Forex Trading me achi aur behtareen analysis kabhi bhi nakam ya fail nahi hoti hai. Forex Trading me analysis k bagher trading karna aisa hai jese apne paon pe kulhari marna. Is se hen sirf nuqsan k elawa kuch bhi nahi melta. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Analysis pe lazmi hamen work karna chaheye aur is ko behtarin banana chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим