new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
    Assslaamau ALikaum my dear g han q ke new members start main seekh rahe hote hain in ke pas na he acha eperience hota hae na he in ke pas acha knowledge hota hae to is liye un tamam members ko cahiye ke wo is main loss se bilkul bhe tension na liya karen is main ap jitna ache tarah se kam karte hain apko us main utna he faida ho jata hae to bas is waja se tamam ke tamam members ko cahiye ke wo is main dil se ache tarah se apna kam kiya karen take tamam ke tamam log is main successs bhe hasil kar saken or is main dil semkam bhe ho saken tab he to hum bhe is main aik ache trader bhe ban sakte hain
    Assalamu alaikum ji bilkul Jo new members hote hain vah start mein loss Ka shikar hote hain kyunki vah hard work to karte hain lekin hard work hard work karne ke sath sath vah Apne hard work ki kadar Nahin karte agar vah hardwork ki kadar Nahin karenge to vah achcha profit game karne ki kabil Nahin ho sakenge so success is directly proportional to hard work
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

      Assalam o Alaikum main umeed karta umeed karta hoo keh hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me new members ko experience na hooney ki wajja se starting me loss ho jata hai par samajhdar wahy hai. Jo apni mistake se seekhta hai or dobara nahy repeat karta hai. Is lye new members ko chahye keh starting me expert trader se advice le leeni chahye
      • #18 Collapse

        Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

        assalamualaikum Kya hai doston karta hun sab to Sania se honge doston mujhe bhi pata nahin tha ki kis tarah se baat karne mein doston ko dekhta tha kyunki sar se baat kar rahe hain isliye mujhe kafi jyada 902 teen bar mila to mujhe bahut ho rahe hain ki hoti haiJohn John new member hai man se gujarish kanoon ki aapane sabse pahle ghabrana nahin hai aap apne baap ko continue Karen aur jitna ho sake aap dusron ke post ko Karen usse aapka knowledge jyada hoga aapka experience hoga to is hisab se aapki trading market
        • #19 Collapse

          Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

          ji han aapki baat bilkul theek hai new members ke pass trading ka experience na hone ki wajah se loss ho jata hai isiliye new members ko chahie demo per practice Karen six mouth mein real account ke kabil bane demo ka use lazmi Karen jitna zyada demo per practice karenge aap experience main utna hi zyada izafs hoga isiliye market ko follow Karen market ki movement ko samjhaie candle ki pahchan sikhen market ko analysis karna sikhen Taki aap apne experience aur knowledge ke sath forex market mein bahut achcha profit Hasil kar sake aur unlimited earning kar sake isiliye Hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek kamyab trader Hamesha mehnat per focus sakta hai isiliye new members ko chahie
          • #20 Collapse

            Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

            Han ji dear ap ny sahi kaha hai . New members ko forex me loss hota hai kyo k wo forex ko learn nhi krty air direct real trading start kr dety hain . New members ko loss se ghbrana nhi chaye . Balky un ko chaye wo forex ko learn kryn . Real trading ko stop kryn aur demo account par work kryn . Demo account par kam krny se un ko knowledge mily gi . Isi tra asta asta un ki skill good ho jae gi jis k bad wo real trading me loss nhi hony dyn gy .
            • #21 Collapse

              Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

              ji han bhai jaan aapane bilkul sahi baat ki hai ki new member ko information na hone ki vajah se bahut jyada lash ka samna karna padta hai aur boss se junior aise hote hain ki vah jaldbazi se kam karte Hain jis AVN ko bahut jyada lash ka samna hota hai mere khyal ke mutabik juniors ko sabse pahle Forex ka achcha na Lage hasil karna chahie uske bad demo account per practice ka ke achcha experience Jain karna chahie Xperia sar sar karne ke bad sabar se kaam lete hue soch samajh Kar trading karni chahie Taki bolna se bus saken
              • #22 Collapse

                Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

                g han dost ap bilkul saii kah rhy han ma ap ke bat sa agree hoon dost jo new memebers ata han unka pass na to experience hota ha aur na h forex ka related knolwede hota ha aur wo earning ke lalch krtay han jiske waja say unhan loss ka samna ho jata ha isya dost new memebers ko chahya kah wo pahlay experience gain kran aur knowledge gain kran unka knowledge aur experience he unhan kameyabi day ga ni to wo apni mehant ko waste kr batha ga aur hath bh kuch ni ay ga o friend always be work hard and try to achieve yours goal
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: new members ko start main experience na hone ke waja se loss ho jata hae,,,,,

                  Jihad dear member Mein aapki baat se bilkul agri Karti Hun Ki Jo new member hote hain forex business Mein kam ke dauran Shuru se unko Agar kam karne ka Achcha experience Na Ho To unko loss ho jata hai isliye unhen sabse pahle senior ki post ko readout Karte Rahana chahie is vah Apne experience Ke Saath Saath Apne knowledge main bhi achcha Khasa ijaafa kar sakte hain aur apni post ki quality ko best Banakar Achcha profit bheekh Mar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X