Jab Ham forex Mein trading karte hain aur Hamen Yahan per trend ki confirmation Ho Jaati Hai To phir Yahan per Hamen trade open karne mein der Nahin Karni chahie Kyunki Jaise hi Hamen Koi Achcha entry point Milta Hai To foran Usi price se Hamen entry Le leni chahie because market Kuchh hi time mein bahut aage move kar jaati hai aur Agar Ham entry Lene Mein let kar dete Hain To Yahan per ham achha profit Hasil nahin kar paate isliye Jaise hi aap market Mein trend ko confirm kar le aur aapko koi acchi entry mil rahi ho to Yahan per strong analyse ke bad foran se trade open kar leni chahie aur Apna profit secure banana chahie Jab Ham Yahan right time per trade Mein entry Lete Hain To fir Hamare liye accha profit Hasil karna bhi Aasan ho jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим