GreeD Big MOney!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear pehli baat hum ko Greedy nature se kch hasil nhn hone wala es liye es business mai ap agar khud ko learning k bad lao gy tu no doubt ap ko acha faida hasil ho jaye ga aur ap boht jaldii aur acha kam kr lo gy es liye mehnat kro aur learning kro ta k ap apni life ko set kr sako aur acha kama sako...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      salam g apne ache post ki hai trading main asal to lalch ka lafz bhe use ni karna chahye kew k agar ap trading kar rahay hain ap ka mind zara sa bhe lalach k muta'alik khiyal bhe aya to ap ko bht bare loss ka samna karna pare ga trading main chahye k ap ko control karna chahye kew k agar ap control ni karain ge to ap ko sirf loss he loss ho ga profit k bare main souch bhe ni sakte
      • #18 Collapse

        Greed is one of the enemy during trading. Jo log ziada profit key lalach main lots ko open rakhtey hain, unhain loss ziada aur profit kam hota hy. Hamain khud ko judge krna hy aur lalach sey door rehna hy. Lalach aap key balance ko zero kr deta hy. Hamain small profit par yaqeen rakhna hy aur is ko accept kr key agey barhna hy.
        • #19 Collapse

          jo insan yeh sochta ha k wo lalch kary ga aur us sy kamyabi hasil kar ly ga asa nahi hota bhai jan hamy tahmal k sath trade karna chahye tu asa nhai ho ga k kabi hamara account wash ho is liye hamy chahye k ham lalch na kary aur forex ma kamyabi hasil kary...!!!
          • #20 Collapse

            G han bilkul greed is our big enemy aur jb tak humey loss na ho jaye lalch khatam nai hote hah aur lalch har jagah he buri bala hah hujey chahue k lalch ki bajey hum hard work karain to humey faida zaia hoga kyun k jitna main janta hon lalchey insan barbad he hota hah bus
            • #21 Collapse

              Haan bhai aap bilkul teek keh rahy hain, forex business main lalich aik bohat aham factor hian loss ka or ye mera personal experience bi hain, aaj tak main nai jitna bi loss kiya hain, wo sirf or sirf lalich or stop loss na lagany ki waja sai hi kiya hain, so forex main apny emotions ko control karna bohat zarori hota hian.
              • #22 Collapse

                Jee haan greed agarchey insaan ki fitate main shamil hay ise sey insaan bachna bohat mushkil hay. Laluch sey hum apna bohat sa nuksaan karwa baithey hain lakin phir behi greediness sey baaz nahin atey ise sey prehaiz karna chaie trading kay doran khas kar aur kam profit par profit close kar dia karain.
                • #23 Collapse

                  Forex trading mein greed ki waja se sab se ziada loss hota hy agr hum forex trading mein profit earn Karna cahty han tu greed nhi karna cahaiye aur ziada k lalach mein aik trader profit tu zaya karta hi hy likn apna account bhi wash karwa Lita hy aur kuch bhi hasil nhi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    gee bhai ap ny shaih bat ki ha kah trading main greed krna sahh bat nhi ha aor greed jb trader krta ha to woh loss krta ha trader ko is bat ka hamasha khyal krna he keh woh apne trading main loss say bach kr kam kre aur apni trading safe ho kr kray greed na kia kre

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X