Kamiyabi Kab ho GI...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamiyabi Kab ho GI...?
    iss main kamiyab hotay k liye koi hardworking nahi karni parti. bus youn samajh lo k jo bhi karna samjh kar karna hay to easy say karna hay. u will successed...!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai pehle to apko ye kam sahi se seekhna parega ap demo pe kam karo uske bad real market main ake smjho mehnat karo tab apko kamyaabi hogi
    • #3 Collapse

      Demo account k ziriye app pehle practice karay or bad demo par kaam karay . jab app ki practice mukamal ho jaye gi apna asal kaam karna start kar de . Forex ma kamiyabi k lye app ki knowledge or experience ki zaroorat hoti ha .
      • #4 Collapse

        bhai forex me hardworking kiye bina hum success hasil nahi kr skty hen bina hrdworking ke agar hum trading kren gy tw loss ke siwa kuch nahi mily ga humain forex me
        • #5 Collapse

          my dear bhai jaan aap ko kamyabi u s wqt ho ge jb aap zada sy zada kaam kren gy or achy sy acha eran krny ke puri kosis kren gy tab aap kamyaab hon gy iss me or sbr sy kaam jb len gy bhai tb ho ge
          • #6 Collapse

            bhai jan sub sy phaly to ap ko ya work ko seakhna ho ga bouth sy log forex ky kam ko ak play samagh kar kartyn hen wo ya khayal kartyn hen ky humare treading achi sabet ho gi lyken asa nhi ho ta koe bhi treader treading karny sy phaly khub souch becher kar lyen markect ka tread zaroor dayken indecetar ko or degar kahabron par nazar bhi rakhen insa allah apzaroor kamyab hon gy.
            • #7 Collapse

              zahir hai jab koee trader business tart kerta hai to wo lgan and desiplins say kaal layat hai to is per usay zaroori faid amilta hai.
              • #8 Collapse

                je main ap ke bat se agre nahe kart . kun kah jab tak ham mahnat nahe karte .hamin kamyabe naseeb nahe hote .ap ke pass knooledge ka hona bohat zarore h as main ap ko juld baze se kam nahe lana chae .as main ap ko market chek kar ke ardar lagan chae . to phir ap kamyab ho sakte hain ,warna ap nakam ho jaen g .as lae as main bohat mahnat karna ho ge ap ko.
                • #9 Collapse

                  g ha bhai apny bht achi bat kahi forex mai kamyabi hmein us waqat ho gi jb ap is mai bht mehnat krty ha agr ap is mai mehnat nhe krty to azmi bat hai is sy ap ko loss zaroor ho ga jo k hm loss ko pasnd he krty isi leye bhai ap loss hony sy bachny k leye mehnat krein
                  • #10 Collapse

                    Ye mere observation he k most of the trader face losses q k hr aik shortcut k chakr main he aor rato rat ameer nanny k chaker main aor Jo trader start learning she leta he wo aik stage pe ja k acha trader ban jata he so agr him mehnat Jo jari rakhy to wo din door nahi k hm successful trader ban jaye
                    • #11 Collapse

                      asalam.o.alikum ge bhai jan ma ap ki bat agree karta ho k agar hum hard work kren gay to success ho gay otherwise u know hum ko loss ka samna karna paray ga
                      • #12 Collapse

                        jahan tak iss kaam main kamyaabi haasil krney ka sawaal ha to iss main mushkil baat nahi ha iss ke liye aap ko chahiye ho gi iss kaam ki basic knowledge aur iss ke liye thori si investment aur iss ke baad aap iss kaam ko krna shuruh kr den ge to aap ko iss kaam ki saari information haasil ho gaye gi
                        • #13 Collapse

                          Forex trading main kamyabi aap os waqt hasil kar saktay hain jab aap main skill ho ga aur aap experience hasil kar lain gay aap ko market ko read karna aata ho ga
                          • #14 Collapse

                            dear es business mien hamain experince k sath sath ek or cheez ki b zarort hoti h wo yeh h k humara luck acha hona chhye ager luck acha h to hum achy tareqy sy earning ker sakty hien
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              well my dear friend, humein Forex trading kay business mein successful honay kay leay hardworking tou lazmi karna hoti hai, hard working kay baghair hum success nahi avail kar saktay hain, humein physically koi hard activity nahi karna hoti hai hardworking iss sense mein hota hai kay humein Forex ko learn aur understand karnay kay leay time spend karna hota hai aur kafi practice karna parti hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X