newbie traders ka liya kuch baat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    newbie traders ka liya kuch baat
    newbies trader jo new enter huway hai forex mai tou unko caheya ka sub sai phelay tou wo apna account create kere demo pa and kafi zeyada mehnat kere :cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    new traders k liye bat ya ha k phly to woh demo account pay practice karen aur dosra k woh patient say trading karen emotional bilkul b na ho
    • #3 Collapse

      bilkul ap ki bat se agree karta ho ke demo account new member ke liye kafi best hai jab tak ap demo par practice nahi kare ge ap trading nahi sikh sakte main ne khud demo account par kam us kam 2 ya 3 month practice ki thi ..........
      • #4 Collapse

        Dear pahlay to newbe ko chahiya kay wo demo par practice karien us kay baad hi real may kaam karyen quen kay demo say un kay paas learning ajati hay. or us ko hi wo agay use kar saktay hane or us kay sath sath posting bi karien quen kay yahan say aap ko paysa milta rahta hay
        • #5 Collapse

          New trader k liay q k mai b abhe new he hn to un k liay yahi kaho ga k expert say sekhay un ko ideal banay jo forex ko sahi say janta ho or khud ko demo account main rakhay
          • #6 Collapse

            g han dear new traders ko sab sy oehly demo par apni practice jari rakhni chahye,,, jitni zada practice kary gy utna behtar samajh aygi k trade lagaty kesy hain,,,demo is best for new traders...
            • #7 Collapse

              g han aap ny theek kha y men ap ki bat sy agree krta hn forex men success hasil krny ky liy demo account pr practice krna zarroi hy demo account kamyabi ki key hy demo account sy real account ka knowledge or experience milta hy
              • #8 Collapse

                gee haan bhia new traders ko apne trading mein mhnt krne hote he aur apne trading mein experience acha krna hota he aur new trader ko demo account bna kr us mein trading ke practice krne hote he phr woh experiencce se real trading ache krta he
                • #9 Collapse

                  newbie ko chahiye keh woh is business mein sab se phley demo se start len aur demo hi woh platform he jis par aap achi trha se forex ko without loss ke learn kar saktyehain aur phir is main achi trha se work karne ke bad aap real mein work kar saktey ihain aur is main kmaib ho saktey hain.
                   
                  • #10 Collapse

                    Gee mery bhai jo bhe es market mai new hai tou wo demo account par practice kray aur forex market mai learning kray. Es tarah wo forex market mai regular ka kr sakty hai.
                    • #11 Collapse

                      Jo bhe es market mai new hai tou wo es market mai planning babay. Begar planning KY kam Na kray aur koshish kray k confidence say kam kray. Tou wo es market mai profit earn kr sakty hai.
                      • #12 Collapse

                        theek kah ap ney bhai jan new tardar kko chaey k wo pahley damo account par kam karey aur par apney instforx par kam karey as c aus ko kafi tajrba hasal ho jaey ga
                        • #13 Collapse

                          Demo account practice key leye hota hy aur is sey new comers ki kafi help hoti hy. Is main kam kar key new comers trading seekhtey hain aur trading skills ko jantey hain. forex ki different strategies ko demo account main check kia jata hy aur phir in ko real account main loss sey bachney aur profit lenay key leye use kia jata hy.
                          • #14 Collapse

                            Friend, jo bhe forex market new hai. Tou mery khayal say es ko sub say pehly demo account ko jion krna chaheay. Tk wo forex market ko learn kr sky. Aur wo forex market mai successful kam kr sakta hai. kyu k demo account ak learning account.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bilkul aisy bat he aur is main koi shak nahin he keh newbies ko chahiye keh wo sab se phley apneliye aik acha setup banaye demo account open karen aur us par achi se achi learning karen aur apne seniors se opinions hasil karey aur achi strategies banayen then woh is main work start karen to woh kamiab ho saktey hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X