Lalach
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes brother you are right k humen is main lalach nai karna chahiye or jo shaks is main lalach karta hy usy nuksaan hi hota hy is liay humen is main mehnaat karni chahiye or lalach nai karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      is main jnab,,,lalch bilkul bhi nahi karna chhaye ager hum is main lalch karain gay to is main nuskan hamra hi hay jnab,,,ager lalch na na karain jnab....tub bhi is main kaam ho hi jata hay jnab
      • #18 Collapse

        bhai mera ap sab traders se yehi kehna hai kay ksi bhi business ma lalach bohot hi nuqsan deh sabit ho skti hai ap kay or khas ker forex trading forum ma, kyun kay forex forum ma ksi bhi trade ko buy ya sell kertay wakt hamen kuch ahem decision lene hotay hen or aagr os wakt hum lalach kren to hamen loss ka kafi samna ho skta hai, is lye lalach ko avoid kren
        • #19 Collapse

          g bhai jan aisa hi hy jab logo ko pata chalta hy is kam my bht profit hota hy tu wo lalchi ban jaty hy or bghair koi analysis kia ya koi experense k trading karty hy jis sy bad my un ko loss ko face karna parta hy
          • #20 Collapse

            g bhai ma ap ki baaton ko agree karoon ga or ya kahoon ga forex ma hamai kabhi lalach sa kaam nahi karna chahye q kay lalach ma akr hum ghalt steps utha letay han jo kay huma nuksaan ki taraf la jaatay han
            • #21 Collapse

              saalam bhai jee app forex mein kaam karin yaah koi bhi kaam karin app ko kisi bhi kaam mein laaluch nahi karni app ko laaluch se dur rehna hai phir he app ka faida hai nahi tu app ko kuch nahi hasil ho ga
                 
              • #22 Collapse

                lalach bht hi buri bemari he hmen apny emotions ko control mein rkhna he ta loss ko face na kren aur full concentration aur complete devotion k saath kaam krna he apna ta k ak kamyaab zindgi guzaar sken aur profit earn kren
                • #23 Collapse

                  G jnab bilkul saahi kahaa ap nee lalch aak buri adaat hai or buri bat bhi is se kafi logo ne apnaya huwa hai jis se wo loss khatee hain
                  • #24 Collapse

                    Greediness is the enemy of a trader. It always hurts bad. So, keep away from it. Especially, in Forex business it is more hazardous and poisonous than in any other business. Actually, greediness invites the trader to commit mistakes such as low patience or intolerance, unwise and hasty decisions. These mistakes happen due to greediness that could hurt the trader very badly.
                    • #25 Collapse

                      forex trading main lalach karnay walay traders loss he kartay hain aap ko chaheay keh trade lagatay waqt aap ko apnay balance ka patta hoana chaheay takeh aap iss lalach main aa kay apna loss nah kar jain
                      • #26 Collapse

                        forex main lalach boht buri cheez hai is account finissh ho jata hai lalach such main buri bala hai so lalach say bachna chahye jitna bacha jaa skta hai...
                        • #27 Collapse

                          g han aap ki ye baat bilkul thek ha ke aap ko iss kaam main lalach nahi krna chahiye kiun ke agr aap lalach kren ge to aap ko loss ho sakta ha agr aap aik achey trader banna chahtey hen to aap ko apni emotions ko kaabu main rakhtey huai dil se nahi balkey dimagh se soochna ho ga to hi aap ko success haasil ho sakti ha
                          • #28 Collapse

                            Forex trading mein greedy hone se high loss ho sakta hai or traders ka profit target or investment bhi destroy ho sakti hai agar wo greedy ho kar trading kartay hai trading kay duran patience ka hona zruri hai
                             
                            • #29 Collapse

                              Ap sahi kehrahay ho kiyon ke har adami short cut ke chakkar mein hota hai, aur chahta hai ke jald as jald mein rich hojaon, aur wo thora aur thora ke formala pe apni investment ka risk lelata hai, aur phir nuqsan ke taraf chala jata hai, hamain lalach se bachna chai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ap ne bhot acha likha he lalach k barey main q k ye ail aisy lanat aur bemari he jis se traders apni sari investment lose kar jaty he aor specially naye traders boht jald is bemari main mubtala ho jaty he aor rato rat ameer hony ka sochty he aor high risk k sath trading krty he aor end pe acha khasa nuqsan utaty he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X