long trem trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    long trem trading
    hum long term tradng kar ky earning gain kar sakty hain hum is mai live kam kar saty hain hum is mai bager baalnce account bana kar be kam kar sakty hain hamy market mai soch samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hamy expert ban ky long term trading karne ho ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: long trem trading

    forex main hum long trum tyrading kar skty hain our hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our forex kbe be na bnd hoany wala business hain
    • #3 Collapse

      Re: long trem trading

      hamain short term main bi trade kaar skaty hain aur is frum main pracice kar k hi hum real main kam kar sakty hain aur forum main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum loss say bach sakty hain aru forum main anlsye kar k hi hum achi trade kar k ih hum run kar skaty han aru forum main anlsye kar k hi hum achi trade karny k kabiil ho sakty hain it is best job
      • #4 Collapse

        Re: long trem trading

        Dear aap nay theek kha kay ham pesa invest karny kay bager bhi apnay account par long term trading kar kay acha bonus hasil kar sakty heiin is liye hamein long term trding kay sath boht benefit hota hai agr ham aik say zaida trading lga kar chor dety hein to is mein hmara lose hota to is kay liye hamry paas knowledge ka hona bohat zarori hai phir hi ham kamyaabi hasil kar sakty hein.
        • #5 Collapse

          Re: long trem trading

          Assalam.o.alaikum
          Long term trading say gurez kana chahiye...ziada long term trading nh karni chahiye warna humain ziada loss ho sakta hy ...agr loss hony lagy to kam loss main hamain order close kar dena chahiye long term trading say agr loss hoa to hamara account wash ho sakta hy
          $#@#i Khan
          • #6 Collapse

            Re: long trem trading

            long term trading karna itna jyada useful nahin hota kyunki iske liye members ko profit hasil karne ke liye intezar bahut jyada karna hota hai aur isase jyada achcha yah hai ki members short term trading karne kyunki is tarah Se members regularly aur accha profit bhi le lete hain isliye members ko apni choice mein short term trading per hi jyada focus karna chahie aur ISI ko hi importance Deni chahie aur members ke liye ISI tarah Se Hi apni trading ko karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: long trem trading

              Dear new members long term trading bahut jyada risky Hoti Hai hamare pass long term trading ke liye Jyada balance aur Jyada experience Ka Hona bahut jyada jaruri hai Ham apni experience aur apne knowledge ki base per easily Forex trading business Mein Prophet Hasil kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab ho sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham market ka analysis karte hue trading Karen aur Market Se Achcha profit Hasil Karen Hamen market ka analysis karte hue long term trading karni hai agar hamare pass ichcha experience aur acchi strategies Hai Ham Apne knowledge aur apne experiences Apne balance ko Dekhte Hue easily long term trading kar sakte hain Magar dear members Ham koshish karni hai ki agar Ham Forex main you hai aur Hamara experience Nahin Hai To Ham Apne periods ko increase karne ke liye first Jyada focus Karen short term trading Main Aur kam profit Mein Hi satisfied Rahe Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: long trem trading

                Expert traders hamesha long term trading karty hen jis me unhe bahot mehnat karni parti hai aur bahot knowledge gain kar k analysis karne party hen .long term trade wo log kar sakty hen jo log sabar se trading karty hen .q k is me risk bahot zada hota h lekin agar ap ny trade thek lgae hai to ap ko earning bahot zada hogi .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: long trem trading

                  Forex me agar ham continuously earning chahte hen to hamen long term trading ko choose karna chahie kiun k short-term me forex market se AP profit to let sakte hen magar is me loss ka khatra bhi ziada hota he kiun k short-term me ap market ko achi tarah se analys nahi Kar pate hen long time frame me hi market k ups and downs ka achi tarah se pata chalta he agar dekha jaye to expert traders long term profit k lie long term trading ko prefer karte hen aur market ko achi tarah se analys Kar k trade open karne ka decision lete hen isi lie to wo successful hote hen hamen bhi exactly long term trading ko prefer Karna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X