Post ko read karnay kay faiday .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post ko read karnay kay faiday .
    Asslam o alikum..agr ham tmama postain jo forum pay share ki jati hain inko achay tarikay say read kartay hain tu hamin bahot faida pahnch sakta ha.hamin jis chiz kay bary main confusion ho ham us thread ko parh kay apna kam kar sakty hain or acha knowledge bhi in post say gain kar saktay hain isliay ap sab post ko zaror parha karain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post ko read karnay kay faiday .

    Yes. Forex forum ki posting ko readout karny k bhot sy faiday hotyn hain. Forex forum ma posting parhny sy hamari reading skill improve hoti hain. Secondly forex forum ki posting parhny sy hamari knowledge ma b ezafa hota hai or ham muskil sy muskil thread par b posting karny k ehal ho saktyn hain.
    • #3 Collapse

      Re: Post ko read karnay kay faiday .

      Post ko read karne ka fayda hota hai kya aapko information milati hai aapko experience Milta hai aur aap ko Kafi Kuchh sikhane ka Milta Hai Forex se Agar Ham Posto ko acche se read Karen aur unke bare mein information ko follow Karen To Ham Chalti se Forex ke is platform per kamyabi ki taraf Ja sakte hain posting ko na sirf read karna chahie balki like bhi karna chahie Agar Ham like Karenge Ek dusre ki post ko to isase yah message jakar ki Ham Ek dusre ki help Chahte Hain Agar Ham Ek dusre ko Forex Mein Is Tarah Se help Karenge to Forex mein sikhane mein Sabko Sani Hogi aur sab Ek Sath Aage chal Sakenge isliye koshish Kiya Karenge Posto ko aur rate bhi Karen aur like bhi den
      • #4 Collapse

        Re: Post ko read karnay kay faiday .

        Posting k Duran humeny chayeh hum ak dosery ki posts ko achy tareeqay sy read karey Kun k agar hum ak dosery ki posts ko read karey gy tu humery knowledge mn kafi izafa ho ga or doseri bat yeh Hy k agar hum is mn her post ko read karty hny tu humera yeh faida Hy k agar hum ko forex sy realated koi bhe masla Ho ga tu posts bhe read karni chayeh Tak k humeri knowledge MN izzafa hota Hy or dosara humeny is ka experience bhe hota Hy.
        • #5 Collapse

          Re: Post ko read karnay kay faiday .

          Ji posts ko read karna bahot lazmi hy agar ham posts ko read ni karen gay to ham ko knowledge hasil ni ho ga aor ham forex trading men pechar reh jain gy so hamen har posts ko read out kar kay reply karna ho ga jab he hamary knowledge men izafa ho ga kyn kay forum men kafi seniors log bhi kam kar rahy hen jo kay apna knowledge threads ky through share karty hn agar ham aisi threds ko read karen gy to ham ko faida ho ga kyn kay forex mem kam karnay kelye acha knowledge hona lazmi hy is lye hamen chaye kay time table day kay kam karen tab he ham kamyab hon gy.
          • #6 Collapse

            Re: Post ko read karnay kay faiday .

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoukat123 پيغام ديکھيے
            Asslam o alikum..agr ham tmama postain jo forum pay share ki jati hain inko achay tarikay say read kartay hain tu hamin bahot faida pahnch sakta ha.hamin jis chiz kay bary main confusion ho ham us thread ko parh kay apna kam kar sakty hain or acha knowledge bhi in post say gain kar saktay hain isliay ap sab post ko zaror parha karain .
            Dear forex members agr ap forum. Pr mojjod posts ko read krty hain tw os sy apko bht zyada faida hita hai es sy apko knowledge hasil hota hai jis ko use kr k ap achi earning kr sakhty hain. Es lye post ko read krna chaye ta k hmare knowledge ma ezafa hoaue hm ek successful traders bn sakhain. Post krny ka mtlab he yahi k apna experience share krna hai jis sy hm acha knowledge gain kr sakhty hain l.
            • #7 Collapse

              Re: Post ko read karnay kay faiday .

              jab Ham posting kar rahe hote hain to hamare liye jaruri hai ki hamesha sath reading bhi Karni chahie aise hi hoga ki hamara knowledge jyada se jyada hoga jitna jyada hamare pass Forex ke bare mein knowledge hoga usse Ham itna jyada benefit Hasil kar sakenge kyunki forex ke liye sabse jaruri baat hai ki hamare pass acchi se acchi learning honi chahie
              • #8 Collapse

                Re: Post ko read karnay kay faiday .

                Hum ko Post aur thread ko read karna cahaiye post ko read karne ka faida ye hota hai kay is mein Jo knowledge aur information hota hai woh hasil kar saktay han aur is ka faida hota hai hum ko apne senior members ki post aur thread ko read karna cahaiye phr acha knowledge hasil kar saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Post ko read karnay kay faiday .

                  G haan faidy hasil hoty hain. Post ko read karny se mistakes ka pta chl jta hey jab mistakes kaam ho jti hain to good bonus good profit haial hota hey. Zyda knowledge VIP bonus haial kar K acha zendgi ban skty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Post ko read karnay kay faiday .

                    Agar hum voice ke zarriye post karte hain tu hume chahie ke hum post ko zarror read kare is ka hume yeh faida ho ga ke humare jo galtian hui ho gein aur jo bhi alfaz reh gein ho gein hum unhe thek ker lien ge. Is tarah humare post ki quality bhi best ho jae ge aur hume ache bonus bhi hasil ho ga. Agar hum typing ke zarriye post kare tu hum sath sath post ko read karte rahte hai is se hum galtion se bach jate hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Post ko read karnay kay faiday .

                      Asslamao Alikum dear friends Pakistan forex forum main post ko read krne k faide bauth sare Hain jb hm Pakistan forex forum main posting ko read krte Hain tu hme bauth zyada faida hota hai hme bauth sari information milti hai hmre knowledge main ezafa hota hai hme bauth kch janne ko milta hai jb hm post kr rahe hote hain tu khain na khain confusion ho jati hai tu JB HM post read kr lete hain tu hamari confusion door ho jati hai or hm jitni bhe mushkil thread ho oska jawab de skte hain Pakistan forex forum pr post ko read kr k hm hr trhn ki thread ka jawab de skte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Post ko read karnay kay faiday .

                        G han year aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Bhi aapke yahan per post dekhte hain to aapko wo read karne chahie Kyunki jab ap post read Karenge to aapko Achcha knowledge gain Hoga aur is knowledge ko use Karke ap acchi earning kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Post ko read karnay kay faiday .

                          jab tak Ham Baki logon ki posting ko ek tarike se read nahin karte to hamen kaise pata chalega ki agla bandar kaun si information share kar raha hai aur is tarah kitni hi hi important tips ham log mis kar jaate Hain kyunki ham log sirf hi jaldi karte Hain ke bus apna reply lekar post kar deta ke hamara posting number increase ho jaaye. hamen chahie ke na sirf friend ko Bal ke Jo log Baki reply kar rahe hain UN per bhi ek najar dekh le isase hamen pata chalega ki information correct hai ya Baki log usse agri nahin kar rahe aur agar koi correction ho to vah bhi pata chal sakti hai is tarah hamara knowledge increase hota hai posting ko fully read Karen aur samjhain ta ke mukhalif trading strategies samajh mein a jaen
                          • #14 Collapse

                            Re: Post ko read karnay kay faiday .

                            Aslam Alikum dear pak forex member ya bat apki bilkul theek ha humy post parhny chahya is sa hmary knowledge ma izafa hota logo ki thinking ka humy pta chalata ha markeet ka halat sa waqif ho jaty han hum is sa humy bahot milta ha humy achy information miltii han achi information hasil kar ka hum acha bonus hasil kar sakty han..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post ko read karnay kay faiday .

                              Posts ko must read krna chye is sy bht sara knowledge milta h jitna knowledge mily utna km h isliye posts ko kbi ignore na krein bht sy members asy hn jo posts or threads ko bina read ee answer krdety hn asy krnny sy aik to clear nh ho pata question or hm thk sy jwab nh dy patay hn or bonus km ata h lekin agr hm triky sy read kr k kam krty hn to achy sy jwab b dy patay hn mehnat sy kam krein acha bonus b or seekhny ko b bht kuch

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X