Lalach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    dear business mai lalach tu har koi he karta hy bas ye ap pe depend karta hy k ap es business ko kese le kar chaltay ho aur kese acha earn karte ho forex best business hy ap k liye tab he ap acha earn kar skte ho aur faida b hasil kar skte ho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      g aap ne acha question kiya hai jab sab log ye jante hein k lalach buri bala hai phir bhi lalach kyun karte hein wo is liye mere khayal se k hum insaan he aur insaan he galtiyan karte hein aur log bas chahte hein k wo yahan se raaton raat ameer ho jaye is liye lalach karte hein.
      • #108 Collapse

        G bhai lalach karne me apna he nuqsaan hai. official trader ban'ne kliye Hamme chahiye k fundamental analysis Karen, technical analysis Karen or market sentiments check Karen taa k future me successful trader ban saken. Or zada strategies ki bjaye aik he strategy ko build up karna chahiye.
        • #109 Collapse

          yes lalach aik buri bala hai aor forex main ye bala hamare profit ko kha jaati hai is liye forex main ham ko lalach se bachna chaye
          • #110 Collapse

            g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k yeh lalach bohat he buri bala hoti hai and hum agar is main greed karain gy to hum loss ko he face karain gy issi liye greed ko avoid karain.
            • #111 Collapse

              dear mare khyal main to Forex trading main kuch lalach ker k he hum money earn ker sektay hain kuin k lalach aik motive hai jo humain trade kerne per amada kerta hai but i think k humain ziada lalach se avoid kerna chahie.
              • #112 Collapse

                bhai jan lalch ak borii bla ha agr koi bnda lalch krta ha ud ko humsha zindagi mian losss hot ha agr koi lalach krta ha to wo bunda kiabi kamyab ni hota ha is ley bunda koi bi kam kry tu ya soch kr kry is k dil mian lalch na ho
                • #113 Collapse

                  brother ager lot size bilkul chota rkha jae to market mn trade ko long time k lye chalne diya jae to ise forex khte hn agr lot size he big ho aur long time trading ni ho skti .
                  • #114 Collapse

                    sab ki yahi aik waja hai kay wo log jald ameer hona chahtay hain yeh nahi ochtay kay ameer honay main bhi time lagta hai hard work ki need hoti hai so trading karo laikin lalach ko avoid kar kay
                    • #115 Collapse

                      Assalam o Alikum Bhai Jaan mein apki bat se bilkul mutafiq hun ke forex mein bhut se lalchi bethay hein jo iski badolat ameer honay ke khuwab dekhtay hein lken kamyab nahi ho patay balkay nuqsan hi nuqsan uthatay hein or lalach hi nahi insan iskay elawa bhi bhut saray gunah karta hei jis a usay elm hota hay
                      • #116 Collapse

                        sai bat hy bhai logo lalach tu wes hb morally thk nahe hoti orjo kloi trading mn laalchj krt hy tu usk sath u bht e bura hota hy haoiyo. q k forex tading mn lalach sy nisan mtlb trader kacount wash bhi ho sakta hy yasever los bhi ho sakta hy trading mn, so lalch sy bachen ap ye apk liye acaha hy, so avoid from greed n cntrol emotions
                        Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                        :) MR. TRADER :)
                        • #117 Collapse

                          lalach buiri bala hay ap lalach karenge to apko kamyabi to nahi milegi or ap iss business main kabhi achay traedr bhi nahi ban payenge so apko kamyabi hasil karne k liay apne andra se greed ko nikalna hoga or greed ko nikal kar ap kamyab ho sakte ho.
                          • #118 Collapse

                            g han bhai jan aap theek keh rahy hen forex trading koi mazak nahi hy ye aik busienss hy or is busienss men success hasil krny ky liy lalch sy avoid krna boht zarori hy lalch buri bala hy jub tk ap lalch sy avoid nahi krne gy ap pny account ko save nahi rakh sakty is liy ap lalch na kren
                            • #119 Collapse

                              dear lalach insaan ki nature mein shamil hota hia,yeh iak bht bari bimari hai,jo aik dafa lalach ka shikaar ho jata hai,tu wo kbi b apny ap ko lalach say azzad nahi karwaa sktaa,insaan ko pata b hota hai k lalach ki waja sy loss hi skta hai but log apni nature ki waja sy lalach krty hian,and loss krwaa k beth jaty hian,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                g ye bilkul thek hai forex pe lalch nhi chalta infact lalch kisi jaga py b nhi chalta jo lalch krta hai wo nuqsan uthata hai isliye ap is k bre main complete informaition hasil krain or sabr se is pr kam krain inshallah ap bht kama sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X