forex main jab ham trade lgaty hai to ham to ham bohat sochty hai or bad main trade laty hai . lakin is k bad hota yah hai k jab market se agr ham ko profit mill b jata hai to hamain bad main khof ana sharo ho jata hai. k kahi asia na ho k ham apna profit loss main chala jay or mazeed bat yah k hamain khof ki waja se theak tareeky se market ko judge b nahe kar paty jiss waja se hamary trade ham thory se profit main close kar daity hai per is k muqabil agr ham ko loss ho jata hai to ham us loss ko khatam karny tak ka wait karty hai or hamra order kafi dair tak open rahta hai. is lai ham profit main kam or loss main zyda dair tak order ko open rakhty hai. what do you think
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим