kia forex application walay signals reliable hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex application walay signals reliable hain???
    dear members please aap ye bata dein k forex ki taraf se play store pe aik application di gai hai forex signals k naam se os pe daily signals aatay hain.kia koi members osko follow kr raha hay??agar kr rha hay to kia voh reliable hain kitnay reliable hain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia forex application walay signals reliable hain???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
    dear members please aap ye bata dein k forex ki taraf se play store pe aik application di gai hai forex signals k naam se os pe daily signals aatay hain.kia koi members osko follow kr raha hay??agar kr rha hay to kia voh reliable hain kitnay reliable hain???
    Forex market Mein jitni bhi trading signal wali applications maujud hai anman tamam signals perfect nahin hote magar maximum trades kaise acche hote hain aapane is market mein agar signal ko dekhkar train open karni hai to aapko pahle demo account par kisi bhi application kaise milte Hain kar leni chahie aur uske bad use per trade karni chahie agar aap is market Mein trading signal ko dekhkar kam kar rahe hain to aapko on ko dekhte hue khud bhi analysis karne chahie Taki aapko yah pata chal sake FIR kis vajah se yah trade lagva Di gai hai.
    • #3 Collapse

      Re: kia forex application walay signals reliable hain???

      forex market move karte hainour humian es main es ke movent ko wach kar kay humain es main es kay rulz ko follow kar kay humian es main kam kana ho ga our humian es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our forex 1 acha business hain
      • #4 Collapse

        Re: kia forex application walay signals reliable hain???

        nahi dear forex application jo signal provide karte hain wo 90% fake hoty hen .Hume unhe follow kar k loss hi hoga .Hume chahihe k hum khud mehnat karen aur apni strategy bana k trade karen take hume kisi kisam ka doubt na ho aur loss se bach saken .Ye application sirf aur sirf apni rating high karne k lia hoti hen .is lia in se bachen
        • #5 Collapse

          Re: kia forex application walay signals reliable hain???

          ji bilkul dear application wale signals reliable hai lekin hame khod se practice karne chahye market ka analysis karte huwe hame khod se hi trading karne chahye is tarah hum confidence se trading kar sakenge otherwise hame kabhi bhi doosro per depend nahi hona chahye application walesignals to market mai live trading ke liye hote hai hume to profitable trading karne hai to koshish kare k apne seniors ki guidance ko follow kare ya un ke signals ko follo karte huwe trading kare application signals reliable hote hai lekin hume khod ke experience se bhi kuch karna chahye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: kia forex application walay signals reliable hain???

            Dear member application wale signal reliable Hote Hain Magar Hamen koshish karni hai kya market ka anarakshit karte hue trading Karen aur apne experience ko improve Karen Forex Mein Jita Jyada practice Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge Jitna Jyada Hamen practice per focus Rakhna hai hi dusron per depend Nahin Hona chahie dusron per depend karne se Ham forest ko kabhi bhi understand nahin kar sakte aur na hi Kabhi Apne knowledge ko increase kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X