Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.
    Wesay to hamen News ka daily basis pay knowledge rakhna chaye tkay jis din news ho trading karnay men aasani ho, magar some time aisa hota hay kay news ka pata ni hota aor market men achanak sy tezi dekhi jati hay to ham jaldi sy trade laga letay hen kay market tez hay magar tezi ki waja janay bagher he trading karna start kar lety hen jab kay market to news ki waja say taiz hoti hay aor hamen pata he ni hota. to dear traders hamen ais bat ko yakeni banana ho ga kay jab market men tezi ho sab sy pehlay ye check karen kay FOREX FACTORY men koi NEWS to ni. agar ho to phir trade karnay say baz rahen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

    hamen aisa bilkul bhi nahin karna chahie agar market mein kisi vajah se itni ji a jaati hai to hamesha bar karna chahie aur jab market sahi taur per kisi ki trend nahin chalna shuru kar de to tab hi hamen trade karni chahie agar hamen aisi trading karenge to Ham kam jab nahin honge hamen aisi trading bilkul bhi nahin karni chahie hamen hamesha hi theek tarike se trading karni chahie tabhi nahin hamen kam jabi hogi Varna hamen kamyabi nahin hogi aur ham apna loss karenge gay gay
    • #3 Collapse

      Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

      jee han market ko oberve kiay bagher trade nai lagani chahiay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے
        Wesay to hamen News ka daily basis pay knowledge rakhna chaye tkay jis din news ho trading karnay men aasani ho, magar some time aisa hota hay kay news ka pata ni hota aor market men achanak sy tezi dekhi jati hay to ham jaldi sy trade laga letay hen kay market tez hay magar tezi ki waja janay bagher he trading karna start kar lety hen jab kay market to news ki waja say taiz hoti hay aor hamen pata he ni hota. to dear traders hamen ais bat ko yakeni banana ho ga kay jab market men tezi ho sab sy pehlay ye check karen kay FOREX FACTORY men koi NEWS to ni. agar ho to phir trade karnay say baz rahen.
        Dear brother forex market mein aap Jab koi bhi trade Lagate Hain To aapko ismein bahut hi Soch samajhkar aur aapko ismein acche se analysis Karke trade Lagane Hoti Hai market ki fast movement Dekhkar aapko kabhi bhi trade Hoga Nahin Karni chahie Kyunki isase aapko loss ho sakta hai jab tak aap ismein analysis Karke trade Nahin lagaenge office mein kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte trailer gane se pahle aapko market ki moment aur analysis ko dekhna Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

          hamy market ek movement k samjna ho ga then hamy is mai km karna ho ag pher he hum kam kari ky earn kar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahu ha hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trading akr sakty hain hamy ahteyt sy market mai trade lagane ho ge agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain t hamy siraf or sirarf loss ho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

            Ji dost aapki baat bilkul theek hai frocks online business ke andar trading market Mein Achanak fast movement Ka Hona Jab Ham use Waqt trade open Karte Hain vah trade Hamen bahut nuksan Deti Hai Kyunki use Waqt market Kisi news ke tahat movement kar rahi hoti hai isliye Hamen use news ko read karke hi market Mein inter Hona chahie aur Market ko best tarike se analyse karke hi trade open Karni chahie tha kya mis main bahut Achcha profit Hasil kar sake aur loss se Bach Jaaye
            • #7 Collapse

              Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

              Koun keh hum lalaj me doob jaty hain or hamein sirf us waqt profit nazr aa rha hota hai or kuch nhi hamein chhaiye keh hbum isy or bhi acha banein or achin knowldge hasil karein takeh hamein acha experiance hasil ho

              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





              • #8 Collapse

                Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                hamy is mai jald baze man kam karny sy naqsan hota hain hamy is mai slow slow kam karna chahey ya asa karobar hajn jo hamy learning be dyta han or yai hamy kam karny par ache earning be dyta han hum is mai jitne ba kam karty ha yai hamy ise ky hesab sy hamy result dyta hai hamy market ky rules ko follow karty howy aik time mai aik he pair main kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                  Dear ager experience ko sai use kar kay hum analysis ki base per trade nai karain gay to forex market main hum kisi bhi movement main trape ho sakty hain, laikin ager proper planning and analysis kar kay trend kay mutabiq trade karain gay to fast and stressed market movement bhi hum forex trading main profitable trade kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadsiftain پيغام ديکھيے
                    Wesay to hamen News ka daily basis pay knowledge rakhna chaye tkay jis din news ho trading karnay men aasani ho, magar some time aisa hota hay kay news ka pata ni hota aor market men achanak sy tezi dekhi jati hay to ham jaldi sy trade laga letay hen kay market tez hay magar tezi ki waja janay bagher he trading karna start kar lety hen jab kay market to news ki waja say taiz hoti hay aor hamen pata he ni hota. to dear traders hamen ais bat ko yakeni banana ho ga kay jab market men tezi ho sab sy pehlay ye check karen kay FOREX FACTORY men koi NEWS to ni. agar ho to phir trade karnay say baz rahen.
                    Yes bro aapki baat bilkul theek hai ki market me achanak tezi dak Kar trade lagane waly risk layty ho that's why kabi loss b utathy hn this is because of lalachso hamen chahie ke jyada se jyada kam Karen aur apni knowledge on ko increase Karen agar in Tamam mein cheezon se hamen aap ko bachana chahie Jo ke acchi tarike se kam karna hai.
                    مرشد
                    • #11 Collapse

                      Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                      Dear members, market ko study karna parta he aur news p specially nazar rakhni parti he aur ye aik mehnat talab kam he is ko bilkul easy na lein ye slow and steady won the race wali story ki tarah he kiu k is mein knowledge gain karna parta he jo time k sath ap ko hasil hota he aur yahi experience ap ko future mein ziada profit deta he jo ap ko market ke halat se pata chalta he is k lie news aur forums ki study aur in ka knowledge hona inthar useful hota he.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                        Esy traders ne market ko kabi be sahi tareeqy se analysis hi nahi kia hota hay esi waja se market ki movement me agar zara si teezi ajati hay to esy traders ko loss hony lagta hay magar jo traders experienced hoty hey aur un ko market key bary me achi information be hoti hay esy traders market ki fast movement key bawajood be loss nahi karty hey aur profit asani se ho kar sakty hey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                          Trading kertay waqt ic baat ka bohut khayaal rukhna chahiye kay market may achanak movement kiyu ho rai hay. Market may achanak honay waali movement achanak he khatum bi ho jaati hay . Jo traders movement ko smajhay bagair he juld baazi may trades open ker laytay hay unhay loss hojata hay. Traders ki achanak movement may trade open nai kerni chahiye bulkay wait kerna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                            G han dear ham is me soch ky sat is me Kam nhi karty agar ham soch smjh Kar isme Kam Kary to ham ko is me zitada lose nhi hoskata Hy balky ham ko.a Cha Kam karma chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market men achanak tezi dekh kar trade karny so loss kyn hota hay.

                              market mein situation pe kaam hota hai market ki taizi daikh ke kaam nahi hota hai agar slow market bhi ap ko entry deti hai to ap ne us ko lena hai hmain bus apne price action ko follow karna hai agar ham is ko follow karain ge to hmain kafi achi entries milen gi aur ham kameyab ho sakte hain agar ham ne trend ko follow kiya kyon ke yahi market hai trend hi sab kcuh hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X