Information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information
    Friend main ye jana chahta hoon k jo toper hain wo information kaha se lety hain agar toper mera ye thread pary to plz reply dein k ap ko best inforemation kaha se milti h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex kay bary mein information hasil karna mushkil nahi hota hai ap forex kay bary mein demo account se bht achi information hasil kars akty hai or agy bhar sakty hai or kama sakty hai acha.
    • #3 Collapse

      bhai mery ye bht he easily mil jati hai ap ko forex ki website se or instaforex ki site se ap ko sab information mil jae gi is bare me jis ko ap use4 kar ky aram se ek achy trader bana sakty ho is me or bht agagye ja sakhty ho is me ap sab
      • #4 Collapse

        mary khiyal ma to un k pas itna experiance hota ha woh sirf ap ko dekh kar hi bata sakta ha aj market ma kia ho ga is liye k unho ny apna time market ma spend kia hota ha aur woh market k halat ko janty hain
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading mein jo tradrers success hasil krne ke koshish krte hein aur apne trading mein mhnt krte hein un ko apne trading mein success hote he aur hmein bhe apne trading mein work krne ke zarorat he aur hm apne trading mein successful trader asane se bn skte hein
           
          • #6 Collapse

            Internet aik aisa medium hy jahan sey aap forex key baray main jitna chahain jan saktey hain. Yahan par aap ko buhat si websites sey forex news mil jayen gey aur aap fundamental aur technical analysis ko bhi study kr lain gey aur forex key dosrey concepts ko bhi study krlain gey. Profession traders maximum information internet sey hi letay hain.
            • #7 Collapse

              Jnab mai apko btana chahoo ga k forex trading mai hr aye din trader ko kuch na kuch seekhnay ko zroor milta hai phir chahay wo khud ki searching ho ya phir kisi ki guidance,Dono hceezo k liye time required hota hai or isi liye trading mai sb say zyada importance patience ko di jati hai.isi liye apko b time k sath,sath apnay apko improve krnay ki koshish krni chahiye or bilkul patience less ho kr trading nhi krni chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Forex trading ka aj k experience say main nay ye experience gain kia hy k forex her trader k leay aik alag mind set business hy jo bhe jes pair ko time dita hy wo us ko easily understand kerta hy our us ko apny analysis k mutabik trade kerni chahy others ko follow nahe kerna chahy
                • #9 Collapse

                  bahi information kidr say laini nahi perti bilky khud hi andaza laga k banai perti hai humy cahiyeh mehnat krain or soch samaj k karain har kaam tu humy kisi say pouchny ki zarorat nhi parey gi hum khud hi es kabil hu jaty hain k khud andaza laga saky buy hai y sell
                  • #10 Collapse

                    forex trading mai enter hone se pehle app ko chaiye ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      gee bhai hmein apne trading ke information haisl krne ke lie online boht sara material mil jata he hm ko apne trading ke mukml information online websites se milte he hm wahan se apne trading ke information haisl kia krein aur apne trading ache kia krein
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X