Hello members Assalamu Alaikum..
Expert trader or Aam trader mein kya difference hota hai mere opinion Ke mutabik Tu sabse bada difference hota hai ki experience Jo new trader Hota Hai Uske pass experience Nahin Hota usse market samajhne Mein Kafi time lag jata hai Jiski vajah se uski Aksar trading bahut late hoti hai ya loss Mein Chali Jaati Hai aur expert trader Mein yah Baat hoti hai ki vah Apne experience ko acche se utilise karna Jaanta hai aur use Pata hota hai ki use kis time aur kaise trading karni hai aur Kitna fayda lena hai
Aisa bilkul bhi nahin Hota ke expert trader ko loss Nahin Hota Hamesha expert trader ka loss margin Uske profit margin se kam hota hai Kyunki Jo uski profit wali trade hoti hain vah bahut jyada hoti hain profit mein for example
Agar vo Ek Din Mein 10 trades on Karta Hai To to uski 4 trade profit Mein Jaati Hain aur 6 loss Mein rahti Hain lekin uska profit margin Fir Bhi Jyada hota hai Kyunki uski 4 trade profit ki hoti hai vah bahut jyada profit Mein Hote Hain bus Yahi main difference hota hai uski Soch aur ek normal trader Ki Soch ka keva Hamesha Apne profit margin ko increase Rakhta hai..
:1f627: T H A N K S :1f619:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим