Plan lot size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Plan lot size
    Assalam alaikum dear Forex traders traders ab sab jante Hain ki jab ham trailer gana shuru kar dete Hain to lot size per ek bar hamen sochana padta hai ki lot size Kisi sabse lagaye jaaye mahila size ko aap is Tarah laga sakte hain ki aap apna account balance check Karen usmein dekhenge Kitna balance hai aur agar aapane 10 trade se lagani hai to use per kya lot size lagana Hoga agar khuda na khasta ek trade loss mein chale jaati hai to kis Tarah aapane usko handle karna hai islye to kehty Hain keh learn and plan first then earn....
    ​"Try try again until you succeed"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Plan lot size

    Jo log forex trading men bey tukki trading kartay hen woh bey tukki lot laga detey hen jiss ki waja se loss uthatay hen iss liay forex trading men lot size ki achi selection kar lena hi kamyabi hey iss liay trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur lot size ki achi selection karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Plan lot size

      ji han aap sahi kah rahe ho lot size ki importance Forex mein bahut hi jyada samjhaie jaati hai kyunki lot size ki vajah se Hi trade ko achcha profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai aur lot size ka hi bahut eham role hota hai lot size ka intekhab hamesha apne capital ko dekh kar ke hi kiya jaaye aur overtrading bilkul bhi nahin karni chahie agar kisi trader ke pass itna achcha capital nahin to use minimum lot size 0.01 rakh karke hi trading karni chahie aur kabhi bhi high-risk nahin Lena chahie kyunki market ka Koi bharosa nahin kab iski movement fast Ho jaaye kab iski trend ki direction change ho jaaye ek professional trader hamesha har ek chij ko apne mind mein rakh kar ke kam karta hai aur hamen bhi use tarah Hi Kam karna hoga tab jakar Ham Forex se achcha profit gain kar payenge forex ke business ko samajhne ke liye sabse jaruri hai ki Ham learning par focus de aur acchi tarah kam Karen practice Karen aur acche trading skills gained Karen tabhi Forex kobita tarike se samajh payenge
      • #4 Collapse

        Re: Plan lot size

        G Bai lote size jo hai vah bahut jyada H ahmiyat Rakhta hai agar aapka acount Chhota Hai To lots size Bhi Chhota Hona chahie ab Sar Jo Hai vah lot size Bada lakh lete hain Jo metals hai aur currency Hain unke lot size paper karte hain aap lot size Apne account ke sath Rakhe agar tu aapka Azhar ya 2000 Dollar ka account hai to aap ah account to aap. . 1 ka Rakh sakte hain lot size Agar aapka light jo hai vah
        ​Forex is the Best Business of the world!
        • #5 Collapse

          Re: Plan lot size

          lot size ko plan kernuy ki zarorat nh hoti hy ager apka bonus 100 hy to ap is mein 0.10 ka lot use krein aour isi hisa sey ap bonus keu increase hony per apna lot sixe bhi increase kery jain tub hamin yhan per acount ko bhi saferakhnuy ka mouqa mily ga ager hm lot sie bhi apuy acount key mutabik lgay jain to sucess possible hy ham sab key liy.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Plan lot size

            Absolutely right hamen lot size carefully select krna chye aur kabhi bhi apne account balance sy zyada risk na len otherwise ap ko difficulty ka samna krna pary ga aur apka account wash bhi ho skta hy so be careful.agr ap forex mn achi money management krty hain to ap ko maximum benefit ho ga.kabhi bhi forex mn koi uncalculated risk na len otherwise ap forex mn survive nahi kar paen gy hamesha achi planning aur management sy forex mn kamyabi hasil ki jaati hy

            اب آن لائن

            Working...
            X