Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen
    Dear friends forex trading men gold aik famous pair hey kiun k iss men bahut ziyada trading hoti hey lekin iss k sath sath gold aik risky pair bhi hey iss men unexpected movement hoti hey lekin aj phir 1778 pe ja chuka hey iss liay yahan se sell pe trade kar saktay hen lekin small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے

    assalamu alaikum bro gold per trade karne ke liye bahut jyada knowledge bahut jyada experience a ki jarurat hoti hai agar hamare pass kitni acchi Na Lage Na Ho to hamen kabhi bhi yaar ishq wala gana nahin karna chahie kyunki is ka sabse bada nuksan ho sakta hai ki hamara account wash bhi kar sakta hun.
    مرشد
    • #3 Collapse

      Re: Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen

      Ye decision agar market ko analysis karny key base par leya jaye to acha result hasil ho sakta hay, gold ko 1778 ya 1800 level se sell kia jaye ya buy kia jaye ye cheez market ki movement aur trend par depend karti hay agar market analysis karny se ham ye conform kar sakty hey key market ne ab es level se bearish movement karni hay to zaror ham sab ko es level se gold ko sell kar lena chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen

        Dear forex mein gold per trade kerna bahut mushkil aur risky hota hai gold per trade karne ke liye bahut jyada knowledge bahut jyada experience a ki jarurat hoti hai agar hamare pass kitni acchi Na Lage Na Ho to hamen kabhi bhi yaar ishq wala gana nahin karna chahie kyunki is ka sabse bada nuksan ho sakta hai ki hamara account wash bhi kar sakta hai iss lye gold mein soch samajh ker trade kerain
        • #5 Collapse

          Re: Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen

          Gold se related aapke analysis strong ho sakte hain lekin aisa bhi ho sakta hai ki jab koi bhi member ine per apni trade open Kar Le tu is tarah Se unko nuksan Ho jaaye isliye members ko koi bhi trade open karne ke liye khud Se Hi decide karna hota hai apne decision per open ki Hui trade sabse jyada best hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen

            bhai yeh lazmi nahi hai k gold ab 1778
            pe pohch gaya hay to ab ye down hoga is leye sell pe laga deya jaye.mere piaray dost gold aik risky pair hay jiska koi bhatosa nahi hay iski trade mein kabhi bhi kuch bji ho sakta hay is leye aap jald baazi na krein balkeh market komovement ko samjhein phir tradr mrein is pe....
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kiya abhi gold ko 1778 se sell pe trade kar saktay hen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
              Dear friends forex trading men gold aik famous pair hey kiun k iss men bahut ziyada trading hoti hey lekin iss k sath sath gold aik risky pair bhi hey iss men unexpected movement hoti hey lekin aj phir 1778 pe ja chuka hey iss liay yahan se sell pe trade kar saktay hen lekin small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen
              Nahin Sar gold Ka Koi Bharosa nahin hai abhi aap trade na len gold Ajab last Mein Jaega To fir bahut jyada nuksan Karega abhi gold se thoda Dur Raven...

              اب آن لائن

              Working...
              X