stop loss importance...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    My dear brother assalam,o,alaikum stop loss ki bhot hi importance hai forex trading m agr ye na hota to sbke account khali hojate
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      agar forex me rehna ha or apna account safe rakhna hai to stop loss lazmi use karo ku k stop loss recover ho sakta hai par wash account kabhi recover nhi ho sakta to is liye trading karty waqt stopploss lazmi use karna chanhiye warna ap ka loss bohat ziada ho sakta hai
      • #63 Collapse

        in forex we want a lot of things we want that we get things right we loss that is what we want. u master trading must have risen from the barrage tubi.tapi defeat they always evaluate their mistakes
        • #64 Collapse

          well my dear friend, meray khayal say Forex trading kay business mein trading kartay time properly stop loss ko utilize karna zaruri hota hai, iss kay leay humein sub say pehlay market ko analyse karnay ki zarurat hoti hai aur phir humein apnay capital kay hisaab say stop loss set karna hota hai ta kay ager trade against mein jati hai tou hamaray pass itna amount reh sakay jiss ki base pey hum trading continue rukh sakain...
          • #65 Collapse

            basically all the system is good, just that it also vary depending understand the results and will be much better when learning one system is perfect rather than learning all the system but none of them managed to master in the end
            • #66 Collapse

              jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
              • #67 Collapse

                stop loss bohat eham cheez hay agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh es trha hum account ko safe bhi kar lety hay aur ziada loss nahi uthaty
                • #68 Collapse

                  G Dear forex trading ma stop loss ki bohat importance hay ham sab logo ko her trade per stop loss zarur lagana chahiye is say ham sab ka account wash nahi hoga jabke thora sa loss hoga or aap ko her waqt market ko watch nahi kerna peray ga
                  • #69 Collapse

                    stop loss ki importance bahot hi zeyda hoti hay, koch traders stop loss es waja se nahi lagaty hey key un ko torda sa loss face karna pard sakta hay magar wo ye nahi sochty hey stop loss na lagany ki waja se un ka account be wash ho sakta hay.
                    • #70 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: haideryarg پيغام ديکھيے
                      kya hmay trading krtay waqt stop loss dena chahye k nahi main jis say trading seekhi hai wo stop loss nahi deta to main b nahi deta stop loss jis key wja say 2 time mera account wash ho gya hai????
                      Forex trading Mein stop loss bahut important hai agar Hum stop loss lagakar trade Kare Toh Hamara account kabhi bhi wash nahi hoga aur Hamare account mein amount bachi Rahegi nexttrade karne ke liye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #71 Collapse

                        Re: stop loss importance...

                        Stop-loss aapko use Jagah per bahut fayda Deta Hai Jab aapki train Kuchh market ke vajah se upar niche Itni hoti hai ki Jab aap ko nuksan bahut Yad Aane Wala hota hai to aapki trade close Ho Jaati Hai Aur aapki trade close hone se aapko kam se kam nuksan aata hai Jyada nuksan Nahin Aata isiliye aapko chahie Kya Jab Bhi Koi training karen to Lala Chuna Karen Bal ke aap stop-loss Lal bhi Lagaya kyon ki or se aapka account was hone se baat Jata Hai Nahin to bada constructing Itni nuksan De Ho Jaati Hai Ki Aapke Kaun Ek percent bhi nahin Hua sakte hain Tujhe Aisa point Hai Jis point per aapki Kabhi count was Nahin ho sakta aur aap Kidhar Khud bahut Kal Ho Jaati Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X