kiya forex main risk laina zarori hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya forex main risk laina zarori hai??
    helo dear all forum member main ap sab say yei pochna cahhti hon kay aksar logon ko dkeha hai kay wo trading main kisi na kisi point par risk lazmi laty hain lot bari rakhty hain main ap say yei pochti hon kay kiya forex main risk laina zarori hai ya nahi????seniors help karen plz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

    risk ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain forum main practice kar k hi hum real main kam kar k hi hum sucss ho sakty hain forum main knwoldge k mutabiq hi trade karni ho gi aur frum main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aru forum main trend ko use k ar k hi hum trae karien gay aur forum main kam kar k hi hum acha earn kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

      Kiya forex mein risk Lana zaroori hai bohat acha swal hai forex main hum ko achi trading ka lia risk la bi saktay hai or na bi lantu hum acha experience ka sath achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
      • #4 Collapse

        Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

        ji han forex market mein kisi ne kisi point per risk Lena bahut hi jaruri hai kyunki bagair risk achcha profit bhi mumkin nahin hai har EK trader apne knowledge or experience ke base per risk leta hai main Forex Maine soch samajh Kar Ke kam karna hoga aur risk management ko bhi samajh karke kam karna hoga aur ekta bhi Lena hoga jab Koi trade confirm ho aur jiska hamen achcha aur strong signal Mila Ho kyonki risk tabhi Lena chahie jab aap confirm ho ki aapki trade ki profit mein jayegi aur jo aap risk le rahe ho vah aap sahi le rahe ho aap Forex se ek achcha profit expected kar rahe ho rishta bhi Lena chahie jab aap confirm ho aur acchi tarah se market ko analyses karne ke bad aur uske trend ko samajhne ke bad hi risk liya jaaye to Behtar hoga aur munafa bhi tabhi hoga jab aap market ko dekh kar ke hi trading karenge
        • #5 Collapse

          Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

          mere dost forex hai he aik risky business is mein bina risk k to kam krna na mumkin hai.chahy jaisi bhi trade krein os mein risk lazmi hai.risk km ya ziada ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

            dear is markeet main risk lianay unk liye zaruri hota hay jink pass is markeet main kaam akrnay ka sahi knowledge hota hay aur agar ham is makreet main say achi earning akrna cahhtay hain to hamain is main kaam ko start karnay say pehlay apni ability ko approve karnay say he ham acha earn kar skatay hain otherwise ham markeet main har dink hsiaab say lose he kartay jaingay jsi say ahmko is markeet main kaam karnay ka koi bhi faida nai hay.
            • #7 Collapse

              Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

              Dear aap ki baat sahi hai kay hamein forex mein aik risk zaror lana chaye jab tak ham koi risk nahi lety kabhi acha experience hasil nahi kar sakty insaan jab koi mistake karta hai to us say uska lose hojay to wo apni mistake ko improve kar kay next time apni ghalti ko nahi rapeat karta isi liye hamein apny kaam mein aik risk lena chahye phir hi ham kamyaab ho sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                G han risk lena zarori hy trading mein risk leny se hi experience mein izafa hota hy lekin risk leny mein ehtiyat ki zarorat hoti hy risk leny k liye pair ki selection aur lot size ja use bht important hota hy risk sirf currency pairs mein apny balance ko dekh k lena chahiye risk itna bhi ba ho k account wash ho jaye is liye carefully trading krni hoti hy.
                • #9 Collapse

                  Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                  Hamesha Business mein kam karte hue kabhi bhi risk Nahin Lena chahie Agar Ramesh Businessman Ishq Lenge To Ham kabhi bhi acchi kahaniyan bhi Hasil nahin kar Payenge Hamen Hamesha acche tarike se kam karna chahie aur apne gaon ki quality ko increase karna chahie Hamen se business Mein Apne kam ka Hamesha acche tarike se karna chahie Jitna Achcha Ham kam Karenge itni acchi Hamen kamyabi Milegi Hamen Hamesha Kamyab trader banne ki koshish Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                    Assalam o alikum umeed ha ka ap sub khariatt sa ho ga gg bilkul ap na kha ha ka kia Pak forex main risk lena zaroori ha j han Pak forex main resk liana zaroori un logo ka lia hora ha jin ko trading karma ka tareka ni aata hub un logo ko trading karna ka experience ho Jata ha who log khabi Pak forex main nakam ni hora our trading karne ka mehar ho gata hm humain chahie Pak forex main kam Karna ka lia mehnat sa Kam karna chahie jitna zayda mehnat Karna ga untna ziyda bonus hassil karne ga Pak forex aik international online business hai jiss main human kam Karna chaye humain mehnat sa kam Karna chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                      Agr ap ka account bara hai to phir ap risk lain ni to ap risk lena ka billkul bhi na sochin agr phir bhi ap ka mind set ho jata aisi sorat hal ho jati hy ap ko risk lena bhi par jata hy to risk lena sy pehla market ki movement ko lazmi dekh lain agr market ki movement bhot ziada hy to risk na lain es sy ap ka account wash bhi ho sakta hy or agr ap risk leta Hn to hmesha trend pr trade krin or technical analysis ko smjh kr trade lagin agr ap meri es instructions ko follow kr k risk lain gy or ap ka account bhi bara ho to ap ko success hasil ho gi es lie ap meri es instructions ko follow kr k hi trade lagin ap ko zroor success hasil ho gi
                      • #12 Collapse

                        Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                        Assalamu alaikum kaise hain aap sab karta hun theek honge ji bilkul Forex a risky game hai aap agar market ka analysis karte ho market analysis ko Dekh ke Uske bad aap trade lagate ho to fir bhi ho yaar ishq hota hai ki aapko loss ho kyonki market Kabhi ek jaisi nahi hoti kabhi aap unka bhi down to ho sakta hai ki aapka analysis 1 minut mein hi galat ho jaaye market upar chali ja ja niche chali jaaye isliye market ismein risk hota hai lekin agar aap jitna jyada aapke analysis achcha Hoga aap jyada risk factor kam Hoga aapko khud per bhi yakin Hoga ki market mein ab loss Nahin hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                          Assalamu alaikum ji aapane bilkul theek sawal Kiya hai kya forex mein main risk Lena jaruri hai dekhen Ham agar koi bhi kam karte Hain to pahle use kam ke liye ye Ham knowledge lete Hain aur use samajhte Hain hain aur FIR Ham vah kam karte Hain agar Ham use kam mein risk to hamen use kam mein loss hoga forex mein hamen knowledge hasil karke forex ko learn karke trading karni chahie to wo trading hamare liye profit ka sabab banti hai agr hm risk ly k trading krty hain to wo hmry lye loss ka sabab bnti hy .
                          • #14 Collapse

                            Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                            Dear brother main aapko batana chahta hun ki aap raees' ke bagair bhi Forex trading Mein trade Karke Chhapra phatan Silk kar sakte hain aapko chahie kya aap big pair Jaisa ki aap ko pata hai ki akshy USD aur gold Se Bachkar trade Karen Kyunki agar aap Excel wsd Se Bachkar God Se Bachkar aur silver Se Bachkar small currency perpetrate Karenge to Aapka account Kabhi Vishwas Nahin Hoga aur aap acchi trading Karke Achcha pura fasil kar Sakenge doston Sab bataiye kya Hamen Sambhal Laut sir trading Karen aur acchi trading Karke Achcha profit Hasil Karen Hamen chahie gehun Forex Mein Achcha August kam Karen Kyunki Achcha aur vyast kam karne chahie Hamen acchi aur vyast kamyabi Hasil
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                              Re: kiya forex main risk laina zarori hai??

                              G han risk lena zarori hy trading mein risk leny se hi experience mein izafa hota hy lekin risk leny mein ehtiyat ki zarorat hoti hy risk leny k liye pair ki selection aur lot size ja use bht important hota hy risk sirf currency pairs mein apny balance ko dekh k lena chahiye risk itna bhi ba ho k account wash ho jaye is liye carefully trading krni hoti hy.
                              Dear Forex trading main risk level ap ka kam sy kam tab ho sakta hai jab ap us ki risk or money management karty hai. Es tarha ap ko faida yeh hota hai ap ko pata hota hai kay ap kitni trades open kar skaty hain or har trade mai ap ki lot size kiya ho ga stop loss jo ap use kar rahy hain waha tak ap ki trade safe rahy gi yeh sub cheezain ap ko risk management kar kay pata chalti hai or ap ko baqi cheezo kay sath yeh sub seekh kay apni trading ko secure acha bana sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X