don't take it easy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Ji han forex ayk risky business hai . is me asani se earning nhi ki ja skti. is me earning krny ky leye is ko proper learn krna prta hai knowledge hasil krni prti hai. jab aap forex ko proper smjh lo gy to is se easly profit earn kr sko gy. but without learn trading krna bhot bra risk lena hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han ya bat to sach ha k jahan forex bahot hi profitable business ha aur sath he ya bahot he zayada risky business ba ha, jo b log es main risk free ya low risk k sath trading kartay hain wo hamaisa kamyab hotay hain aur jo zayada risk laitay hain wo loss kartay hain.
      • #33 Collapse

        Forex jahan aik profitable business hy wahan yeh buhat risky bhi hy. Yeh aik hard business hy aur is ko samjhney key leye hard work krna parta hy. Jo log forex ko easy letay hain woh profit kam aur loss ziada kartey hain. Hamain is hard business ko easy banana hy aur serious ho kr is business ko seekhna hy aur mehnat krni hy.
        • #34 Collapse

          g bilkul dear ap ne theek kah forex boht he risky market hai jis main careful rehna boht he zaroori hai jub tak hum market ke trend ko bina samjhe order lagye gyen tu yaqenan sirf loss he ho ga trader ko chahye ke hamesha mind fresh ho kr he trading kiya kre
          • #35 Collapse

            g bhai forex trading ke business ko ap itna ziyada asan nahi len warna is mien apko phir kaafi loss hosakta hia,ye kaafi risky business hia is mein agar ap mehnat nahi karenge to apko loss hosakta hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Yes kisi b kaam ko easy nai lena chaiye easy leny sy ham laparwa ho sakty hain aur forex main laparwai hamyn loss ki tarf le k ja sakti hai boht samj bhoj k forex main kaam karna parta hai ye easy nai hai han agr seekh jayn to easy ho b sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X