Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?
    Bilkul aisa he hai small lot humesha ziyada nuqsaan say aapko bachati hai agar che profits be kam hoti hai lekan aapka account wash out say safe regta hai aor humesha running halat mai hota hai es leye maira subko yahe suggestion hai kay ziyada lalach kay bajaye small lot size ka intekhab drost hota hai aor aapka account be safe rehta hai kesi be trader ki sub say bari khobi yahe hoti hai kay apnay account ko kam az kam wash out say bachaye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

    forex main hum small pot size ko use kar kay hum es main kam kar skty hain our humain es main mahnat say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es mian kam karain ghain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Bilkul aisa he hai small lot humesha ziyada nuqsaan say aapko bachati hai agar che profits be kam hoti hai lekan aapka account wash out say safe regta hai aor humesha running halat mai hota hai es leye maira subko yahe suggestion hai kay ziyada lalach kay bajaye small lot size ka intekhab drost hota hai aor aapka account be safe rehta hai kesi be trader ki sub say bari khobi yahe hoti hai kay apnay account ko kam az kam wash out say bachaye
      Ji bilkul small Lord ka matlab Congress Lena Hi Hai Hamen trading karte hue is bar Ka Khyal Rakhna chahie ki Jab Bhi ham Kisi chij betrayed lagaen To Apne account balance ke mutabik trade lagaen Kabhi Bhi Apne account balance Se Badi Laut Nahin Lagani chahie Agar Hamen last Ho Jaaye To Hamara pura account was ho sakta hai isliye Hamen kam se kam rest Lena chahie Agar Hum Kisi Paris Paris Leti bhi Hain To Apne account ka balance ko gen Mein rakhte Hue risk Lena chahie Iske alava Jab Bhi office ka Pathar use Karen To Hamen stop-loss Jarur use karna chahie tha ki Ham apna balance Jyada Se Jyada Main poochh rakhte hain aur Hamen kam se kam nuksan ho Achcha trader banne ke liye jaruri hai ki aap profit ko Jyada Se Jyada gaine Karen aur kam se kam loss Ka Shikar hun
      • #4 Collapse

        Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

        Aapki baat bilkul theek hai is malla Hamesha jyada nuksan nahin hotayah baat hai kya ke ismein profit bhi bahut jyada kam hota hai lekin is main aap please malla apna trade open karte hain ismein nuksan kam hota hai isliye hamen chahie ki ham smart large size open Karen Kay isliye Jo naya hai usko chahie KV lot size small trading mein iski bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

          Ji han ja sake Ham sab forex trade per kam kar rahe hain aur is per trading karne ke bad Ham profit hasil karna chahte hain har trade Hari apni trade ko profit mein chahta hai aur isase profit hasil karna chahte hain lot size chhota Ho ho ja Bada hamen hamesha duniya ke har business mein pahle uska experience hasil karna chahie agar hamen is per experience hoga to ham isase jitna chahe utna prapt vikas kar sakenge chahela lot size Bada Ho chai chhotaagar experience hoga bade se Bada lot size bhi laga Le aap use pr profit hasil kar sakte hainagar iski metallic experience nahin hoga chahe Ham jitna marji chhota lot size use kar len Ham usmein Loss hi karenge main baat hamesha per experience hasil karna chahie aur uske bad is per trading karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

            Small lot size rhakay or small risk la Kar trading kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab trading krtay hai tu aap ko lot size apna account bonas Ka matabik rhakay gay or small risk la Kar trading kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Bilkul aisa he hai small lot humesha ziyada nuqsaan say aapko bachati hai agar che profits be kam hoti hai lekan aapka account wash out say safe regta hai aor humesha running halat mai hota hai es leye maira subko yahe suggestion hai kay ziyada lalach kay bajaye small lot size ka intekhab drost hota hai aor aapka account be safe rehta hai kesi be trader ki sub say bari khobi yahe hoti hai kay apnay account ko kam az kam wash out say bachaye
              You are right forex friend ager small lot size ke treading kare ge to loss ka chance be kam hoti he is waja se her tread per lot size ka istimal karni chaya aur kam se kam rakni chaya aur zayada profit le lalach naho karni chaya
              • #8 Collapse

                Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

                Absolutely right Forex mein lot size ka intekhab soch samajh kar Karen aur apne account balance ke hisab se lot size select Karen agar aapke pass yadav balance available hai to aap Bara risk Le sakte hain lekin kabhi bhi Forex mein and uncalculated risk na lein hamesha vo risk len jis mn apko profit hasil krne k maximum chances hn agar aap Forex mein proper money management ke sath work karenge to aapka bonus bhi save rahe ga aur apko profit bhi maximum hasil ho ga so money management ki importance ko ignore na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

                  Ji han bilkul sahi kaha aapane hamen kamlesh ke sath trading karni chahie kyunki ki hamesha bade risk k sath bada loss bhi hota hy isliye mere Bhai kam se kam starting main aapko rishta nahin Dena chahie kyunki starting main aapke account Ko main hone mein time lagta hai jab aapki account key management complete Ho jaati hai aapka account Bada Ho jata hai usmein achcha bonus maujud hai Matlab ki aapko agar loss aata hai to aap logon Ko recover kar sakte ho to mere Bhai agar aap dress lenge to shayad aapko usmein profit and salon lekin mere Bhai starting mein kabhi bhi risk na len kyunki usmein aap ko bahut jyada loss ho sakta hai aapka account bhi wash ho sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Small lot size ka matlab small risk kay saath trading karna?

                    Humko chahie ke Ham Hamesha small lot size ke sath trading Karen small lot size ke sath trading karna hi best Hai Kyunki Agar Ham Big Lot size ke sath trading Karenge to Humko trading mein bahut jyada loss Hoga aur Hamen chahie ki Ham acchi quality ka work Karen aur apne account ke mutabik Sambhal lot size ka use Karen Agar Big Lot size ka use Karenge To Hamara account vah bhi wash Ho sakta hai isiliye Hamen Apne account ko safe Rakh kar trading Karni chahie
                    ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X