Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai
    Aslam O Alakum
    Dear forex members hamain loss hone par us ko samajhna chahye ke akhir kar is ki kia wajha hai jab ham loss hone ki wajha jan jate hain phir hamare lye kamyabi hasil karna bhot asan ho jata hai is lye hamain experience hasil karne ke lye har mumkin koshish karni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

    trading mein aapane performance acchi karni hai aur apna Kam bhi achcha karna hai trading mein aapane loss hone par apna experience aur apna knowledge increase karna hai ya na ho kya aapko loss ki vajah se aur aapke ki vajah se kafi problem Mile jab tak aap forex trading macha Kam nahin karenge aur apni improvement ke liye good efforts nahin karenge aapka main aap nahin hota trading mein loss hona kuchh galat baat nahin hai lekin loss ko khatm karna aur last ko kam karna aap ki duty hai jab tak aap trading acchi nahin karenge aapko kamyabi nahin milegi trading mein loss hona aur experience ka khatm ho jana aap hi apne vajah hai aapane reason ko khatm karna hai aur trading karna hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

      aap nay sahi kaha jab hamen loss hota hay to hamen loss ko recover karnay ka moqa milta hay loss say hamen seekhnay ko milta hay k kis ghalti ki waja say loss ho sakta hay es liay loss say gabrana nai chahiay bal k positive sochna chahiay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
        Aslam O Alakum
        Dear forex members hamain loss hone par us ko samajhna chahye ke akhir kar is ki kia wajha hai jab ham loss hone ki wajha jan jate hain phir hamare lye kamyabi hasil karna bhot asan ho jata hai is lye hamain experience hasil karne ke lye har mumkin koshish karni chahye.
        Walekum Assalam aapki baat bilkul sahi hai ki trading mein loss hone par bhi experience milta hai ya nahin ki aap hamesha han acchi chij se experience Hasil Karen hamen na Kami se bhi experience Hasil karna chahie kyunki hamen chahie ke Ham dobara vah Galti na Karen aur apni knowledge dusre ke sath share Karen ise bhi experience mein ijaafa hota hai.
        Your limitationit’s only your imagination.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

          hum trading kar ky pasia kama sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karna h ga then hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum agr mai bath kar is mai kam kiar sakty hain hum is mai acha experiece hasa kar ky kam karty hai to ham kamayebe hasial ho jy ge hum is mai agar lalchi ba kykam karty hain to hamara account band ho jy ga yai aik best bsiness hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

            Trading mein loss honay pr experience mein azfa hota hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko jab trading krtay hai tu apa ko jab loss hota hai tu aap ko experience ho jata hai or aap dobra wo galti nahi krtay jiss say Aap ko loss ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

              G apki baat sahi hgia hum jitni bhi mistake karty hain hamein chhaaiye keh hum un pr acha kaam karein or achy peesy kamein or isy experiance bhi bhut gain hota hai

              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





              • #8 Collapse

                Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

                trading mein loss ho to achi bat nahi hai agar ap ne risk to reward ko follow nahi kiya lekin agar ap ne kaam kiya hai regular loss ho gya hai to masla nahi hai bus trend ko follow kar ke kaam karte rahen is tarah ap ko achi earning ho jaye gi aur ap kaam kar saken ge experience jab ho ga to ap ko kaam karna bhi asan lage ga aur ap earn karain ge
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

                  Assalam o Alikum,
                  G han bikul agr hmein loss hota h to humein experience r zayda hota h
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

                    ap ne sahi Kaha loss ko surat mn hone wali learning sub sy achi learning hoti hy kiun hum practically un factors ko observe krty hain jo k trade k doran humein loss phnchate hain loss sy kabhi ghabrana ni chye agr ap loss sy ghbrao gy tu confusion mn a kr ab koi ghalt faisla bhi le sakte ho.hamesha apni mistakes ko improve krni ki kosish jaari rakhein ap ak din successful trader bn jao gy aur forex sy achi earning kro gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main loss hone par experience main izzafa hota hai

                      Ji han bilkul sahi kaha aapane ameya trading me loss hone se fayda uthana chahie aur is per research kar kar is per jyada mehnat Karen aur ise again na hone denagar Ham mistake again karte Hain To Ham ismein badi mushkilat ka samna uthenge aur is per Ham kamyab hone mein bahut mushkil aaengihamen mistake per hamesha sikhana chahie aur is per kam karke hi Ham kamyab ho sakte hain loss hone per nag Brian balke is per kam Karen aur jyada mehnat ke bad Ham is profit mein change kar sakte hain aur experience hasil Karne ki sabse badi wajah bhi hamari loss hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X