Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?
    Dear members mary khyal say har member apni trade ko observe kar rha hota hay kay kab profit main jay aur close kar lon lkn trade maximum time loss main hi rhti hay is ki kya wja hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

    jyada that trade last mein rahti hai aur iski vajah aapka analysis aur aapki predictions hai aur aapka kam karna hai agar aap apni preduction analysis ko achcha nahin karenge aapka Laut jata rahegaaapane vo trade select karni hai jismein aapko bahut der confidence ho aur aapke sawal mein bahut jyada aapko profit bhi de agar aap apne mind ko set karenge aur apni trading co achcha karenge without any risk aur without any hesitation FIR aap acche aur perfect red abhi Ban sakte hain trading mein bahut sare log aise Hain jinko trading ke bare mein kafi se pata nahin hai aapane cool mind Hoke trade lagani hai aur positive Man ke sath aapane kabhi bhi jawab nahin karna koshish karenge apni trade ko Laut mein bataen aur hamesha train ko follow ko nahin biji nahin Jo train ko follow karte Hain Koi trading mein karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

      hamain forum main learning karni ho gi aur forum main part time main bi job kar skaty hain form main enter hony ysay pahy is k bary main practice karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hhai so hamain forum main loss say bach sakty hain forum main knowldge k begair hum kam kar sakty hain so hamain forum main kam kar k hi hum sucess hho skaty hain ta k earn ho
      • #4 Collapse

        Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

        Esa kehna bilkul ghlt hai yeh ap k analysis main problem hai agr apka analysis perfect hai or proper analysis krna ata hai to esa ho e nai skta k trade loss main rhy apki trade to foran profit main ani chahye or profit taking honi chahye is lye koshish kry apny analysis ko thek kry kiu k trade zyada time loss main nehi rehti yeh apky analysis main problem hai
        • #5 Collapse

          Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

          Traders ko is liye ziada loss hota hy kionkeh wo trading seekhny aur improve krny ki koshish ni krty agr wo is taraf focus krein mtlb learning ki taraf tu bht jakd loss mein kami aa sakti hy kionkeh traders apni weakness pe control krny lgty hein jis k bad profit hony lgta hy traders ki mehnat se profit hota hy.
          • #6 Collapse

            Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

            dear is markeet main kaam karaty wakt jub ham isi mistakes kartay hain jiska hamko kabhi sochan bhi nai chaye to haamray samnay haamri har aik trades lose main he hamaray samnay appear hoge aur agar hamaray pass is makreet ka experience hay to hamko lose say kam say kam wasta parrega aur hamari har aik trades kabhi lose main convert hoty hue hamko nazar nai ayege is liye jitna ziada hos akta hay hamain markeet main tab enter hona chaye jub ham markeet kos ahis amjhs akain aur isk baray amin achi skills hasil kar chukkain.
            • #7 Collapse

              Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

              asal mein baat ye hai ki trading karne se pahle Hamen knowledge aur information gain karna hota hai jo k har business se pahle zaruri hota hai bahut se log aise Hain Jo koi information liye Bina trade karte hain jiske bad unko nuksan hota hai aur woh kahate Hain ki Forex trading ek bahut faizul kam hai hala k aisa Nahin hai Main tamam logon se request karta Hun k trading karne se pahle knowledge aur information Hasil Karen shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                Jab market ki moment ko acche tarike se nahin samajhte aur Market Mein acche tarike se trade Nahin Lagate Hamari trade loss Mein rahti hai Hamen trade karne se pahle market ko acche tarike se samajhna chahie Taki Hamar kid Mein loss se bachayen Hamen loss Apne mistake ki vajah se hota hai isliye Hamesha Business mein kam karte hue mistake Nahin Karni chahie Hamen Hamesha acche tarike se kam karna chahie tha ki Ham acchi kamyabi Hasil Kar Paye
                • #9 Collapse

                  Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                  Dear friend ummid hai sab khairiyat se honge ji han dear ap ny acha question Kia hy ham jab trade krty hn to hamri mukamal tawajo is traf nhn hoti is waja sy aksar loss hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                    Trade isliye loss mein rahata hai ki galtiyan Jyada Hoti Hai kam itna Jyada Hota Nahin Hai kaun se station se kam Kiya Nahin Jata Hai Koi mehnat Najar nahin aati hai Faizul Kishan ki baat hai Jyada Hoti Hai To Jarur Kishan ke sawal Jyada Hote Hain Koi karkaram chij Nahin Hoti Koi karamad post Nahin Hoti Hai Ki jisse fayda Aise log aur Agar Insan se Galti Ho Jaati Hai to ignore Karke Aage Chala Jaate Hain aur yah Bhi Nahin sochte Ki Hamen Koshish Karna sahi hai ki jo Galti Hui us improve kaise karen Jab Galti ko pregnant Karne Ka Hona Nahin Sanu ke Kartoos kya Kamyab hona kam Ko Itna jio jaan se nahin kiya Jata Jitna kam Mangta hota hai matlab temporary Taur per Ho Yahi Samjha Jata Hai ISI Tarah Se Kam Kiya jata hai apni Lagan Dikhai Nahin chahti minut naam ki koi chij hoti Nahin traders Main Bus Har Insan trader to Banna Chahta Hai Lekin Achcha trader banne ke liye minut nahin karta Ki Jo Nazar Aaye bus fazul mein agar Lag Gai Kismat to theek hai Varna Nahin to na Sahi pahle Baat hoti hai yahan per kam time per Hota Nahin Hai Jo target Diya jata hai vah pura Hota nahin hai aur jitni posting ki Jaati Hai vah bhi Bewafa Hoti Hai Sofia Insan Kis Tarah Se trade Achcha Ban sakta ISI vajah se trailer ko loss hota hai ki vah Apne kaam par sahi tarah se tension hi nahin deta
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                      Dear trade ka loss mein es wajah se bhi ho sakta hai ke spread charge kiya jata hai jab ap trade open kerte haen. Tu trade loss se start hoti hai. Aur ager trade ap ne sahi lagai hai tu ap ki trade lazmi wapis atti hai aur ager trade ghalt lagaen ge tu lazmi baat hai ap ki trade loss mein hi jaye ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                        aslam o alikum trade zida tar loss me is lye rhti hai Q ky her banda ne trading ka kam start kya hova hia is me jitna zida loog in hoty haen otna he zida ap ko loss hony ky chance hoty haen is se market value down ho jati hai to pehr ap ko loss othna parta hai ap jub forex py trade lagen to ap ko chaye ky ap soch samjh kr trade lagen taky ap ko loss na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                          humari trade us waqt loss mein jati hai jab hum begair sochy samjhy market mein entry ly lety hain aur trade ko set ker dety hain agar hum is tarhan kerty hain tou humen kabhhi bhi kamyabi hasil nahi ho saktii pehly humen market ko samjhna ho ga us mein analysis kerna ho ga tab he hum is mein kamyab trade laga saken gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                            Asalam o alaikum dear friends mery khyl sy hamy ziada tar loss hanari choti choti mistake ki waja sy rehta ha...hum ziada dehan sy samhh kr sawal ka jawab dena chyh... taky ziada acha bouns mily...kam sy kam hamara loss ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade zyda tar loss main kiun rehti hay?

                              AoaForex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur acha kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear sahi bat ki hai forex main ksi bhi chez ka pata nahi chalta k kab down ho jaye is liye ham ko ziada loss hot ahia trading main is liye ham ko sahi kam karna chhaiye aur trading ko dekh kar karna chaiye aur meahnt k sath hi kam ko karna chayie aur best kam kar ksaty hain aru best earning hasil kar saktay hain...........................

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X