Forex market mai trend ka patha lagana buhot zarore hota hai jab aapko trend ka patha hoga tho successful trading buhot asaan hogi aor aap sirf os trend ko follow kartay howay asaani say trading kar saktay hai aab sawal ye hai kay akhir konsay indicators kay zareye say patha chalta hai tho jitna maira experience hai moving averages ik aisa platform ya indicator hai jeski waja say ba asaani aap market trend ko identify kar saktay ho
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим