trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai
    dear friends kaise hoo app ap logo ka is ke bare mai kya khayal hai am i right?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

    Jo insan apni mistakes se lesson learnt karta hai aur apni mistakes ko kam karta hai over kam karta hai apne mistake se apne aap ko majboot rakhta hai tu yah 3 and boy insan hamesha kamyab rahata hai agar ham Apne kam ko acchi performance sath lekar can't you nahin kar de aur bhi mistakes per kabu Nahin baten ham kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte aapke carrier ki kamyabi aapki life ki kamyabi si baat per hai kya hua apni Galti hai vah kam se kam kar rahe ho sakta hai kya abhi koi ek badi galti aap bhi kah rahi ho khatam kar de
    • #3 Collapse

      Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

      Forex mein aik hi Galt fasla say humra career ko khtam Kar sakta hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap aik choti say galti say bi aap ko bara loss ho jata hai jiss say Aap ka sab kuch khtam ho jata hai iss Lia aap ko galti say bachna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

        gee dear bilkul sahi kaha hay aap ne tradin aisi field hay is mein hamara kiya gaya aik ghalat faisla hamara carrier ko tabaah kr skta hai es leye hamesha koi bhi faisla lenay mein tezi na dekhayin aur sabar se kaam letay huway final decisiin liya krein q k yeh hamaray carrier ka sawaal hai....
        • #5 Collapse

          Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

          trading bahut hi soch samajh Kar aur dhyan se karni padati hai kyunki trading mein kiya gaya ek galat faisla bhi hamare pure forex ke career ko nuksan pahuncha sakta hai aur isko completely destroyed bhi kar sakta hai FB trading Karen cal and fresh mind ke sath trading Karen Taki aap ek achcha decision Le paye aur apni trading ko behtar se behtar banaa paye.aur koi aisi trade open na Karen jisse aapko bahut jyada loss Ho Mal ke small lot size ke sath Koi aisi trade open Karen jismein aap thoda profit lekar maarpeet se exit ho jaaye
          ​BELIEVE IN YOURSELF!
          (Ahsan999)
          • #6 Collapse

            Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

            G han forex trading aik risky business hai is mein active reh kar kam karna hota hai agar ham se koi bhi ghalt faisla ho jata hai tu hamara account wash ho sakta hai is liye hamyn is market mein jald bazi nahi karni chahiye aur soch samajh kar faisly karny chahiyn aur trading k doran lalach nahi karna chahiye tab he apko profit ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

              Ismein galat Faisla ki to koi baat nahin Jab aapka analyse Achcha Nahin hoga to Jari baten aapko loss hoga love se bachne ke liye Apna analyse Jyada Behtar Karen aur Market ko samajhne ki koshish karen Jab aap market ko samajh Jaenge to Aapka last bhi nahin Hoga aur aapko profit hoga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: trading mai aik ghalat faisla hamare career ko khatam kkar sakta hai

                Ji han dear member hmen soch smjh kr trading krni chahie Ap blkul sahi keh rhy hn trading mn srf ek ghalt fesla hmen tbahi or nuqsan ki trf ly jata hy es lie boht hi aram sy trade krni chahie soch smjh k

                اب آن لائن

                Working...
                X