Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain
    Assalamu Alaikum friends Agar Forex main aapko loss ho raha hai to aapko chahie apni strategy ko change Karen Kyunki agar aap ek hi strategy se Bar Bar trading Karenge to aapko lazmi loss hoga isliye jaruri hai ki aap strategy ko change Karen aur plan bhi ke mutabik Dobara trading Karen loss se pareshan Na Ho balki uska Samna karne ki koshish karen market ko analyse Karke Uske bad trade open Karen to aapko kabhi bhi last Nahin hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

    dear friend agr ap ko forex trading mai loss ho raha hai to stop loss ka use kary taky ap ko zayada loss na ho pay or ap ka account wash na ho jay or next time apni trading kay experience ko increase kary or market ko achy say analysis kar kay trading lagy ap ko loss kam hi ho ga or ap ka profit zayada ho ga or ap ko ai say acha bounce bhi mill sahk ta hai is lea trading kay experience ko increase kary
    Last edited by ; 04-07-2020, 08:09 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

      Trading mein loss hota hy aur traders ko dekhna chahiye k loss ki kia waja hy loss hony ki sorat mein trading stop kr deni chahiye kionkeh us waqt market against hoti hy is liye trading krna risky ho jata hy loss k waqt right decision traders ko mazeed loss se bacha sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

        ​ sometimes Ham Logon Ko aisa hota hai ki market ke andar Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata hai aur Achcha profit Nahin ho raha Hota Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata hai aur Achcha profit Nahin ho raha Hota itne liye Ham Logon Ne karna ya hota hai ki Hamesha ham log Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata hai aur Achcha profit Nahin ho raha Hota itne liye Ham Logon Ne karna ya hota hai ki Hamesha ham log apni learning skills ko improve karne ke Ham Logon Ko Kafi loss Hona shuru ho jata hai aur accha profit Nahin ho raha Hota itne liye Ham Logon Ne karna yah hota hai ki Hamesha ham log apni learning skills ko improve karne ke upar focus Karen jitne bhi log improve karte rahenge jitne bhi log improve karte rahenge apni learning skills ko vah log kabhi bhi market jitne bhi log improve karte rahenge apni learning skills ko vah log kabhi bhi market ke andar na Kam Nahin ho sakte isliye aap Logon Ne Hamesha isliye aap Logon Ne Hamesha acche se kam karna hai kam ko kam Samajh Kar Karenge to isliye aap Logon Ne Hamesha acche se kam karna hai kam ko kam samajhkar Karenge to benefit Achcha ho jaega agar aap Logon Ko loss ho raha hai to aap agar aap Logon Ko loss ho raha hai to aap log trading co counter new Rakhe aap Logon Ko Kabhi agar aap Logon Ko loss ho raha hai to aap log trading ko continue Rakhe aap Logon Ko Kabhi Na Kabhi Achcha profit mil jaega
        When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
        :)
        (AbdulWahab33)
        • #5 Collapse

          Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

          agar last ho Raha hai to kya Karna chahie iska ek bada hi simple solution hai vah yah hai ki ham jahan per mistake karte hain jahan se ham last kar rahe hain vahan se ham use mistake ko khatm karne ki koshish karen koshish Kuch is tarike se Karen ki ham usmein stage ko khatm Karen usko learn Karke aapke ham aane Wale waqt mein fir se hua mistake na Karen aur jyada se jyada trading mein profit per kar sake na ke loss kar saken kuchh log ISI vajah se last kar jaate Hain ki vah apni mistakes ko sudhar to Nahin hai bolke aise hi chhod dete Hain
          • #6 Collapse

            Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

            GM loss Ho rha hy to hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achy sa market ko semjhna ziyada sa ziyada analysis kra jitni ziyada analysis kra ga mouvmnt Ko semjh ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho
            • #7 Collapse

              Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

              g han sahe kaha hae ap ne is main hamne bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam karte hain wo he to is main success bhe gain kar lete hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum kabhe bhe is main himmat na hara karen balke hamne cahiye ke hum himmat se che tarah se is main kam kiya karen tamam ke tamam rules ko follow karte howe q ke hamen bhe pata hae ke agar hum rules ko follow karen ge to he to hum is main kamayb bhe ho he sakn ge to bas tamam members ko cahiye ke wo is main rules ko follow kiya karen take wo is main kamayb bhe ho saken or aik ache trader bhe ban saken to bas is liye sab ko apne mehnat ko incrrase karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

                Agar aap proper tarike se trading karte hain aur money management ke hisab Se Apna lot size use karte hain to aapko Forex trading Mein Kabhi Bhi loss Nahin ho payega isliye Agar aapko kabhi bhi loss ho gaya hai to uski Sabse Badi vajah aapki over lot size using hai agar aap proper tarike Se Apna lot size use karte hain to Agar aapki trade loss mein bhi Chali Jaati Hai To vah bahut jyada profit mein bhi a Jaati Hai isliye vahin traders best hai jo market ko samajhta hai aur Jyada Se Jyada information Rakhta hai Kyunki use pata hai ki Kis Tarah lot size use karna hai aur Kis Tarah market ko analyse Karke apni trade open karni hai
                • #9 Collapse

                  Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

                  Dear pak forex member agar apko loss ho bhi raha ha to apko chahya ap apni trade ko close kar lan aur sabar ka muzahira kary sabar ka kam lan aur mehnat karty rahy kuy kah agar ap mehnat karty rahy ga to aik din zror kamyab ho jay ga mehnat insan ki kabhi zay ni jaty kahin na kahin wo insan ko faida da jaty ha hum mehnat kar acha bonus hasil kar sakty han aur bonus sa hum agy trading kar sakty han trade sa hum acha profit hasil kar sakty han..
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

                    Forex market Mein of agar Har Roz losses ho rahe hain to iska matlab hai aapki to strategy achi nahin hai isliye aap apni strategy ko beta Karen aapke aap forex market Mein Lash ko khatm Karen aur forex market Mein Achcha profit cancel Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

                      assalam o alekum dosto forex mein ap ko loss bhi hota he to ghabrane ki koi bat ni ap different angles se market ko watch kare aur mehnat aur lagan se is mein kam karte rahein ap ka knowledge increase hota rahe ga aur ap ko jald experience ki waja se ap ka loss profit mein badal jaye ga aur ap jaldi bilkul na kare apni trade ko profit ki taraf hi mumkin banaye ta k ap ka future bright ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

                        Aghar loss ho raha hay to aap ko mayos honay ke bilkul durust nahe hay aap ko chahye ke us chiz ko samjhain jis ke wajah say nuksan horaha hay jab aap jan jao kay is ka kya reson hay to aap ko is main durustge karnay main kafi islah hoge to aapko loss hona band hojayga jis ka nateja profit ke sorat main hoga
                        Thank you for your attention
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar loss Ho raha Hy tow Kya krain

                          Mere Bhai agar aapko loss hota hai hai to aapki kisi galti ki vajah se Hi aapko launch ho raha hai aapko koshish karni chahie ki apni galti ko talash Karen mere Bhai use galti ko sudharen lekin sabse pahle chij hoti hai market mein analysing karna agar aap market mein analysing karna Sikh jaate Ho market ki movement ko samajh jaate Ho to mere Bhai aapko kabhi bhi trading mein loss nahin hoga iske liye mere bhai aapko chahie hota hai achcha experience aur behtar planning experience isliye ki aapki trade mein loss Na Ho and planning isliye ki agar aapki trade mein loss ho jata hai to use loss ko recover karne ke liye aapki planning bahut jyada karamad hoti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X