hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye
    Assalamau ALiakaum my dear loss to har busines ka hissa hota hae forex busines main jahan hamen profit hota hae wahen hamen loss bhe ho jata hae to is waja se tamam ke tamam members ko cahiye ke wo is main loss ko totally ignore kiya karen q ke kiuch members ese bhe hote hain jo apne loss ke waja se ghabra jate hain or tension main a jate hain to un ko cahiye ke wo esa na karen balke apne lsos ko recover karen or is main un ko cahiye ke wo wo mehnat karen ache trading kar ke apne loss ko recover karen q ke loss ko recover karna to bahut he zarori hota hae apko bhe pata he hae to bas hamen mehnat or ache se kam karna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

    Apki baat bulkul thek hai k Forex trading me hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye. Kion ke loss k recover keye bagher hamen is me se apna profit hasil nahi hota hai aur hamara kaam adhora hota hai. Loss aur profit har karobar ka lazmi juzz hai. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se hamen is me loss ka bhi samna karna par sakta hai. Lazmi nahi k loss sirf hamari ghaltibki waja se ho bulke bazz dafa hamare analysis thek bhi ho sakte hen aur hum ne jo calculation ki hoti hai wo bhi thek ho lakin achanak se market me changing ho sakti hai jis ki waja se hamen loss ho. Lekin hamare leye faida ki baat ye hai k hum tab hi kamyab hongy jab hum us loss pe qaboo pa lengay. Aur ache trader ki tarah positive mindd se trading jari rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

      Forex trading bahut he profitable business hay, ager hamary pas acha knowledge and experience kay sath strong capital bhi hay to hum running loss main bhi confident reh sakty hain, or is trade ko hold kar kay loss say bach sakty hain, or ager market crash ho rahi ho to trade ko loss main band kar kay hum is loss ko recover bhi kar sakty hain, q keh forex main loss ko recover karna he professionalism hay.
      Last edited by ; 03-07-2020, 05:42 AM.
      • #4 Collapse

        Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
        Assalamau ALiakaum my dear loss to har busines ka hissa hota hae forex busines main jahan hamen profit hota hae wahen hamen loss bhe ho jata hae to is waja se tamam ke tamam members ko cahiye ke wo is main loss ko totally ignore kiya karen q ke kiuch members ese bhe hote hain jo apne loss ke waja se ghabra jate hain or tension main a jate hain to un ko cahiye ke wo esa na karen balke apne lsos ko recover karen or is main un ko cahiye ke wo wo mehnat karen ache trading kar ke apne loss ko recover karen q ke loss ko recover karna to bahut he zarori hota hae apko bhe pata he hae to bas hamen mehnat or ache se kam karna ho ga
        Dear loss ko ignore To Nahin Karna chahie lekin loss ke sath apni mehnat ko double Karke kabhi bhi apna give up nahin karna chahie balki double mehnat Karke Apne Lash ko profit Mein convert karne ki koshish Karni chahie. Kyunki dear Forex forum Pal loss be Aksar Logon Ko hota hai lekin Kamyab nahi hote hain Jo loss Saima use Nahin Hote aur acchi working aur learning Karke Apne losses ko Apne knowledge Sehore Apne experience a defeat karte hain aur kamyabi Hasil karte hain is foreign ke upar To Hamen Bhi Apne lover Se Nahin Jana chahie aur Koshish Karna chahie ki last scale Aadesh Wafa Se Karke lasko profit Mein convert kar sake Agar Ham mayus Nahin Honge aur last ke upar Jyada learning Karke Hansi Karenge Na Lage To isase Hamara Sare losses profit Mein convert Ho Jaenge aur FIR Hamen Kabhi profit hi hai abhi loss Nahin Hoga aur Hamesha profit hi hoga.
        • #5 Collapse

          Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

          Hamen Kuchh Nahin Karni chahie ki Jyada Se Jyada vah last Se Bachana chahie lekin Agar Hamar Las Ho Jata Hai To Hamen se pareshan Nahin Hona chahie pahle case cover karne ki koshish Karna chahie karne ke liye jo hai Hamen chahie tu meri chachi planner ke mahine Mein Ek Sath Sare Karni chahie tha kya kiya Muslim story cover kar sakte hain lekin agar mein Dobara last ka Samna karna Pad Jaaye to Fir Ham usme jo hai vah Jyada recover nahin kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

            Hamsha loss ko ignore karna chaiy or recover karna chaiy aap ki baat bilkul theek hai forex main hum ko jab loss hota hai tu hum ko uss ko ignore Kar ka kaam kray gay tu or recover kray gay tu hum acha kaam Kar ka kamyabi hasal kar saktay hai
            • #7 Collapse

              Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

              Hamen loss ko ignore karna chahie aur usko recover karna chahie Kyunki Jo log loss Koyal aur karte hain wo is Mein Apni loss ko cover karne mein bahut Mushkil darpesh Aati Hai Kyunki love story cover karne ke liye usko Himmat Aur mehnat kiye zarurat hoti hai isliye use loss recover karne ke liye Himmat Aur mehnat donon dikhana Hogi tab bheja karo ismein loss recover kar sakega agar koi aisa nahin karta To wo Kabhi loss recover nahin kar sakega aur Apna account zaaa kr bhta ga
              • #8 Collapse

                Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

                Assalam o.alikum g waqai hamen loss ko ignore karna cueye or hamesha he recover kar k he hamen kam karna cehye
                Hamen hamesha he loss ko recover kar k he forex main kam.karna hoga tabhi hum.sub he kamiyabi jasil kar sakty hain
                Hamen loss hony ki surat main kabhi bhe dil.chota nahi karna cheye hamesha he bhot achi learning k sath he hamen kam par focus karna cheye or hum kam par focus kar k he kamiyabi hasil kar sakty hain .
                Hamen forex main hamesha he bhot achi learning k sath he kam.karna hoga or risk sa bhe dur rehna hoga ..
                • #9 Collapse

                  Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

                  forex trading mein humein loss bhi hota hy aur humein profit bhi gain hota hy es liye agar humein trading mein loss ho jaye to humein preshan nahi hona chahiye balkeh humein chahiye ky hum mehnat karin aur loss ko recover karin , aik kmayab trader loss hony par tension nahi leta hy balkeh wo loss ko recover karny ky liye mehnat karta hy tab he wo iak kmayab trader kehalwata hy , kuch members ko jab trading mein loss hota hy to wo trading karna chor daty hain ya phir disheart ho jaty hain humain asa nahi karna chahiye chahiye trading mein loss humein apne he mistakes ki wajah se hota hy es liye humein apne mistakes ko remove karna chahie aur apne apko improve karna chahie tab he hum loss ko bhi recover kar saken gy aur acha proffit bhi hasil kar len gy thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

                    Hamen is Business mein kam karte hue Kabhi Bhi Apne loss Koi Guru nahin karna chahie paalki Apne allows ko recover karne ki koshish Karna chahie Hamen se mistake Nahin Karni chahie Agar mistake Karenge To Ham lor se bilkul bhi nahin bus Sakenge loss Hamen is business mein bahut jyada nuksan deta hai main is business Mein mistake se bachne ki koshish Karna chahie mistake nahin karna chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: hamen loss ko ignore karna cahiye or usko recover karna cahiye

                      Hello everyone loss har buisness ka hissa h ap koi b kam kar len waha agr profit hota h to wahi sath k sath los b hota h profit aur loss ny sath sath chalna hota h humain chaiye k ham loss ko ignore karen aur mazeed mehnat karen agr aj is work ny humain loss diya h to y soch kr apna jazba barhayn k isi work sy humain kitna kitna profit hota rha h aur isi work sy ham.ny kitna kamaya h agr aj loss ho b gaya h to koi issue nhi h kam isko recover kr len gy yahi positive attitude lykr agr ham chalyn gy aur agy barhyn gy to ham kamyab jo jayn gy agr hamara attitude negtv hoga agr hmara work progress km hoga agr ham loss par dil chota kren gy to kamyab ksy hn gy aur agy ksy barhyn gy humain apni gltiyo sy seekhna h us loss ko cover krna h aur agy barhna h

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X