Starting mein lot size kam rakhen ✅

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting mein lot size kam rakhen ✅
    hello my friend ji hamare bhai hamen koshish karni chahie ke starting mein apna lot size kam rakhen mere Bhai jab aap starting karte ho trading ki matlab hai ki aap ke account mein jyada bonus nahin hota to aapko koshish karni chahie ki aap ka lot size 0.01 hona chahie Is sy jyada agar ap lot size rakhoge to mere Bhai aapko jyada loss Ho sakta hai jiski wajah se aapka account wash bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Starting mein lot size kam rakhen ✅

    Basically insan k andar lalach hai aur wo koi bhi kaam lalach k bagair ni kerta lekin ye bhi haqeqat hai k lalchi insan kabhi bhi success hasil ni ker sakta lehaza is baat ko bhi zehn me rakhna chahiey. Forex trading main success hasil kerne k liey mehnat zarori hai aur bagair mehnat k success hasil ni ho sakti lehaza mehnat karen aur lalach se door rahen aur kabhi me lalach me aa k bari lot ki trade na lagaen. Small lot size ziada faida deti hai aur achi earning bhi hoti hai. Pakistan forex forum ek aesa forum hai jis me ham ghr bethe bohat ziada money earn ker saktey hain lekin is forum me success hasil kerne k liey mehnat zarori hai aur trade lagatey wqt hamesha market ki situation dekhtey hoey koi bhi trade open karen aur ziada jald bazi na karen kiun k ye ap k liey nuqsan de ho sakti hai lehaza jald bazi na karen aur sirf mehnat pe believe rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Starting mein lot size kam rakhen ✅

      ji new members ko chahye k staft mein voh trading k vaqt jazbaat ka muzabira na krein aur lot size ko small rakhwin.small lot size sw voh trading krein aur apna exoerience ko gain krein jaisay jaisay exoerience aur acciunt balance bafhta jaye to lot size bhi barha saktay hain....
      • #4 Collapse

        Re: Starting mein lot size kam rakhen ✅

        Asalam o alykum.
        Ji bilkul starting me forex trade karty wakr hamesha lot size low rakhna chaiye especially new members jin k pas knowledge ki kami hoti hy. Forex par trade karny se pehly market analysis karna bohat zarori hota hy, jab ham achi tarha se market analysis kar len tab trade ko low lot se start karen es se loss k chances bohat hon gy aur account wash hony se bach jaay ga.
        • #5 Collapse

          Re: Starting mein lot size kam rakhen ✅

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanshehzad پيغام ديکھيے
          hello my friend ji hamare bhai hamen koshish karni chahie ke starting mein apna lot size kam rakhen mere Bhai jab aap starting karte ho trading ki matlab hai ki aap ke account mein jyada bonus nahin hota to aapko koshish karni chahie ki aap ka lot size 0.01 hona chahie Is sy jyada agar ap lot size rakhoge to mere Bhai aapko jyada loss Ho sakta hai jiski wajah se aapka account wash bhi ho sakta hai
          Ji bilkul Jab aap start up Mein Sikh Rahe hote hain to tab aap lot size kam rakhen Kyunki last bhi ho sakta hai aur profit BH....
          • #6 Collapse

            Re: Starting mein lot size kam rakhen ✅

            trading mein achcha start lene ke liye members ko apni trading mein kafi jyada caring hona hota hai aur yahi vajah hai ki members ko lot size small wala use karna chahie kyunki jab members jyada risk lekar big lot size use karte hain to is tarah Se lock ho jata hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Starting mein lot size kam rakhen ✅

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanshehzad پيغام ديکھيے
              hello my friend ji hamare bhai hamen koshish karni chahie ke starting mein apna lot size kam rakhen mere Bhai jab aap starting karte ho trading ki matlab hai ki aap ke account mein jyada bonus nahin hota to aapko koshish karni chahie ki aap ka lot size 0.01 hona chahie Is sy jyada agar ap lot size rakhoge to mere Bhai aapko jyada loss Ho sakta hai jiski wajah se aapka account wash bhi ho sakta hai
              Jab Ham forex market Madrid start kar rahe hote hain tab Hamen market Mein trading ka itna Achcha experience Nahin Hota ki Ham Badi Laut use Karke bhi bahut bada profit hansru kar sakte hain lekin Jab Hamara experience Kafi Jyada increase ho jata hai to Uske bad Hamen Apne lot size ko Kuchh increase kar lena chahie Varna jab tak Hamen Achcha profit cancel Hona Shuru Na Ho Hamen Apne lot size ko minimum level per set karke hi trade continue Karni chahie tab hi Ham Bade Lo se Bach sakte hain aur Hamen Kuchh profit bhi Hasil ho sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X