Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..
    Assalamu Alaikum...!!
    Khabi b over trading nhi krni chahyie kun k over trading ap k account k liye bht nuksan de ho sakti hai agr ap ki pehli trade positive hogai ho to khabi b dosri trade ko apne mind ma na le kr ayen ye soch kr k apki trading aj successful ho rhi hai assy ma ap apni profit wali trade margin ko kam kr sakty hain aur Ye koi Achi soch ka signal nhi hai yahan ap apne mind ko laalch ki trf le kr chlay jaty hain Issi liye over trading ko avoid krna bht zurari hai kafi sary members jo trading kr rhy hoty hain un ma se bht saron ko ye maloom nhi hota K un ka loss margin high hony ki wajha over trading hai iss liye over trading ko avoid Karen jitna ho saky aur apne target bna kr trading kren..
    :1f628: T H A N K S :1f636:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

    is forum main practice kar k hi hum run kar skaty hain aur forum main practice kar k hi hum real main kam karien gay aur forum main trend ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay aru forum main enter hony say pahly is k rules ko follow kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run kar sakty hain aur forum main practice kar k hi hum run karein gay
    • #3 Collapse

      Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

      g han jab hamein kuch profit ho jaye to hamein mazeed trading se bachna chahie kiu k is k bad hamein nuqsan bhi uthana par skta he jis ki waja se hamein muhtat tareqe se trading karni chahie aur over trading se apne ap ko mehfooz rakhna chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

        Assalamu Alaikum dear Forex members ji bilkul theek kaha aapane ke kabhi bhi Hamen overtrading Nahin Karni chahie yah Hamen nuksan ki taraf bhi Lekar Ja sakti hai agar aapki Ek trade Kamyab rahi hai to aap ko bagair analysis kiye next trade Nahin Lagani chahie kabhi bhi market ki movement Ko Dekhe bagair Agali trade na lagaen isase aapko bahut loss ho sakta hai Aksar log Aisa Karte Hain ki ek time per 2 3 trades Laga Dete Hain is se aap ko lalach aata hai aur trade na kam bhi sakti hai isliye Agar aapki pahle to hate Kamyab ho gai hai to ho sakta hai ki ab market ki movement change ho gayi ho ab market Mein Koi nutrend ho isliye analysis kiye bagair Agali trade na lagaen is se aap ka loss ho sakta hai aur aapka account bhi band ho sakta hai
        Last edited by ; 04-07-2020, 06:38 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

          Jo log forex trading men over trading kartay hen woh loss uthatay hen aur agar daily profit ka target set karen aur phir jab target jaldi poora ho jay tu phir mazeed profit k lalach men over trading nah karen kiun k next trade men loss bhi ho sakta hey iss liay profit zaiya bhi ho sakta hey
          • #6 Collapse

            Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SyedAlishah537 پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum...!!
            Khabi b over trading nhi krni chahyie kun k over trading ap k account k liye bht nuksan de ho sakti hai agr ap ki pehli trade positive hogai ho to khabi b dosri trade ko apne mind ma na le kr ayen ye soch kr k apki trading aj successful ho rhi hai assy ma ap apni profit wali trade margin ko kam kr sakty hain aur Ye koi Achi soch ka signal nhi hai yahan ap apne mind ko laalch ki trf le kr chlay jaty hain Issi liye over trading ko avoid krna bht zurari hai kafi sary members jo trading kr rhy hoty hain un ma se bht saron ko ye maloom nhi hota K un ka loss margin high hony ki wajha over trading hai iss liye over trading ko avoid Karen jitna ho saky aur apne target bna kr trading kren..
            :1f628: T H A N K S :1f636:
            Salam dear members g bilkul over trading kbhi bhi nahi krni chaiye trading main over confidance sy kam nahi lena chaiye is main humara hi nuksan hai isliye trading main kbhi bhi over kam nahi krna chaiye is main ap hi ka nuksan hai hum jtna soch samjh k planning k sath kam kren gy kamysb honn gy islityew bhut zroori hai dil lga k mehnat sy kam kren sar sy utharne wala kam na kren is main ap hi ka nuksan hai ....
            • #7 Collapse

              Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

              Assalamualaikum
              G bilkul over trading s bachna chaey kisi bhe kam ko agar ap kar rahay hanw to ap ko us k limit k baray m malomat hony chaey k kia ho ho m kam kar raha hun kia is m is s k itny capacity ha ya is m mug ko is s Ziada kam karnay k igazat ha har kam ak gasa nhe hota har kam ka ak alehda time tably ya mayar hota ha isi tarah Pakistan firex m bhe ap 50 s ziada post our 4 s ziada threads ak din m kar saktay hanw our Saturday our Sunday ko trade nhe laga saktay
              • #8 Collapse

                Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                Agar Ham overtrading karenge To hamen hamesha loss hoga agar Ham apne account ko aur apni mehnat ko save rakhna chahte Hain To humne kabhi bhi overtrading nahin karni chahie Bal ke thode profit per compromise kar lena chahie aur iske sath sath humne overconfidence nahin Hona chahie bahut achcha business hai jis ise samajh liya vah apna future bright kar sakta hai main earning ke liye bahut jyada mehnat karni padati hai Forex mein vahi log Kamyab hote Hain Jo mehnat karte hain aur himmat se kam lete Hain aur har loss ko pahle se bhi jyada mehnat ke sath recover karte Hain.

                Never Lose Heart.😎
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                  G bil kul over trading nuqsan he deti ha ziyada tar so over trading say jitna ho skay bach k kaam krain kyun k agr din mn aik acha profit achieve ho jaye to us k bad mera khayal ha over trading krna bewaqoofi ha to ic hisab say thora sa khayal krain aur aik mn acha profit kmanay k bad hamesha over trading say avoid krain nai to over trading say nuqsan he ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                    G over trading ka nuksan hota hai ke Jab h baho saari trade Laga Dete Hain aur lot size Kabhi Dhyan Nahin rakhte to hamare Kaun ke bhashan ka Khatra hota hai agar market ki movement Hamare hisab Se Nahin Chalti to iska matlab hai ki Ham trade acchi Nahin ki aur Hamare count was jata hai aur Japan account was Hota Hai To Ham bahut disscourage Ho Jaate Hain isliye bahut jaruri hai ki Khud Ko motivate rakhen aur acche tarike se trade Karen Kisi Aur Ka Hosla badega aur aapki earning bhi bahut acchi Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                      Humein over trading sy avoid krna chye kiun k jb hum over trading krte hain to hamara profit waste hone k chances hoty hain kiun k forex ak aisi market hy jo kisi bhi waqt change ho skti hy isly overtrading ak buht bara risk hy . humein daily market ki situation ko dekhty hue ak profit limit set krni chye aur profit ko achieve krne k baad trading ko stop kr den otherwise agr ap lalaach mn akr trading krte rahe tu apka nuqsan ho skta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                        over buying and selling s bachna chaey kisi bhe kam ko agar ap kar rahay hanw to ap ko us ok restriction ok baray m malomat hony chaey ok kia ho ho m kam kar raha hun kia is m is s okay itny capability ha ya is m mug ko is s Ziada kam karnay okay igazat ha har kam ak gasa nhe hota har kam ka ak alehda time tably ya mayar hota ha isi tarah Pakistan firex m bhe ap 50 s ziada submit our four s ziada threads ak din m kar saktay hanw our Saturday our Sunday ko change nhe laga saktay
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                          agar ap forex main over ho kar kaam ko start kar rhay hain ap yay samj kar kaam kar rahy hain kh ap is main achy janty hain aur ap oversmart bananay ki koshish karty ho to ap ko is main mo ki khani parti hai kun kh is main kaam deheeray deherry aur slow slow kamybi milti hai jo chty hain kh aik hi dum kamyb ho jain aisa bilkul nai ho skta hai agar kamybi bpani hia to us kay layya is main mehnat lazmi hai agar mehnat achy say ho gi to kamyb phir insaan kay kareeb ho jati hai jo is main kaam karny wala hota hai woh is main achy say kamyb ho jata hai jo nai kartay hain kaam woh is main na kamyb ho jain gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading khbi b ni krni chahyie Kun k..

                            Ji bilkul brother your argument is quite clear forex trading ek proper planning k saath karne wala business he is me ham agar lalach me a kar over trading karne lagte hen to is ka matlab he k hamen forex ki knowledge ziada se ziada hasil karne ki zarurat he aur koshish Karen k pehle forex ki mukkamal knowledge hasil Karen aur ek target set Kar k is me apne goals achieve karne k lie hardwork Karen kiun k baghair hardwork k ham Koi bhi business dhang se nahi Kar pate isi tarah forex me bhi over trading se hamari saari trading planning fail hojata he market me apne account k hisab se risk lena chahie aur money management ko hamesha prefer Karna chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X