Loss wali trade sa dur raha karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss wali trade sa dur raha karen
    Assalam o alaikum
    G members hamen cheye k trading karny sa phly market ko anaysis kar lia karen kyun k market ko analysis karna hamary liye bhot zarori hota hai
    Hum market ko analysis kiye bagair kabhi bhe koi trade open nahi kar sakty hain or agar.hum aisa karty hain to hamen hamesh he loss hota hai kyun k hamari trade phir loss main he jati hai
    Hamen forex main bhot mehnat or bhot hard work k sath he kam karna cheye or hum bhot hard work k sath he kam kar k kamiyabi hasil kar sakty hain
    Hamen yahan hamesha he analysis ko value deni cheye or bhot achi quality k.sath he hamen kam par focus karna cheye . 😍
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss wali trade sa dur raha karen

    Forex Trading loss wali Trade ko kabhi bhi open na karen aur jitna ho sake hamne us se door rehne me hi bhalaye hn. Loss wali trade se sirf nuqsan hi hota hai. Agar aik trade faida na de to hargez open na karen. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Loss wali trade sa dur raha karen

      Sometime aisa hota hai ki Hamari trading Apna trend change kar Leti Hai Aur long time Tel was Mein Chalti rahti hai aise Mein Hamen Apne trade kolosh Mein close nahin karna chahie agar humne money management ko follow Kiya Hai To isase Hamara account safe Rahega aur Hamare trade loss mein chalne ki bawajood mein Hamen big loss hone se bachati hai Ham Raha trading karne ke liye always trend ko follow karte hain Yahan per problem money management Karte Hain Tu Hamar account bhi save rahata Hai koshish karen ki is market Mein loss wale trade se award karte hue kam Karen Agar Ham without analyse entry lete hain FIR ham log loss ko Dawat de rahe hote hain SO ise award kiya jaaye
      • #4 Collapse

        Re: Loss wali trade sa dur raha karen

        Love based business kaisa hai Hamla se bilkul bhi nahin Ban Sakte isco company koshish aur minut se kam Jarur kar sakte hain to Khushi Kya Karen class ko kam se kam Karen Taki Dada Chhapra Bihar Sal Ho chuke hain gram Lal ko kam Na Kar Sakenge kam isliye kabhi bhi successful Nahin ho sakte koshish Karenge Daru Se Jyada minut ke sath bola usko kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: Loss wali trade sa dur raha karen

          Dear member trade open karte waqt Hamen market ko ach tra analyse karna chahie Hamen dekhna chahie ki Kahin yah market Hamare against To Nahin Jayegi Agar market Hamare against Ja Rahi Ho To fir Hamen trade open Nahin Karni chahie Hamen lost se bachna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss wali trade sa dur raha karen

            Bilkul theek kaha forex main jiss trade mein loss hona ka dar ho uss say for rhna chaiy agar aap uss mein trading kray gay tu aap ko loss ho ga agar aap uss mein trada nahi lgay gay tu aap dosri trada mein trada lga Kar acha profit hasal Kar saktay hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss wali trade sa dur raha karen

              g han dear members trading main kam krty howy ap ko chahay k mehnat krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take ap ko kamyabi hasil krny ki koshish krain ap ki mehnat r lagn ap ko kamyabi ap ko accha trader banati hy r ek kamyab trader banati hy
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                Ji thek bat hay lakin loss to trading main zaror hota hay chahay koi bohat hi ziada expert trader ho chahay new trader ho sab ko life main kai bar loss hota hay lakin es kay liay loss say bachnay kay liay Forex ko achi taran sekhna chahiay aor es ka experience hasil kar kay hi trading start karna chahiay es taran trading karna easy ho jay gi aor loss karnay wali trade say bhi bacha ja sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                  Yes my dear brother aapki baat bilkul theek hai ke Pakistan forex form mein trading karte hue hamen chahie ke hamen soch samajh Kar trade open karne chahie aur hamen ful koshish karne chahie k loss wale trade se dur raheniska matlab yahi hai ki hamen chahie ki Pakistan forex form mein trade open karne se pahle forex market ko acchi tarah analyse karna chahie aur forex ki market ki movement ko note karna chahie jab kabhi bhi hamen koi bhi trade profitable lag Rahi Ho to hamen woh trade lagani chahie aur loss se bachana chahiesitaram acchi trading karke Loss se Bach sakte hain aur accha profit hasil karke kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                    mdgn m,frn,thk,,,,b,mbm,n,b,kmbnfd,ndcb,m,mnbmk,cnkm,b
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                      Assalamau ALikaum my dear brother g han bilkul sahe kaha hae ap ne main ap se bilkul bhe mutafiq hn forex business main loss to ho he jata hae to is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main zayada se zayada ache tarah se kam kiya karen take hum is main kabhe bhe apna loss na karen q ke jo bhe log is main loss kar jate hain to is waja se he to wo is main success bhe hasil kar jate hain or is main wo kuch na kuch hasil bhe kar jate hain to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na hara karen balke hamen cahiye ke hum is main bas apni mehnat karte raha karen hum is main jitne zayada mehnat karte hain wo is main success bh gain kar he lete hain to bas is main mehnat karte jaen take kamayb bhe ho saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                        Koi bi trade jub market ki movement ko samajh Kay open ki jaati hay to uc say bohut fayda hota hay aor aysi trade kabi loss may nai jaati hay. Loss may trade uc waqt jaati hay jub bi traders juld baazi may trades open ker laytay hay. Jo trade baghair market Kay trends aor analaysis Kay open ki jaati hay uc Kay chances loss may janay Kay bohut zayada hotay hay. Aysi trades say bachna chahiye kiyu Kay zayada loss recover kerna bi mushkil hojata hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                          Hamen apni losses wali trade ko acchi Tarah managed karna chahie aur kam se kam loss hote hue trade close Karni chahie, zyda tar losses over-trading ki vajah se hote hain isiliye hamen over-trade bhi nahin karna chahie aur focus aur analyses ke sath trading karte rahana chahie taki ham profit ko mumkin banaa sake.
                          Instaforex is the Best broker
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                            bilkul de aur aapki baat theek hai Forex Mein hamen loss wali trade Se dur rahana chahie aur market ke analyses karke saree market Mein trade ka jaisa Lena chahie aur news ko read karna chahie news korite karke hi hamen trade ka pata chalega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss wali trade sa dur raha karen

                              my deer Park forest members and opens her for a phone mein kam karte hue mein bahut hi sirf aur tarike se kam karna chahie khaas papa trading mein hamen karni chahie hamen Louis wali trade se dur rahana chahie hamen profit world trade ki taraf Jana chahie hamen market ke movement ko dekhte hue acchi aur kamyab Swift lagani chahie jab Ham save date lagaenge to definitely mein kamyabi ki taraf jaenge hamen achcha profit bhi mil jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X