Trading With Gold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jnaab gold na sirf trading m bul k ksis bhi kaaroobaar m ik sung-e-meel ki hysiyat rakhta hy jis ki badolat ap bht jkuch ker sakty or kamaa sakty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Gold par treading kabi bhol kr bhi mate krna ku k us ka koi pata nahi hai kabi bhi badal jati hai aur bohat lost hot hai. treader ka sara balance khatam ho jae ga. is leye gold se door rhy. aur other pair par profit kamye.
      • #18 Collapse

        my dear gold k sath trading krna ap k liye buht ziada faida mand ho sakta hai or nuqsan dey q k gold ki movement buht ziada hai is liye agar ap gold pe trading krna chahte ho to ap k paas gold ki achi information or knowledge hona must hai big capital k sath
        • #19 Collapse

          dear member jesa kay we all know that kay gold boht precious metal hai tow iss kay liye amount bhi kaafi high lagti hai tab jaa kay hum investment karnay kay able hote hain and I think kay minimum investment amount 100$ hoti hai gold ki trade mein
          • #20 Collapse

            Hmen is business me hmeshah gold par trading tb hi karni chahye jb hmary pass is business ka acha experince ho kyun k ye aik asa business ha jis me hmen gold par trading karna hmary liye kafi risky ho sakta ha isi liye soch smjh k karni chahye trading hmen
            • #21 Collapse

              ye sawal ka jawab dena mere liye thora mushkil hai dear forex mai analysist ap ko boht milain gain par mere khiyal mai forex ko jitna acha aur behtar ap khud learning ua r practice k sath bana skte ho otna koi b nhn bana skta.
              • #22 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jii nahi janab trading sirf aur sirf in currencies pairs aur kabhi b hum ko currencies sey baher trading nahi karni chahye ager hum apna account safe rakhna chahtey hen aur acha earn karna chahtey hen to.
                • #23 Collapse

                  GOld ak batrain option tha jb yeah bht stable tha kuch saal sa gold market unstable hy js ki waja sa boht ka invest ko bht sa loss hua hy. Lakin invest ma profit or loss dono ho sakta hy is ka leya hm mentaly tayar hona chea.
                  • #24 Collapse

                    Yrs brother gold pa trading krni chae but gold pa trading kse krni ha kis seasion mn krni ha kya lot size hona chae .ya sb ap ko pta hoba bahot zrori ha .forex mn ager gold ki trading ap ko smjh a jae to ap ache trader bn jae ga .
                    • #25 Collapse

                      Agar ap ko pakistan forex forum trading my agar bhot kam gold par trading karni chaiya agar ap pakistan forex
                      • #26 Collapse

                        dear forex main ham jis pair pe marzi ay trading ker saktay hain is main gold pe bhi ham teading ker saltay hain or silver pe bhi ham teading ker saktay haon
                        • #27 Collapse

                          ek he baat ahi kay mai niss meinabi new ho to iss ka baray meinjujh ko kuch manhi pata main aa psa dardhast karta hon kay ager aa pko kuch pata hai to mujhy bhi zaroori bata diy a bhai jaan.
                          • #28 Collapse

                            Gold me trading karne k lye kafi experience ki zarorat hoti hai or jab ap k account me 500$ dollar ho to ap gold ki trading laga skhty ho is me aksar loss hota hai is ley phely is ko sekhen or pher karen
                            • #29 Collapse

                              yes its right trading with gold then we should earn more and more money because we should trading with gold then we should success and earn enough money and become to be rise .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                trading me gold sab se best hai earnings ke lehaz se us per aap ki knowledge achi ho jaye to gold ki trading me bohat faida hasil kiya ja sakta mujh ko bhi gold ki trading is lye pasand hai kiun ke us per bohat profits kamaye ja sakte hain kam waqt me .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X