Market ki movement ka samna experience se karna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement ka samna experience se karna chaye
    Market ki movement ka samna aur es ka muqabla ham trading experience se kar sakty hey esi trading kamyab hi hoti hay jab market ki unexpected movement me be trading ka experience ho, jo traders acha experience rakty hey un key ley asaan hota hay kesi be market ki movement ka samna karny me aur es ka kamyabi key sath muqabla karny me, bahot se traders market ki movement ki waja se confuse nazar aty hey magar jes ko experience ho wo kamyab zaror hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے

    dear agar Ham Kamyab trader banna chahte Hain to uske liye market movement ko samajhna bahut jaruri haiaur Market movement com tabhi samajh sakte hain jab hamare pass experience or hamare pass jitna jyada experience Hoga ham utna hi acchi tarike se market movement ko samajh sakenge aur Hamesha trendy ki direction maitri lagani chahie tabhi bhi train ke aage Nahin Jana chahie kyunki agram train ke aage se lagaenge to usse hamari loss hone ke chance jyada honge.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

      Assalamu Alaikum ji bilkul Agar Ham Kamyab trader Banna Chahte Hain To Hamen chahie ki market ki movement ko dekh kar trading Karen uske liye Hamen chahie ki pahle learning aur experience Hasil karne Forex trading ke bare mein main use experience ka istemal karte hue aap market ki analysis Karen market ki movement ko Dekhen Trends ko Dekhen market ki indications ko Dekhen news se alert Rahe Is Tarah agar aap trade lagayenge to aapko kamyabi Milegi aur aapko Achcha bonus Bhi Milega profit Bhi Milega isliye koshish karen ke Achcha experience Hasil Karen
      Last edited by ; 05-07-2020, 10:36 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Market ki movement ka samna aur es ka muqabla ham trading experience se kar sakty hey esi trading kamyab hi hoti hay jab market ki unexpected movement me be trading ka experience ho, jo traders acha experience rakty hey un key ley asaan hota hay kesi be market ki movement ka samna karny me aur es ka kamyabi key sath muqabla karny me, bahot se traders market ki movement ki waja se confuse nazar aty hey magar jes ko experience ho wo kamyab zaror hoty hey.
        Dear Forexmarket ka moment ka samna karne ke liye hamare pass experience Hona chahie jitna jyada hamare pass experience Hoga utna jyada hamen achcha profit mil sakta hai agar Ham market ke moment ko study Karen iske bare mein knowledge gain Karen aur market ka plant Ka pata kare Ki kis Tarah Baja Raha hai to Ham achcha profit hasal kar sakte hain jitna jyada market moment mein Hoga agar usi mat aap hamare pass knowledge Hoga to Ham acchi Tarah market ke moment ka samna kar sakte hain understand.
        Your limitationit’s only your imagination.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

          Market ki mevomant ka samna experience say karna chaiy aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko acha experience hasal Kar ka market ki movement ka samna karna chaiy keon ka aap ka pass acha experience ho ga tu aap market analysis Kar ka achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

            hamy market ke movement ko smjna ho ga then hamy kam karna ho ga is tarha hum kam kar ky earning gin kar saky gy forex aik best busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty ain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga hum gar mai bath ka is mai kam kari sakty hai yai kabe be band na hony wala acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

              G Ap sahi keh rhy hasin keh hamein market ki movment ka samna hamesha experiance sy krna chhaiye takeh hamein hamesha profit ho ns keh nuksan mtlab kloss is sy bachny ky liye plans bannay prty hain jin ka bhut faida hota hai

              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️

              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                Assalamu Alaikum marketing ka andaza uski moment Se Hi karna chahie phir trade lagaen bahut jyada fayda Hoga agar aap befazool trade lagayenge to aap ismein nuksan le lenge
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                  Ager forex market ki samjh a jaye to ham market ki movement ko predict karny kay qabil ho jaty hain, ye aik mushkil business hay is main acha experience ho to hum is main regular earning kar sakty hain or stressed and fast movement main bhi apny experience ko use kar kay forex main successful trade kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                    Doston market ki movement Jagdish hoti hai to aapko usmein trade Nahin Lagana chahie balkeshwar karna chahie market stable ho to tab bhi aapko trading Nahin Karni chahie Jab aap market analysis kar lete hain aur aapko experience ho aur aapko confidence Ho ki aap Kamyab Hona Sakenge to aapko trade Lagana chahie aap acchi earning kar sake Jo Log Mohabbat Karte Hain vah kam Yad bhi hote hain aur Apna trade confidence ke sath Karte Hain
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                      market mein agar ap ke pas experience hai to ap market mein mukhtalif situations ko handle kar sakte hain lekn agar experience nahi hai to phir ap is ko handle nahi kar sakte hain aur ap ko just loss ho ga agar demo pe kaam karain ge to ap ko acha experience ho ga phir ap kaam kar sakte hain aur ap earn kar sakte hain mehnat se kaam krain aur knowledge pe kaam karian
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                        Dear members, hamein market ki movement ko smajhna chahie aur ye sab hamari mehnat aur lagan se hi mumkin hota he kiu k forex trading mein knowledge gain karke profit kamaya jata he aur experience k sath ham is mein profit hasil kare ge jo k hamare lie bohet zaroori he agar ham is mein mehnat karte hein to koi problem nahi banti jo hamein market ki movement ko samjhne mein madad de gi aur hamara time aur profit ratio ziada hota jata he thnx
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                          Bilkul market ki movement har time every time bahut chaining aati hai ham agar chahe to is changing ko Apne mind se control kar sakte hain jitni jyada ham ismein hardworking karenge isko analyse daily basis per karenge utna hi ham daily basis per earning kar payenge aur ham market ki movement ko behtar tarike se samajh payenge isliye hamen chahie ki ham market moment to simply hard-working ke sath Karen aur iska analyse parivar best earning Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                            yes sahi kaha hai ap ne market ko movement agr hume samj nai lag rhi hai tu phr hume is main mazeed knowledge lena chaiye is main kameyab hume hamri menat se hi milti ha is main hum kameyab chart ko dekh k h sakte hein trends ko smaj k ho sakte hein extra kam krte hein tu phr hum kameyabi hasil nai hoti ha is liye acha ka krein is business main menat k sath kam krein
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki movement ka samna experience se karna chaye

                              Aoa umeed hay ap sab thk hongy pakistan forez aik bht axha platform hy is mein hamain mehant k sath acha work krna chahey aur aur hm daily ki 50 post kr skty hain hamain is platform pr daily routine wise axha work krna cahy aur hamain cahhey k hm behtreen work krein aur isky ilawa hamin cahhey hm mehnat k sath dill laga k kam krein aur apni mehnat jari rakahin aur mehnat krty rahain q k mehnat mein azmat hy aur hamain cahehy hm axhy say acha wotk kein market ko analyse zror krein market ko analyse krna bht zrori hy agr market ko analyse ni krein gy tu hmra kam axha ni hoga aur ahmain cahey k hm bht axha work krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X