi
                        Working...
                        X