Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai
    Trade ko open karne se pahle market ko jab tak Ham analysis nahin karenge tab tak market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki har member ko chahie ki vah apni trade ko market mein open karne se pahle market analysis Kare jitna jyada vah apni market ko analyse karega jitna jyada vah dillagi ke sath kam karega utna hi jyada vah Forex mein kamyab ho sakta hai kyunki jab tak Ham market analysis nahin karte tab tak Ham Forex mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte har member ko chahie ki vah apna kimti time Forex college nahin de jab tak vah apna kimti time Forex ko nahin dekha market ko analyse nahin karega tab tak vah member Forex mein kabhi kamyab nahin ho sakta agar hamen Forex mein acchi kamyabi hasil karna hai to hamen sirf apna kimti time Forex ko Dena hoga jab Ham apna kimti time Forex ko dete Hain to usmein Ham bahut acchi kamyabi hasil kar sakte hain har member ko chahie ki vah Forex mein dillagi ke sath kam Karen jab vah dillagi ke sath Kam nahin karega to vah kamyab bhi nahin hoga trading Koi aasan kaam nahin hai ismein bahut hi jyada experience ki jarurat hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

    Ji dost aap ke bad bilkul best Hai Hamen trading karne se pahle market ko best tarike se analyse karna chahie market ko best tarike se analyse karne ke liye hamare pass Achcha experience Ka Hona bahut hi jaruri hai Achcha experience Ham demo account Paramore se Mor practis karte hue Hassan karte hain aur ham acche experience ke sath Jab Ham market ko analyse Karte Hain Ham Jab training market Mein jaake order open Karte Hain To Hamen usmein stop loss aur take profit ka istemal bahut Jaruri karna chahie jisse Ham acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

      Ji han koi bhi trade open karne se pahle market and aadesh bahut hi jaruri hai kyunki market analysis nahin honge to Ham use per se profit nahin Le sakte Ban ke hamen use trade se bahut jyada last ho sakta hai lihaja market analysis acchi tarah se karne ka bhi Koi trade open Karen agar aap without my knowledge School trade open karenge to aapko usse last hi hoga kabhi bhi profit nahin ho sakta
      ​BELIEVE IN YOURSELF!
      (Ahsan999)
      • #4 Collapse

        Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

        g bilkul dear sis aap ny bilkul sahi kaha hai trae ko open krny sy pehly agar market ko sahi sy analyse kia jay to hi hmy achy sy market ka pta hcl sky ga k market uper jati ahi ya nechy ki traf or usi base pe rhm log kam ker payngy agar aap market ko theek sy analyse krna hcahty hain to si wqat apa k pas time hota hai k aap theek sy market ko analsye kryn or theek sy dill lga ker kam kryn ta k aap ko market k trend ka pta chl sky or aap achy sy behter sy behtr kam ker payn. jb aap market ko achy sy smajh skynyg to wohi time hoga jb aap ko market ka theek sy pta chl payga or aap kam ko behtr ys kler payngy.
        "Dream bigger. Do bigger"
        (mahroosh)
        :1f607:


        • #5 Collapse

          Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Duaa پيغام ديکھيے
          Trade ko open karne se pahle market ko jab tak Ham analysis nahin karenge tab tak market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki har member ko chahie ki vah apni trade ko market mein open karne se pahle market analysis Kare jitna jyada vah apni market ko analyse karega jitna jyada vah dillagi ke sath kam karega utna hi jyada vah Forex mein kamyab ho sakta hai kyunki jab tak Ham market analysis nahin karte tab tak Ham Forex mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte har member ko chahie ki vah apna kimti time Forex college nahin de jab tak vah apna kimti time Forex ko nahin dekha market ko analyse nahin karega tab tak vah member Forex mein kabhi kamyab nahin ho sakta agar hamen Forex mein acchi kamyabi hasil karna hai to hamen sirf apna kimti time Forex ko Dena hoga jab Ham apna kimti time Forex ko dete Hain to usmein Ham bahut acchi kamyabi hasil kar sakte hain har member ko chahie ki vah Forex mein dillagi ke sath kam Karen jab vah dillagi ke sath Kam nahin karega to vah kamyab bhi nahin hoga trading Koi aasan kaam nahin hai ismein bahut hi jyada experience ki jarurat hoti hai
          ji bilkul trade open karne se pahle ek bar market mein analysis kar lena bahut important hota hai agar Ham market ka experience hasil karne ki koshish karen to Ham sab ko bahut jyada fayda hota hai hum sabko trade open karne se pahle learning karne ki koshish karni chahie kyunki yahan per experience ke sath sath knowledge ki jarurat hoti hai learning ki hoti hai aur ham sab trade open karne se pahle jab bhi analysis karenge tab hamen knowledge milegi aur hamen apni target ko pura karna chahie kyunki yahan per jab apna target ko pura karte Hain to bonus milta hai uske upar trading karke profit lete Hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

            Jab ham log trade open karne Ja Rahe Hote Hain To Hamen koshish Karni chahie ki sabse pahle market ko acche tarike se analyse karne analyse karne se fayda hota hai ki Ham Logon Ko market ka trend pata chal jata hai aur Market ke andar ham log Ek acchi trade open kar lete hain Aur Is Tarah Se Jab ham log trading Karte Hain To Ham Logon Ko Hamesha hi Achcha profit ho jata hai Baat sirf aur sirf trading Ki Nahin Hoti Bal ke enolization ka process bahut important Hota Hai
            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
            :)
            (AbdulWahab33)
            • #7 Collapse

              Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

              Ji Hai Mere Pyare bhaiyon Salam Walekum yah Baat bilkul dost hai ki market Mein trading karne se pahle market ko open karne se pahle Hamen Iske nelson's karna bahut jaruri hai jab tak Ham market Kane versus Nahin Karenge aur iski movement ko understand Nahin Karenge tab tak Ham market Mein trading nahin kar sakte ho na hi Ham ismein Kamyab Businessman Ban sakte hain Tumhen Tumhen Sathiyon Se kahunga Ki market ko open karte waqt ismein jaldbaji save emotional hokar kam na Karen balkesh Mein Sabar Aur lagn Ke Sath market ki movement ko understand karte hue trade Karen aur Jyada Se Jyada profit Hasil karne ki koshish karen
              • #8 Collapse

                Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

                absolutely janab aapki baat bilkul theek hai ki Pakistan forex form mein Koi bhi trade open karne se pahle hamen market ki movement ko analyse karna chahie jab tak hamen market ki movement ke bare mein Koi khas analysis Na Ho aur information Na Ho tab tak Main koi bhi trade open nahin karni chahie isliye janab Mera concert yah hai ki Pakistan forex for mein acchi trading ke liye hamen achha businessman banne ke liye market ko analyse karna aata ho aur market ko analyse karne ke liye hamen acchi understanding ke sath acchi news per concentrate karna chahie ISI tarah hamara market ka analysis jitni strong hoga utni hamen acha faida hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

                  Forex Mn trad use Waqt aap Forex Pakistan ke famous business mein open Kya Karen aap Jyada acche se analysis kar liye ho Agar aapke acche se analysis hai to aap Jab Bhi open Karenge almost aapke liye Achcha profit increase Hota Jaega add hota hai Jaega aapko Milta Jaega isliye koshish karen acche acchi Tarah Se analysis Karen Achcha Waqt Dekh Kar Karen Ham Yahan per Mor Bole Achcha Waqt Dekh Kar acche analysis karke hi Hamesha trading Karte Hain Is Tarah Hamare liye prapt very very good informative Hota Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

                    Ji han bilkul trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut hi lazmi hota hai Kyunki agar humne Koi trade open karni hai To Hamen market ko analysis karna parta hai agar Ham Aisa Na Karen To Hamen is main Kachi kamyabi ke Baje Hamen loss ho jata hai isiliye Hamen ismein market ko acchi Tarah Se Learning karna chahie Taki Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sake Kyunki market ko analysis karne se Hamara knowledge increase hota hai jisse Hamen bahut Zyada fayda Hasil Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

                      Ji han friends market ka Hamen pahleja Lena chahie aur Jaaye Sabhi Is Tarah Lena chahie Hamen mat de Najar Rakhna chahie is Baat Ko ke analysist kya Kahate Hain agar aap Har Tarah Se Jyada Lekar aur analyst ko follow karte hue trade Karenge to yakin Jaane aap fayda Utha Sakenge
                      Thank you for your attention
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

                        Ji dost aap ke horrific bilkul pleasant Hai Hamen trading karne se pahle market ko quality tarike se examine karna chahie marketplace ko excellent tarike se analyse karne ke liye hamare bypass Achcha experience Ka Hona bahut hi jaruri hai Achcha enjoy Ham demo account Paramore se Mor practis karte hue Hassan karte hain aur ham acche enjoy ke sath Jab Ham market ko examine Karte Hain Ham Jab training market Mein jaake order open Karte Hain To Hamen usmein prevent loss aur take earnings ka istemal bahut Jaruri karna chahie jisse Ham acchi trading Karke Achcha income Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ko open karne se pahle market ko analysis karna bahut ilaaj me hai

                          Assalamu alaikum ummid hai aap career se honge ji Bhai aapane bilkul theek hai ki trading karne se pahle jio market ko jarur check kar lena chahie usko analysis karna chahie sahi tarike se tabhi enjoy ko kamyab honge aur jo hai vah apna Jo perfect time hai aur vah bhi market ko last mein Dena chahie agar kisi bhi field mein Ham kamyab hona chahte Hain to uske liye bahut jyada jaruri hai ki Ham Jo hai vah apna time jo hai feel ko date aage jo hai vah mein kamyab ho sake to Jo log market mate lagane se pahle market kaun cheez nahin karte vah life mein jo hai vah kamyab nahin hote kisi bhi chahe Jo bhi feel log Tum ke vah log 2 ke per kam karna chahte hain bolkar mehnat nahin karna chahti isliye vah most of the time loss karte Hain..
                          • #14 Collapse

                            ### Trade Ko Open Karne Se Pehle Market Ko Analysis Karna Bahut Ihtiyaat Mein Hai
                            Forex trading mein kamiyabi hasil karne ke liye market analysis ek bohot ahem qadam hai. Bahut se traders aise hote hain jo bina kisi analysis ke trade kholte hain, jo aksar unhe nuksan ka shikaar bana deta hai. Is liye, trade ko open karne se pehle market ka analysis karna zaroori hai. Aayiye, is post mein iske faide aur techniques par baat karte hain.

                            #### 1. **Market Trends Ko Samajhna**

                            Market analysis se aapko yeh samajhne mein madad milti hai ke market kis direction mein ja raha hai. Aapko pata chal sakta hai ke koi currency pair bullish hai ya bearish. Agar aap trends ko samajhte hain, to aap behtar trading decisions le sakte hain. Technical analysis, jisme price charts aur patterns ka istemal hota hai, yahan bohot madadgar hota hai.

                            #### 2. **Economic Indicators Ka Jaiza**

                            Fundamental analysis ke zariye aapko economic indicators ka jaiza lena hota hai. Yeh indicators jaise GDP, employment rates, aur inflation data aapko batate hain ke economy kis halat mein hai. Jab aap in data ko analyze karte hain, to aap market ki potential movements ka andaza laga sakte hain, jo aapko sahi trading opportunities provide karta hai.

                            #### 3. **Risk Management Aur Stop-Loss**

                            Market analysis se aapko apne risk management strategies tay karne mein bhi madad milti hai. Aap easily stop-loss levels define kar sakte hain, jo aapke capital ko protect karte hain. Agar market aapke against jata hai, to stop-loss aapko badi losses se bachata hai. Yeh analysis se aap apni risk tolerance ke hisaab se trades ko open kar sakte hain.

                            #### 4. **Support Aur Resistance Levels Ka Pata**

                            Market analysis ke zariye aap support aur resistance levels ko identify kar sakte hain. Yeh levels aapko yeh batate hain ke market kahan reverse ho sakta hai. Jab aap support aur resistance ko samajhte hain, to aap in levels ke aas-paas trades open karne mein behtar decisions le sakte hain.

                            #### 5. **Market Sentiment Ka Andaza**

                            Market sentiment ka analysis karna bhi zaroori hai. Aapko pata hona chahiye ke market mein log kaise react kar rahe hain. Agar majority traders bullish hain, to aapko yeh sochna chahiye ke kya aap bhi bullish trade khol sakte hain. Sentiment analysis se aapko market ki psychology ka pata chalta hai, jo aapki trading decisions ko behtar banata hai.

                            #### 6. **Emotional Decision Se Bachaav**

                            Bina analysis ke trading karne se aap impulsive decisions lete hain, jo aksar galat sabit hote hain. Market analysis aapko ek objective nazar deta hai, jisse aap rational decisions le sakte hain. Isliye, hamesha analysis ko apni trading routine ka hissa banayein.

                            #### 7. **Conclusion**

                            Market ko analyze karna trade open karne se pehle ka sabse zaroori qadam hai. Is se aapko market trends, economic indicators, risk management strategies, aur market sentiment ka pata chalta hai. Yeh sab cheezein aapko informed decisions lene mein madad karte hain aur aapko successful trader banane mein madadgar hote hain. Har trade se pehle analysis karein, taake aap apne trading journey ko behtar bana sakein aur profitable results hasil kar sakein!
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trade Ko Open Karne Se Pahle Market Ko Analysis Karna Bahut Ilaaj Mein Hai

                              1. Introduction


                              Trading ki duniya mein, market ko analysis karna bohot zaroori hai. Yeh ek aisa process hai jo aapko market ki halat aur uski movement ko samajhne mein madad deta hai. Jab tak aap market ko acche se samjhte nahi, tab tak aap behtar decisions nahi le sakte. Is liye, aaj hum is article mein market analysis ke faide aur uske tareeqon par baat karenge.
                              2. Market Analysis Kya Hai?


                              Market analysis ka matlab hai market ki current situation aur trends ko samajhna. Yeh do tarah ka hota hai: fundamental analysis aur technical analysis. Fundamental analysis mein aap economic indicators, news, aur events ko dekhte hain jabke technical analysis mein aap price charts aur patterns ko istemal karte hain. Dono hi methods aapko trading mein madad kar sakte hain.
                              3. Fundamental Analysis


                              Fundamental analysis market ki economic fundamentals par focus karta hai. Ismein aap GDP, inflation rate, employment data, aur central bank ki policies ko dekhte hain. Yeh factors market ki long-term direction ko determine karte hain. Agar aap in sab factors ko samjhte hain, toh aap better trades kar sakte hain.
                              4. Technical Analysis


                              Technical analysis charts aur historical price movements par based hota hai. Ismein aap patterns, trends, aur indicators ko use karte hain. Technical analysis aapko market ki short-term fluctuations ko samajhne mein madad deta hai. Isliye, yeh ek effective tool hai jo aapko entry aur exit points dhoondhne mein madad karta hai.
                              5. Market Trends Ko Samajhna


                              Market trends ko samajhna bhi bohot zaroori hai. Aapko yeh dekhna chahiye ke market kis direction mein ja raha hai. Uptrend, downtrend, aur sideways trend ko samajhna aapko trading decisions lene mein madad karega. Agar aap trend ko samajhte hain, toh aap profitable trades karne ki koshish kar sakte hain.
                              6. Support Aur Resistance Levels


                              Support aur resistance levels market analysis ke liye key components hain. Support level woh point hai jahan price neechay nahi jaata, aur resistance level woh point hai jahan price upar nahi jaata. In levels ko identify karne se aapko pata chalega ke kab trade open karna chahiye aur kab trade band karna chahiye.
                              7. Indicators Ka Istemaal


                              Indicators, jaise Moving Averages, RSI, aur MACD, aapko market ki halat ko samajhne mein madad karte hain. Yeh tools aapko market ke trends, momentum, aur potential reversals ke baare mein information dete hain. Inka istemal karke aap apni trading strategy ko behtar bana sakte hain.
                              8. Economic News Ka Impact


                              Economic news ka market par bohot bada impact hota hai. Jab bhi koi major news release hoti hai, toh market mein volatility badh jati hai. Aapko yeh dekhna chahiye ke kaunsi news release hone wali hai aur uska market par kya asar ho sakta hai. Is knowledge se aap behtar decisions le sakte hain.
                              9. Sentiment Analysis


                              Market ka sentiment bhi trading decisions par asar dalta hai. Sentiment analysis mein aap dekhte hain ke traders aur investors market ke baare mein kya soch rahe hain. Agar market ka sentiment positive hai, toh aapko buy karne ka sochna chahiye, aur agar negative hai, toh sell karne ka sochna chahiye.
                              10. Time Frame Ka Intikhab


                              Market analysis ke liye time frame ka intikhab bhi bohot zaroori hai. Aapko yeh sochna chahiye ke aap kis time frame par trade kar rahe hain: short-term, medium-term, ya long-term. Har time frame ka analysis karne ka apna tareeqa hota hai. Isliye, aapko yeh jaan-na hoga ke aap kaunsa time frame use karna chahte hain.
                              11. Risk Management


                              Market analysis ke saath-saath risk management bhi bohot important hai. Aapko yeh dekhna hoga ke aap kitna risk le sakte hain aur us risk ko kaise manage karna hai. Stop-loss aur take-profit orders ka istemal karke aap apne risk ko control kar sakte hain. Yeh strategies aapko trading mein zyada stability aur confidence deti hain.
                              12. Trading Plan Banana


                              Ek strong trading plan banana bhi market analysis ka hissa hai. Aapko apne goals, strategies, aur risk tolerance ko define karna hoga. Trading plan aapko discipline aur focus rakhta hai, jisse aap impulsive decisions se bach sakte hain. Is tarah aap apne trades ko behtar manage kar sakte hain.
                              13. Market Ke Trends Ka Regular Analysis


                              Market ke trends ka regular analysis aapko updates deta hai. Aapko rozana market ki halat ko dekhna chahiye, taake aap timely decisions le saken. Regular analysis se aap market ke changes ko asaani se track kar sakte hain aur unke mutabiq apne trades ko adjust kar sakte hain.
                              14. Conclusion


                              Market ko analysis karna trading ka ek ahem hissa hai. Yeh aapko informed decisions lene mein madad karta hai aur aapki profitability ko barhata hai. Aapko fundamental aur technical analysis, market trends, aur sentiment analysis ka istemal karna chahiye. Is tarah se aap apne trading career ko successful bana sakte hain. Market analysis ek ongoing process hai, is liye isay kabhi ignore nahi karna chahiye.

                              Market ko samajhne ki koshish karte rahiye, aur behtar trades karne ki taraf qadam badhayein.



                              اب آن لائن

                              Working...
                              X