use of indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    use of indicators
    my dear ager ap ko forex ka acha knowledge ho jaye and ap ko chart ko analysis kerna aata ho to ap ko kisi b indicator ki zarrorat nahi hoti and ap is ko use kiye bina he trade start ker saktey ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haa bill kull aap iss seey mustafeed hoo sakteey hai forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey
    • #3 Collapse

      waise ye indectors kia hota hai or iska kia faida hai or mbl pe to iske koi optiion nhi hai
      • #4 Collapse

        forex trading main trade ko kmayab bnain k liyeh traders ko news and indicators ka istimal kerna chaiayhe jis say wo faida lay saktay hain.
        • #5 Collapse

          Indicator hi tu howay kartay hai jo ap ko success kar patay hai agar indicator use karo gay tu ap ko market ki achi say achi information milay gi agar indicator use nahi karo gay tu my be you success because ap ko indicator kuch na kuch information day detay hai
          • #6 Collapse

            g han main bhi iss baat se agree krta hun ke aap iss kaam ko krney ke liye indicators ko use kr saktey hen aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur iss ke saath saath aap ko chahiye ke iss kaam main zyada se zyada mehnat karen nahi to aap ko loss ho sakta ha aap ko iss kaam main zyada se zyada knowledge ki zaroorat ha
            • #7 Collapse

              indicatore 100 % theek nia hoty ye bus hum ko ye bataty hia k market ka agla movement ye b ho sakta hai mery bhai ager ap ko indicotes use katy howy kafi time ho gea hai to ap ko darny ki zrorat nai hia mery bhai
              • #8 Collapse

                dear is main hamain bohat se indicators mill jaty hain lakin hamain chaye k hum is main indicators ko bhe use karain lakin yeh hamari trade main bas 80 percent tak he help karty hain baki hamain khud bhe market ko achy se analyse karna chaye..
                • #9 Collapse

                  bhai jan is main buht say indicator hoty ha right ta k hum forex market ko easly understand kar lay har trader ka aik indicator hota ha m,eans k woh us ko like karta ha aur dosra kisi aur ko fibonacci ya buht ha acha indicator ha
                  • #10 Collapse

                    Han eh bat sahi he agar hame pas forex ki pura knowledge hojae to hame kisi indicator ki jarurat nehni hoga.Ham chart se hi oatalaga sakte he ki market aj kahna move karega.
                    • #11 Collapse

                      jee han forex me kamyaab hone ke lie hamko technical analysis karne ki zrorat hoti he or jo indcators hote hen agar ham in par be depend karen ge toh ham koi na koi achi strategy bana skate hen yh sab hamare upar hi deopend karta he ke ham kese hard work kar rahe hote hen kiu ke chart se be achi earning kar skate hen
                      • #12 Collapse

                        g ahn indicators ko use karna chah laken humian hr waqt sirf indicator per hi nahi rehan chaha humain market ko dkahta hoa indicator ko smaj kar order lagna chaha humain price action ko dakhtea ho aur apni palinng k hissa bse traidng karni chaha
                        • #13 Collapse

                          forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience per trading kerahe agar app chate hai ke app ko ache earning ho tu app ko chaiye ke app indicators per ziyada depend nahi kerahe.
                          • #14 Collapse

                            indicators ka use na he mene kabhi kiya hai ab tak na he mujh ko un ka use sahi se karna ata hai abhi is lye me un ki jaga news per trading ke chart ke hisaab se he kaam karta hon or bohat mehnat ke sath is business me chalne ki koshsih karta hon .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: use of indicators

                              Dosto forex per trading ke liye ap ko indicator be istamal karna honge is sy trade may madad mile ge ap achy trade karsakty hain is ke madad sy ap ko profit zeyada hoga ya indicator ap ko forex trading may market ke moments ke bare may information dety hain is sy ap ko up to date information milte hai to ap market sy sahe moqa profit ka hasil karsakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X