Forex me learning is earning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex me learning is earning

    Ji han bilkul aapane theek kaha hai hai ki agar humne forex mein earning karni hai to sabse pahle hamen forex ki learning karni hogi ya nahin se sikhana hoga iska knowledge achia tarah se hasil karna hoga aur uske bad tab hamare earning start hogi kyunki Agar Ham ise hi ke bagair start karenge to hamen bahut jyada loss hoga aur hamari soch se bhi jyada hoga kyunki forex ek aisa business hai Jo is mn mehnat ke sath is ki learning ko karta hai tu wo achi khasi earning karta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex me learning is earning

      Han gee dear pak forex member ya bat apki bilkul theek ha jitnaa ziada hum forex sa learn kary ga jitnaa ziada hum trade ko parhy ga samjhy ga utna ziada hi hamry liya faida ha utnaa ziada hum acha bonus hasil kar sakty han humy dosto ka sath apni information share kanrii chahya aur dosto sa un ku opinion lani chahya is sa hmary knowledge ma bhi izafa ho ga aur profit bhi acha ho ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Forex me learning is earning

        Gee han dear friends forex Trading mein earning kay liey learning must hay. Business ko achi tarah samajhaney kay liey aap ko ziaada sy ziaada learning karna ho gi jitna aap learning pe focus karein gay itna hi aap ko apnay aap pe confidence aaey ga aur aap knowledge gain karein gay jitni aap ki learning achi ho gi itna hi aap acha quality work kar sakein gay aur quality work aap ki kamyyabi ki zamanat sabit ho ga so dears yeh baat zehan mein rakhnein keh hamesha apni learning ko bahut ziaada ahmiat dein es ka aap ki earning pe bahut faraq paray ga

        اب آن لائن

        Working...
        X