scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???
    dearmembwrs kaisy hain sb log,seniors se ye pocchna chahta hon k jb hum scalping trade ka intikhab krtay hain to os mein hum ko lot size kia rakhna chaheye jo scalping mein faida mandd ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

    yah aapki apni marji hai ki scalping main Laut search jitni marji rakhen kyunki yahan per depend karta hai aur aapke trading knowledge vipin karta hai ki aap kis tarah ki shakal per aate Hain orchestra keypad karna chahte hain to sakte hainagar aapke pass trading balance jyada hai aur aap to aap acchi serial per kaisa to acchi lot size to select kar sakte hain lekin is totally aapke depend karta hai ki aapke pass kitna amount hai to koshish karte rahen aur minut jagake aur kabhi bhi is form se mayus na hone par kya jitne wale Mera dogi sale hogi.
    Last edited by ; 01-07-2020, 06:40 PM.
    • #3 Collapse

      Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

      hamain time table ban sakty han aur lot of soze ko km rakh k hi hum acha earn kar skaty hain so hamain chahye is k bary main learning karni ho gi aur short term main bi aur full time main bi job kar skaty hain aru forum main kam kar k hi hum achi trade karni ho gi aur knowldge ho ga tab hi hum acha earn karny kkabil ho sakty hamain loss say bach sakty hain ta k earn ho
      • #4 Collapse

        Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

        Dear agar aap scalping karte ho to aapko kam se kam lot size rakhkar ke a trading karni hogi kyunki is call per hamesha jyada lot size rakh karke hi trade lagata hai kyunki vah kuch pips he earn karta hai aur uski trade bhi short-term trade Hi hoti hai.scalping karne ke liye high level ka experience or knowledge hona chahie kyunki yah Koi aasan Kam nahin kyunki Forex bahut hi risky business hai agar aap ki ek galti se bhi aapko achcha khasa nuksan ho sakta hai aur kabhi kabar to account bhi wash ho jata hai isiliye soch samajh Kar Ke kam karna chahie aur agar scalping karen to vahi trade ne Jo confirm ho jiska aapke pass knowledge or experience achcha ho aur aapko kahin se ek strong entry point yah strong signal aapko Mila Ho tabhi aapko trade lagani hogi aur acche tarike se kam karke hi aur ek se profit gain Kiya ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

          Scalping mein lot size ktna rhakay aap nay boaht acha sawal Kiya hai agar aap lot size apna account bonas Ka matabik rhakay gay tu aap acha profit hasal Kar saktay hai agar aap zayida rhakay gay tu aap ko loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

            Forex trading mai scalping technique use kernay waley traders ko apna lot size do cheezoo ko daikh kay aur unn kay base pay he rakhna chaiye. Aik tou apnay account balance ko laazmi daikh laina chaiye aur dusra movement ki raftaar ko daikh laina chaiye. Currency pairs mai scalping kay liye acha lot size rakhna chaiye takay acha profit ho sakey aur commodities mai scalping kay liye lot size averga he rakhna chaiye takay ziada acha profit ho sakey aur scalping kay liye M15 say ziada time frame bhi nahi rakhna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

              Scalpers k oas acha experience jota hy is liye wo apni trade mein big lot use krty hein tah k apny experience se ziada benefits hasil krein lekin jis k pas kam experience ho wo scalping mein normal lot size use kry kionkeh loss hony ki sorat mein phr scalping chorni pr sakti hy scalpers ka confidence profit se increase hota hy is liye low risk pe scalping ki jaye.
              • #8 Collapse

                Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

                dear forex markeet main ham sab say ziada earning scalping trades say kartay hain aur na hamko long ki trading say hoty hay jub tak hamaray pass is amrkeet k baray main sahi iinformations na hon aur ham achi learning na kark markeet main enter huvay hon is liye better yahi hay k hamko agar lots ka calculate kartay huvay kaam akrna hay to hamain markeet main sba say pehlay ziada experience k sath sath aik achay aur strong account ki zarruat hay jis say agar hamain lose bhi hota hay to usay recover karna hamaray liye asaan ho.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: scalping trade mein lot size kitna rakha jaye???

                  bhai main ap say yei hi kahna chaon gi kay hamen ksi bhe trade main khw wo scalping ho ya koi bhe trade hamen lot size hmeha kam say kam rakhni chaea kyun kay lot jitni choti hogi hamen utna hi ziada acha profit ho sakta hai is lae hamen chaea kay ham har tradde main kam say kam risk len.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X