Forex me learning is earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me learning is earning
    Asalam o alykum.
    Forex aik esa business hy jis me agar apk pas jitni learning hoge aap utna he acha earn kar sakty hen. Achi learning hamesha achy knowledge se aati hy aur knowledge k liye zrori hy k hum forex ko ziada se ziada time den. Es tarha se hamy knowledge k sath sath experience be gain hoga aur hum achi trade kar ky apni earning increase kar saky gen.
    My first thread plz comment.
    Last edited by ; 03-07-2020, 10:39 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me learning is earning

    Aap Agar rail field main bhi hain to aap learning Karenge tabhi aapki earning Hogi jab tak aap learning Nahin Karenge to kabhi bhi aapko earning kabhi bhi Hans Nahin Hogi isliye agar aap best learning Karenge aur hot per Karenge to Fir quality work ogatu Ek acchi learning aapko milegi Forex Mein jitne bhi trader hai aur aaj din tak vah Kamyab Honge SS to Unka Yahi design ke vah acchi learning karte hain unke pass Achcha knowledge Forex ke bare mein aur experience Hai Jiski wajah se hua hai aur rahe hain isliye Ham jitne bhi chahie new members and new traders and Hamen koshish Karni chahie ki ham log apni learning ko best Karen Ham Logon Ko Achcha profit
    • #3 Collapse

      Re: Forex me learning is earning

      Assalamualaikum forex ma hum jitna mehnat sa kam kryngy utna kmai ga hmai apni gltiyo sa sekhna chiya or phly sa zyda mehnat krni chaiya
      • #4 Collapse

        Re: Forex me learning is earning

        اصل پيغام ارسال کردہ از: wikky پيغام ديکھيے
        Asalam o alykum.
        Forex aik esa business hy jis me agar apk pas jitni learning hoge aap utna he acha earn kar sakty hen. Achi learning hamesha achy knowledge se aati hy aur knowledge k liye zrori hy k hum forex ko ziada se ziada time den. Es tarha se hamy knowledge k sath sath experience be gain hoga aur hum achi trade kar ky apni earning increase kar saky gen.

        Salam forex me hum tb hi earning kr skty hn jab hmare pas is k bare me knowledge hoga us k bhgair hum forex bs time waste kr skty hn is liye forex ko time den or xzaida knolwdge hasil krny ki koshish kren tb hi ap is me kamiyab ho skty hn learning k bad earning asani sy kr skty hn but humy forex ko sekhna or smjhna ho ga is bare me expertiance hasil krna hoga us bad hi hum forex sy kluch hasil kr skty hn or forex me best ho gye hn is liye khud ko expert bnany k liye learning best option hai sb k liyte.....
        • #5 Collapse

          Re: Forex me learning is earning

          asslam o alaikum dear friend
          true words dear sahi kaha hy apny forex ma learning hi is ma earning hy ka zarya hy jb hm kisi bi ka ko sekh kr krty hy to us kamyab hoty hy or profit hasil krty hy agr ap ya kahy ky bina kisi kam ky ya bina kuch kiya hmy sb mil jy to asa ni hota hmy usy sekhna hota hy bina sekhy koi kam ni kr sakty forex bi asa hi business hy jo ko kry ky liya ap ko is ko sekhna ho ga taky is ma profit ly sakhy or achi eraning kr sakhy
          Last edited by ; 03-07-2020, 01:07 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Forex me learning is earning

            Hum forex business mien jitne ziyada learning kry ga humy is business mien utna faida hasil ho ga humy is mien chahiya ka hum is business mien ziyada sy ziyada mehnat ka sath work kry aur appine business mien kamyabi hasil kry jitne ziyada mehnat utne ziyada bounce jitna ziyada profit utna ziyada profit gain kry ga.
            • #7 Collapse

              Re: Forex me learning is earning

              Ham Yahan per bahut zyada mehnat Karenge To Hamen Yahan per bahut zyada profit hoga hai mehnat Hamen Har kam Mein Karni chahie mehnat Ke Bina Koi Kam Nahin Hota... Yahan per Hamen Apne knowledge mein is ezafa ke liye or expose Hasil karne ke liye fourex ko Jyada Se Jyada time Dena chahie
              • #8 Collapse

                Re: Forex me learning is earning

                اصل پيغام ارسال کردہ از: wikky پيغام ديکھيے
                Asalam o alykum.
                Forex aik esa business hy jis me agar apk pas jitni learning hoge aap utna he acha earn kar sakty hen. Achi learning hamesha achy knowledge se aati hy aur knowledge k liye zrori hy k hum forex ko ziada se ziada time den. Es tarha se hamy knowledge k sath sath experience be gain hoga aur hum achi trade kar ky apni earning increase kar saky gen.
                Walaikum Salam main aapki baat se agree karta hun Agar Ham forex business Bay successful Hona Chahte Hain To iske liye jaruri hai ki Ham learning aur training process Hamesha Jari rakhen Jab Bhi aap Forex per kam karen to demo account per practis Karte Rahana chahie Iske alava Youtube Aur Google ki madad se Hamen videos ko follow karte hue bhi kam karna chahie Iske alava Jo senior member Kafi Arshad se kam kar rahe hain Unse bhi knowledge gained Karte Rahana chahie acche Na Lage Aur acchi learning Se Hi acchi earning kar sakte hain aur Market ke Trend ko samajhte Hui Agar ham kam Karenge To Ham yaqeenan acche tarike se profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me learning is earning

                  Ji aapane Sahi Kaha Forex per running increase karne ke liye Hamen apni learning focus karna chahie Jo Pareshan apni learning increase karta hai wahi Apna trading account successful banata hai profit Hasil Karke
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me learning is earning

                    G han bilkul forex ma ham jtni zyada learning kary gea utna hi ham bhter earning kar saky gea forex ma hamy bhter earning ki zarorat ha forex ak bhot hi acha bussnes ha jis ma ham bhter earning kar saky gea forex ak good bussnes ha jis ko kar ka ha bhter earning ki tarf ja sakty ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me learning is earning

                      Asalam o Alikum dear Forex friends and dear members umeed ha kay ao sab theek hon gay jesa kayham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajwab business ha is main ham jitni mehnat kay sath kam kareey gay is main hammy utna he achi success ho gi ye ak esa international business ha jis main hammy is ki achi learning ki zarorat ha agar is main hammary pass learning nai ho gi to hammy is main kabhi bhi kamyabi nai mil sakti ye ak bahut he lajawab business ha is leye hammy chaheye kay sab say pehly is ki education ko gain kareey pher is ki parectice apny demo account pa kareey is kay bad he is say acha profit gain karny ko mily ga jab hamary analysis strong ho gay or is main ahmmy is ki move ko dekh kay he inter hons chaheye ta kay is say acha profit gain kar sakeey ]LEARNING IS A EARNING
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me learning is earning

                        Assalamu Alaikum their brother Umeed karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex trading ki Ki Sabse Bari kamyabi Iske learning par depend karti hai isiliye Jitna Jyada aap learning ko Hasil Karenge uske liye struggle Karenge Mehta Karenge aapki earning Khud ba Khud zyada Hogi acchi Hogi Kyon Ke real business Ho yah koi bhi business ho to mehnat zarur karne Prati aise hi Forex per Hamen earning Hasil karne ke liye uski learning ko Hasil karna bahut Jaruri hota hai jisse Ham aasani ke sath earning hasil kr k successful ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me learning is earning

                          g bilkul agar hm yaha sy best learning karty hy to hm ko achi earning b hasal hoti ha hm ko yaha soch smaj k kam karna chahiy jtna acha hm learn kary gy hm forex education ko otna hi jald smaj pay gu
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me learning is earning

                            yes dear 100% right agar forex trading main ek trader learning kar k aaata hain tu earning must kare ga jo b trader agar acchi earning karna chahta hain tu ek tradr forex trading main kamyabi pah skta hain i sliye trader ko achi tara work karna hain jo b trader lot of learning and knowladge hasil kar k kaaam karta hain tu kafi achi earning karta hain learning must hain ek trader k liye agar trader k pas learning neh hain tu kabi b earning nhe ho skti hian trader k pas learning nhe hain tu earning k koi b chances nhe hain
                            ​Sadaf Khan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex me learning is earning

                              g hn ap thk khty hn k lerning is earning hoty h ap ko bht ziada kam krna chy os kaliy ap ko sub sy phly learning krni chy jtni zaiad ap larning krin gy otna ziada ap ko bht achy earning jhasil ho skty h kam ko bhter krny kali ap ky pas apna aik account ho js m ap ki galtio ko control krna chy ap ki earning ki koim limt nhi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X