Leverage kya hoti ha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage kya hoti ha?
    Leverage hmary order k volume ko set krny k liye bohat important ha. ye margin, free margin or equity ki calculation se find ki jati ha. hmari leverage jitnin zyada hogi hum volume utna zyada rakh skty hn or jitnu km hogi, volume ko set krny k liye free-margin b utna hi zyada chahiye hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear leverage forex ki khobsorti hai ap is ki madad se buht km invest se b buht big earning k qabil bantey ho yeh jitni ziada ho gi ap ka free magin ziada ho or margin km use ho ga is liye ap ziada leverage rakhein but ziada greed na krein
    • #3 Collapse

      jee khobab sister aap ki baat darust ha ka leverage wo peemana ha jo hum traders ko aapny trade laganay ka volume ki sahulat data ha yeh 1;100 ya 1; 1000 ho sakity ha .....
      • #4 Collapse

        brother leverage ki appney behtreen detail di hai aur bohut achi tarah se leverage key barey mein humein samajaya hai mein bas yahan par sirf itna add karunga k hum newbie traders ko kam leverage key sath trading karni chahiya kyun agar kahi humein greedy emotion ne pakar b liya toh low leverage ki wajah se humein bari trade nahi laga payeingay aur hum barey nuqsaan se bach jayeingay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading ke account mein levearge aik tansab hota he jo keh mein bta rha hota h ekeh ap ne itna trading balance ka istamal kia he aur itna ap ka baqe he to hmein leverage ka istemal low krna hota he aur trading es se ache hote he

          اب آن لائن

          Working...
          X