night time market slow q ho jati hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    night time market slow q ho jati hai???
    dear members hum ne aksar dekha hay k din k time aur sham k time market mein bohat tezi hoti hay aur raat k time market slow ho jati hai iski kia wajah hay???mainy to suna hay k market 24 hkurs open hoti hay phir rat mein slow honay ki reasons please explain krein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: night time market slow q ho jati hai???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے

    Dear din ko kam krne main sb e dil chasbi lete hai online hote hai aur shayad aapka waham hai aur yab ho sakta hai raat ko buht ziyada log online kam krte hai is liye market slow ho sakta hai magr market kisi be waqt movement tezz slow ho sakti hai jis kam nm e marketing forex hai
    • #3 Collapse

      Re: night time market slow q ho jati hai???

      اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
      dear members hum ne aksar dekha hay k din k time aur sham k time market mein bohat tezi hoti hay aur raat k time market slow ho jati hai iski kia wajah hay???mainy to suna hay k market 24 hkurs open hoti hay phir rat mein slow honay ki reasons please explain krein.
      Jab market ka koi session open hota hai to use time hi market Mein movement bahut fast Ho Jaati Hai Lekin night time mein market ka koi session open Nahin hone Ja Raha Hota ISI vajah se market slow Hona Shuru Ho Jaati Hai Lekin Aksar night time per Jab market close hone ja rahi hoti hai to use time bhi market Mein movement bahut fast Ho Jaati Hai Aur market Kisi bhi direction Mein close hone se pahle bahut badi movement Kar Jaati Hai Jiska Hamen Achcha profit bhi mil sakta hai aur bahut bada loss bhi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: night time market slow q ho jati hai???

        Jab market ka koishuttering time hota hai to use time market ki movement bahut fast hoti hai lekin night time mein market ka koi khas time nahin hota isliye janab market ki movement slow rahti hai to Hamen chahieke Forex form mam trading karte waqt market ki movement ko acchi tarah analysis karna chahie aur jab market ki movement Hamen bahut fast lag rahi ho aur acchi munh kar rahi ho tab Hamen apne trade open karni chahie Hamen use time trader per nahin karni chahie Jab Hamen market ki movement bilkul low nazar aa rahi ho
        • #5 Collapse

          Re: night time market slow q ho jati hai???

          Apny bohat acha question kiya hai bro.rat k timr market aksar slow ho jati hai q k rat k waqt isma koi session nahi hota . din ma market ki movement bohat fast hoti hai is lye q k din ko market ma sessions hoty hain.isky elawa or koi khass reason nahi hai jis ki wja se market slow ho jaye.
          ​BELIEVE IN YOURSELF!
          (Ahsan999)
          • #6 Collapse

            Re: night time market slow q ho jati hai???

            dear friend trading k slow hone ka inhasar din ya raat par nhi hota hai ap ne dekha ho ga k baaz dafa rat ko hi itni market move karti hai k din tak aap ko ya to bohat profit hota hai ya loss is liye trading ham din ko b kar sakte hai or raat ko bhi traidng hamesha tab slow hoti hain jab buyer or sellers market me inter na ho actually kabi kabi market ki smjh nahi aati hai to acchy trader wait karte hain or jab bohat zayda traders market me entery na len to market slow hoti hai lekin jesy he traders entery lety ha market thik se move karti hai aam toor par Monday and Tuseday market slow rehti hai
            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #7 Collapse

              Re: night time market slow q ho jati hai???

              Hamen market ke moment ko dekhna chahie market Ki Tarah moment Karen market ki moment ka ek Jaisi nahi hoti market ki moment change hoty rahti hai market Mein Kabhi pagal se Aata fast Ho Jaati Hai jaati ko acche tarike Se lagaenge To Ham Apne result hasal kar Payenge Hamen trading Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie trade Mein jaldbaji Nahin Karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: night time market slow q ho jati hai???

                Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ji han bhai aapane bahut acchi baat kahi hai aur hamen market ki mehnat ko dekhna chahie market kya to main raat ke time bahut aasani hoti hai kam karne mein din ko pareshani hoti hai jismein Ham kam Pakistan forex form per Kam nahin kar sakte is vajah se Ham raat ko school se baithkar kam karte hain aur apni acchi aadhunik kar lete hain jisse hamen bahut jyada fayda hota hai aur ham achcha hone sar sar kar lete hain aur hamen chahie ke Ham Pakistan forex form ko acchi tarah use Karen jiski vajah se hamen acche apne milegi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: night time market slow q ho jati hai???

                  night time market slow nahin hoti vah hamare pass knowledge ka Na hona hota hai iske bare mein kuchh maloom nahin hota ki market kaise movement karti Hain to agar Koi bhi karte Hain to uske pahle humko sikhana chahie ki market kaise movement karti hai jo Ham senior member se aur koi bhi video dekhkar ya FIR experiencesaga karhumko chahie ki Ham merath Karen aur kamyab Ho jaaye aur experience Karen koi bhi time market movement kabhi bhi kar sakti hai ya nahin ki market ek jagah Ho raat ke bad 2003 cover vah market movement karti rahti hai to bus sham ko pareshan karna hai information se karna hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X