Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Likhnay say ziada parhnay mai faida hai
    Pak Forex forum say agar faida uthana hai tou new aur junior members ko pehlay 2 say 3 weeks likhnay say ziada parhna chaiye. Jinn members ko forex trading ka bilkul pata nahi hota unhain parhnay pay ziada focus kerna chaiye. Forum kay mukhtalif sections ko parhtay rehna chaiye takay unhain acha knowledge gain ho sakey aur phir posts aur threads kernay shuru kernay chaiye kiyu kay pehlay knowledge aur Learning gain ker kay posting work kernay say achay bonus kay liye bohat asaani ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

    g dear friend bilkul sahi kaha ap nay ky jo new member hain un logo ko chahea kay wo phly forex ky thread ko read kary un kay rply ko read kary phir wo log likh ny ka kam kary achi tarha market ko analysis kar na sheekhy or ap ny senior ki advice lay or ho sahk kay tu un ki baato per amal kary or apna experience increase kary or acha bounce hasil kar nay kay lea ap mahnat kary
    Last edited by ; 01-07-2020, 08:10 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

      hamain is forum main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur forum main kam kar k hi hum acha earn kar sakty hain aur forum main part time main bi job kar sakty hain aru forum main real main kam kar k hi hum sucess hon gay aur read kar k hi hum is ka reply krana ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aru forum main kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

        forex main hum es mian acha experien ce our hum es main acha knowledge ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain iour hum es main lalche bn kar hum es main kam karai ghain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our forex 1 on line business hain
        • #5 Collapse

          Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

          Dear aap nay theek kaha jab ham forex ko join karty hein jab tak sary forex rules ko nahi par lety kabhi bhi forex mein kamyaab nahi ho sakty kamyaabi kay liye likhny say zaida hamein parhny bhi chaye ku kay jab tak ham forex kay bary mein information nahi hasil karein gay kabhi kamyaab nahi hongy is liye zaida likhny say parhny par bhi focus karna chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

            Jihad dear aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein jo log kam karte hain aur ismein mehnat karte hain unko fayda hota hai trading mein jo log learning Karke kam karte hain vah Yahan Se Acha profit bana sakte hain Kyunki trading Ek Aisa business hai jismein aap Kisi bhi waqt kam kar sakte hain to iske liye aap Agar learning Karenge aur ismein Achcha knowledge Hasil Karenge to Aap Ko fayda Hoga aapko Chai Ki aapas Mein study Karen aur trading ke related knowledge Hasil Karen
            • #7 Collapse

              Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

              read karne ka bahut jyada fayda hota hai kyunki members ko ISI tarah Se Hi maximum information hasil hoti hai aur use information ke bad members ka knowledge bhi improve ho jata hai isliye members ko chahie ki vah khud Se senior members ke kam ko bahut jyada acche se read karte Rahe ISI tarah Se Hi vah expert ho banty hain
              • #8 Collapse

                Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                Pak Forex forum say agar faida uthana hai tou new aur junior members ko pehlay 2 say 3 weeks likhnay say ziada parhna chaiye. Jinn members ko forex trading ka bilkul pata nahi hota unhain parhnay pay ziada focus kerna chaiye. Forum kay mukhtalif sections ko parhtay rehna chaiye takay unhain acha knowledge gain ho sakey aur phir posts aur threads kernay shuru kernay chaiye kiyu kay pehlay knowledge aur Learning gain ker kay posting work kernay say achay bonus kay liye bohat asaani ho sakti hai
                Dear forex members humy parhny r likhny dono pe acha kaam krna chahiye tbhi hum acha kaam kar aky gy humy shoru shoru me ziada ziada parectice mrni chahiye tbhi humy knowledge hoga r juniors members ko chahiye k wo ziada demo prctice kren r jin ko ziada knowledge ni ha forex ka to unko prhny par ziada kaam krna chahiye tbhi humy acha bonis hasil hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

                  Ji han bilkul main aapke pass agri Karta Hun Ki Ham Logon Ko Agar Apne Na Din Mein Safar Karna Hai To Ham Logon Ko Hasil karne ke liye third create karne ke alava aur Pawan Singh Khesari Lal karne ke alava Ham Logon Ko dusron ki posting ko bhi Dhire Karni chahie Kyunki usmein bhi Hamare liye knowledge full baten ho sakti hai isliye aap Logon Ko chahie ke ghar aap log learning ko Jyada karna chahte hain to Har Mumkin koshish karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

                    Likhny men tb hi faida hy jab ap thread ko achi tarha study kren or samjen tb na k apka experience grow kry ga r ap achy thread laga saken gy jab ap study py ziada mehnat kren gy apko Forex business men experience b ho ga r ap Acha profit hasil krny men kamyab him gy ap apny senior ki post study kren r apna qaboliat men izafa kren.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Likhnay say ziada parhnay mai faida hai

                      likhty time agr sbmit krny se phly likha howa read na kiya jae to ye bhot bari ghlti hoti hai. forum me likhty wkat hmy read kr lena chaye k koi mistake na ho . agr hum submit krny se pehy likha howa read krty hain to hum bhot sari speling ki missng ko pora kr skty hain. is tra hmari post fullfill right hoti jati hai . read krny wala asani se read kr leta hai .
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X