startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye
    Assalamu Alaikum dear members Forex trading business bahut jyada risky business hai hame koshish deni hai ki Ham starting mein kisi bhi index Yahan per metal gold silver per trading na lagaen aur starting mein sirf Ham apni currency pairs per trading Lagate Hue Apne experian score increase Karen starting Mein Hamen currency per hi trading Karni chahie Is Tarah Hamara knowledge aur Hamara experience increased hota hai aur ham easily market ko understand karte hain aur Forex Mein Kamyab Ho Jaati Hain currency padh reading karna risk free trading hai isiliye Hamen focus karna hai ki Ham apni trading co increase karne ke liye aur apne experience to increase karne ke liye currency trading Karen aur Unka analysis karte hue hi trading Karen Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

    G han dear apny bilkul thk kaha h starting m currency pair p ee trade lgayen ye bht risky business h or starting m apko itna experience nh hota h isliye kbi b metals p like gold trade na krein hmesha currency p ee krein jesy jesy experience hota jaye to ap phr metala p ayen proper knowledge experience krny k bad isliye mehnat krein or mehnat sy kam krein bht soch smj k trade krein starting m phr gradually apko jb experience hoga to trade best hogi apki
    Last edited by ; 02-07-2020, 08:04 AM.
    • #3 Collapse

      Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

      ji han aapane sahi kaha Forex bahut hi risky business hai jismein starting main sirf currency is per per hi trading karen to pata hoga aur gold silver yah oil jaise ped se starting mein dur hi rahana chahie kyunki in pairs per spreed bahut jyada hota hai aur unki movement bhi bahut hi fast hoti hai aur currencies pair per aapko spreed bahut hi kam dekhne ko milega aur unki movement bhi itni jyada fast nahin hote starting mein hamesha currencies pair per hi trading kar raha beta hoga aur vahan per hamen kuchh sikhane ko milega jitna jyada Ham focus dekar Forex ke kam ko samjhe ayenge aur mehnat Ke sath kam karenge aur Dil laga Kar Ke Ham kam karenge utna hi achcha benefit hamen future mein hoga bus hamen Forex ki market to samajhna hoga aur kabhi bhi jaldbazi nahin karni hogi hamesha sabar se kam karna hoga aur Dil lagakar ki kam karna hoga aur apna Sara focus sirf learning per Hi Dena hoga jitna achcha Ham kam karenge jitna Behtar Ham kam karne ki koshish karenge utna hi achcha result hamen dekhne ko milega
      • #4 Collapse

        Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

        Diya aapane bilkul sahi kahastart mein Ham currency pair per hi trading karni chahie kyunki currency Pyar per trading karna aasan hota hai aur isliye is ham samajh sakte hain jab ke metals per trading karna mushkil hota hai hamen chahie ki start main metals se dur rahen kyunki usmein hamare kaun ki awaaz hone ke chance hi jyada hote Hain to hamen start mein currency pairs ko samajhne ki koshish karke vahan per trading karni chahie to Ham acchi earning kar sakte hain.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

          ji bilkul aapki baat Sahi hai kya kyon ke Jab ham Forex ko start karte hain hamare pass trading ka zayada knowledge Nahin hota hai is liye hamen starting mein currency pair per hi trading Karni chahie kun KY currency pair ki movement market mein zyada fast Nahin Hoti hai to Agar ham currency pair per hi trading karen ge to hamara account bhi save rahe ga aur ham achi trading seekh bhi len ge is ke bad Jab ham acha knowledge aur experience gain Ho jaaye tabhi hi hamen Gold per yah CL per trading Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

            Forex business agr profitable business hai tu is kay sath risky bhi ziada hota hai aur forex mein loss bhi ziada hota hai is leye hum ko forex mein jab new trader ho tu currency pair mein trading karain tu behtaar hota hai kiok currency pair ki movement kam hoti hai is leye metal par trading nahin karni cahaiye aur oil par trading nahin karni cahaiye new trader ko kiok learning knowledge aur experience kam hota hai is leye un ko cahaiye kay woh currency pair mein trading karain tu hi forex mein kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

              Bahut hi achcha start lene ke liye members ke liye yah jaruri hai ki vah trading ke liye sabse jyada currencies per trading karne par focus Karen kyunki jab members is tarah Se trading kar rahe honge to fir unka trading mein maximum loss nahin hoga aur unki trading bhi continue rahegi aur iske sath unko practice bhi hoti jayegi isliye members ko big pears per trading karne ka risk nahin Lena chahie
              • #8 Collapse

                Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

                Ji dear ap ki bat bil kul thek hay main es pay itifaq karta hoon. Forex trading waisay to khud aik bohat bada risky business hay lakin es main kuch aisay pairs bhi hain jin pay trading karna karna us say bhi ziada risky hay jis taran gold and silver hay es liay starting main jo new traders hotay hain jin ko Forex trading ka koi ziada experience nahi hota un ko gold and silver waghaira jaisay risky pairs pay trading nahi karni chahiay bal k aisay currency pairs pay trading start karni chahiay jin pay trading karna kam risky ho ta k easily trades kamyab ho sakain aor loss say bacha ja sakay.
                • #9 Collapse

                  Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

                  Ji hain Hamen currency pairs trading Ka start Lena chaiye kyon k shuru mein hamare pass sufficient knowledge or experience nahin hota isliye market trend ko analyse karna hamare liye difficult hota hai isliye behtar hai ki currency pair per trade karke market ke related experience Hasil Karen aur uske bad Koi risk lain . Start mein kabhi bhi gold ya crude oil per trade na lagaen kyon ka inki movement market mein fast hoti hai aur aap ko nuksan ho sakta hai aur aapka account wash ho sakta hai. So be careful aur kisi kism ka koi risk na len aur hamesha safest way of trading ko prefer Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

                    ASsalamau ALiakaum my dear g han start main q ke new members ke pas account balance bhe kam hota hae to un ke liye yehe to behtar hota hae ke wo is main currency pairs main he trade kiya karen jitna ache trah se wo is main apna kam karen ge wo is main utna he success bhe to hasil kar he len ge to hamne bhe cahiye ke hum is main kam bhe karen ge to is tarah se hum is main kamayb bhe ho sakte hain to is waja se he to hum is main hum kamayb ho sakte hain to is waja se hum is main akmayb bhe ho sakte hain to is tarah se hamne bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam kiya karen take hum yahan pe success bhe hasil kar saken ge to heto hum is main kamayb bhe ho he sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

                      Dear friends bahut jyada unstable enterprise hai hame koshish deni hai ki Ham beginning mein kisi bhi index Yahan per steel gold silver per buying and selling na lagaen aur beginning mein sirf Ham apni foreign money pairs per buying and selling Lagate Hue Apne experian rating enlarge Karen beginning Mein Hamen foreign money per hello buying and selling Karni chahie Is Tarah Hamara information aur Hamara ride accelerated hota hai aur ham effortlessly market ko recognize karte hain aur Forex Mein Kamyab Ho Jaati Hain forex padh studying karna threat free buying and selling hai isiliye Hamen center of attention karna hai ki Ham apni buying and selling co make bigger karne ke liye aur apne ride to make bigger karne ke liye foreign money buying and selling Karen aur Unka evaluation karte hue hello buying and selling Karen, starting me ham achy pairs py trade lagye gy tu hamye acha faida ho ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: startiNg may currency pairs pay hi trade lagni chahye

                        Dear Forex bahut hi volatile business hai jismein starting major sirf foreign money is per per hello trading karen to pata hoga aur gold silver yah oil jaise ped se beginning mein dur hi rahana chahie kyunki in pairs per spreed bahut jyada hota hai aur unki movement bhi bahut hello fast hoti hai aur currencies pair per aapko spreed bahut hello kam dekhne ko milega aur unki motion bhi itni jyada quickly nahin hote starting mein hamesha currencies pair per hi buying and selling kar raha beta hoga aur vahan per hamen kuchh sikhane ko milega jitna jyada Ham focus dekar Forex ke kam ko samjhe ayenge aur mehnat Ke sath kam karenge aur Dil laga Kar Ke Ham kam karenge utna hello achcha advantage hamen future mein hoga bus hamen Forex ki market to samajhna hoga aur kabhi bhi jaldbazi nahin karni hogi hamesha sabar se kam karna hoga aur Dil lagakar ki kam karna hoga aur apna Sara focal point sirf learning per Hi Dena hoga jitna achcha Ham kam karenge jitna Behtar Ham kam karne ki koshish karenge utna hi achcha result hamen dekhne ko milega.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X