always learning in forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    always learning in forex?
    Dear friends pak forex me work krny keliye hamrye pass learning hona zarori hy agr hamrye pass learning hy tu ham acha work kr sky gy jb tak ham forex me kam kry gy tu hamye sath sath learning krty rahena hy iska faida yeh hy ham is me experts ho jae gy ur ham apni khud help krna start ho jae gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: always learning in forex?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
    Dear friends pak forex me work krny keliye hamrye pass learning hona zarori hy agr hamrye pass learning hy tu ham acha work kr sky gy jb tak ham forex me kam kry gy tu hamye sath sath learning krty rahena hy iska faida yeh hy ham is me experts ho jae gy ur ham apni khud help krna start ho jae gy.
    Assalamu alaikum
    yes bro aapki baat to bilkul theek hai ki Forex mein hamen chahie ki always learning Karen kyunki learning ke bagair without learning hum kuch bhi hasil nahin kar sakte agar hamari acchi knowledge hai aur hamari learning itni hi acchi hai hamara kam utna hi achcha ho jaega aur acchi tarike se trade karenge sohar waqt chahie ki in baton Ka dhyan rakhen ki jyada se jyada mehnat Karen acchi tarike se trade karen to Forex mein hamesha learning ki hi kimat hai.
    Last edited by ; 02-07-2020, 09:48 AM.
    مرشد
    • #3 Collapse

      Re: always learning in forex?

      G dear friend forex ma hm jitna zeada learn krn gy itna he hmary knowledge ma izafa hoga or hmara experience barhy ga to hmy is ko zeada sy zeada learn krna chae tak hm acha work kr skn or achi earning ly skn .
      • #4 Collapse

        Re: always learning in forex?

        Forex business ki learning zaroori hai forex mein hum kaamyaab hona hai tu hum ko forex ko sekh kar samjh kar karna hota hai forex market ki learning kay baghair hum is ki movement ko nahin samjh saktay learning karain gey tu earning ho gi agr learning nahin tu earning bhi nahin hoti forex mein kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum forex ko sekh kar samjh kar kartay han
        • #5 Collapse

          Re: always learning in forex?

          SIR apka baat kafi acha hai.forex tranding start karny say pehly forex ka knowledge hona bahoot lazmi hai .jub humary pass knowledge ho experience ho tub hum acha say acha profits earnings kar sakty hain ,her ek business k liye sub say pehly learning nahyat lazmi hai .forex mein proper knowledge ka hona bahoot lazmi hai.
          • #6 Collapse

            Re: always learning in forex?

            learning karna sabse jyada important hai kyunki iske bagair koi bhi member apne kam ko bahut hi jyada acche se aur acchi quality se nahin kar sakta hai aur learning karne ke bad hi members ko yah idea bhi Mil jata hai ki unko apna Kam kis tarah Se karna hai aur apne kam ko karke unko kis tarah Se fayda lena hai
            • #7 Collapse

              Re: always learning in forex?

              G han achi learning forex mei bohat zyada important hay har surat hum apne ghar se bhi use ker sakty hain or office se bhi but sab se important thing humein ager iss me kamyaab hona hai to humein forex ko learn kerna chahiye complete taa k hum loss se bach saken.
              • #8 Collapse

                Re: always learning in forex?

                Dear Forex members Phonics Mein learning bahut zaroori hai Kyunki learning ke bagair kuch bhi Hasil Nahin Hota learning ke liye Zaroorat hai mehnat ki Hamen chahie ki Ham Forex mein zyada Se zyada mehnat Karen aur Iske bare mein knowledge or experience Haasil Karen gay Tu Hi Ham Forex Mein Kamyab Honge
                • #9 Collapse

                  Re: always learning in forex?

                  Hamen Apna daily task complete karna chahie Kisi bhi Tarah Se Agar Ham Apne task acche se complete Karte Hain To Hamen week mein Achcha bonus mil sakta hai lekin Agar Ham Apna Kam acche se nahin Karte aur complete Nahin Karte to Hamen Achcha bonus nahin diya Jata agar aap apna kam complete nahin kar sakte to jitna bhi aap kam kar sakte hain aap apna kam Karen lekin quality voice Karega aapki kam ki quality acchi hai to aap acchi Ek post per bhi acchi earning kar sakte hain isliye koshish karen K itna bhi kam Karen use acche se Karen aur quality ke sath Karen agar aap apne kam per acche se focus Karenge Abhishek complete Karenge to aap acchi earning ke sath acche capital ke sath lot size ko increase kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: always learning in forex?

                    Bilkul Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen Forex Mein acchi learning Kare Dil Laga kar Apna Kam Karen aur aur Achcha knowledge and experience Hustle Karke apni working Karen aur trade Karen ta ke Kamyab ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: always learning in forex?

                      Forex mien humare learning bohat kam ati hai agar hume learning hi nhi ati tu hum forex mien kamayab bhi nhi ho sakte kui ke learning se hi hum ache bonus hasil ker sake ge. Forex mien hum learning experience aur knowledge sab demo account se hi hasil karte hain jo humare real account mien humare bohat kam ata hai. Forex mien hume bohat zyada mehnat aur ache learning ki zarrorat perti hai tabi success hasil ho gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: always learning in forex?

                        Dear forex member forex ak bohat hi zayad risy bussiness hy humy is my humiasah learan karany ke kosis karany chiay gara hum forex my kmaayb hiana chatay hayn go humy proper wy my hi kam karaan chiaya .agara hum proper way my hi kamkarayn gy to zarror kmayab ho jayan gy .forex aak bohat hi acah bussiness hyis lisy humy apoany tarf sy mukamal m,ehaat sy kamkaraan chiaya gara hum mehnata sy kamkarayn ngy to zarror kmayab ho jayn gy.
                        • #13 Collapse

                          Re: always learning in forex?

                          G hen dear hum ko forex ko profit k sath sath learning ka bee moka mill jata he ur hum ko is mn kam karnay ka buhat faida he ur is mn kam karna buhat behtar he ta k hamarey knowledge mn be izafa ho ur hum achi earning be kar sakean ur ye forex he hey jis se hum ko har tarha ke umeed wabasta he k hum ko earning bee ho ur learning bee
                          • #14 Collapse

                            Re: always learning in forex?

                            G ha humy har time forex business ke learning krty rahina chahiya agar hum forex ke learning ko churd daty hain to humy is mien nuksan hota hya humy is mien chahiya ka hum is business mien ziyada sy ziyada mehnat ka sath work kry aur appine business mien kamyabi hasil kry hum jitne ziyada mehnat ka sath work kry ga humy utne kamyabi hasil hogy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: always learning in forex?

                              Forex per hamesha learning krty rahen learning jitni hog work utna acha hoga quality work krne se jaldi kamyabi milti hy forex bhut acha online business hy forex per acha work krne se acha bonus milta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X