emotions ko forex mein shamil na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions ko forex mein shamil na karain.
    Emotions ka role insan mein qudrati hona hy or in emotions ko khud control kiya ja sakta jiske liye sabar karna seekhna hoga. Forex sabse best or legitimate business hy or is business mein wohi traders kamyabi ke manzil par kar lety jo sabar karte kyo ky sabar trader ko market ke tough conditions mein opportunity avail karne ka hunar seekhati. Trader ko sabse pehle sabar karna seekhna hoga or iska sabse best tarika hy ky trader trading screen ky aagy baithy or market ka jaiza ly bagair koi trade kiye.Members aapka kia mashwara hoga un traders ky liye jo sabar nahi karte.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotions ko forex mein shamil na karain.

    Assalamu Alaikum dear Forex members bilkul emotions ka Forex per Koi Kam Nahin Hai agar aap Forex trading Mein Apna Naam banana Chahte Hain To aapko Apne emotions per control karna sikhna hoga Agar kabhi aapko Achcha profit mil jaaye to uski Khushi Mein excited hokar bagair soche samjhe agli trade Na lagaye isase aapko nuksan ho jata hai aur Agar kabhi aapko loss Ho Jaaye to mayus Na Ho apni ghaltiyon se sikhte hue Apne full potential ke sath aur confidence ke sath agle trade lagaen ta k aap ka loss recover ho sake aur aapko Achcha profit mile kabhi bhi Forex Mein Apne emotions se Kamna ne
    Last edited by ; 04-07-2020, 10:41 AM.
    • #3 Collapse

      Re: emotions ko forex mein shamil na karain.

      Emotions ek aisi chij hai hai jo insan ko andar se kamjor kar deti hai aur business main emotions matlab ab aapka loss hai. Emotions ko business karte waqt dur rakhen kyunki agar aap emotional hokar prayed karenge to aap kabhi bhi profit nahin kar sakte.lehaza apny emotions ko control karain or ek axhay tarder ki tara market ma kam krian taki ap kam time mein jyada chijen achieve Kar paye shukriya
      ​BELIEVE IN YOURSELF!
      (Ahsan999)
      • #4 Collapse

        Re: emotions ko forex mein shamil na karain.

        forex mein agar kamyab hona hai aur taraqi krni hai to phir emotion less ho jao aur without emotions trading krein to aap zaror kamyab hongay.jo shakhs emotional ho k kaam krta hay voh hamesha nakam rehta hai aur pachtata hai.
        • #5 Collapse

          Re: emotions ko forex mein shamil na karain.

          Hamen emotions ko control Mein rakhte Hue market Mein trading Karni chahie Fir Bhi Ham kam Karte Kamyab trading kar Sakenge aur profit Hasil kar Sakenge Agar Ham market Mein emotional hokar kam Karte Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega yah Kaisa business Hai Jo Kabhi Khatam nahi hoga Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti
          الحمد لله رب العالمين

          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: emotions ko forex mein shamil na karain.

            Dear friend agar aap Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aap apne emotional per control Karen Jab aap ismein emotional per control Karenge to aap is behtarin profit Hath Karenge aur Aisi Ke Saath Saath Apne account ko safe Rakh Payenge Forex trading Hamare liye behtarin wala business hai ismein Lala Se Dur hone wale log Jarur kamyabi Hasil karte hain aur jo ismein Lal Karte Hain vah Aise Kabhi Achcha profit nahin kar sakte Bal ke vah Aksar SMS Apne account ko Vash Karte rahte hain isliye aapko chahie Forex Mein kam Karen Achcha profit Hasil Karen aur Desh Mein acche se mehnat Karte Rahen Forex Hamare liye best hai aur ham ismein main se kam Karenge to Jarur kamyabi Hasil Karenge

            اب آن لائن

            Working...
            X