What is Over bought condition?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Over bought condition?
    Dear seniors and junior members main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Humko Jo aur Si indicator indicate Karta Hai overbought situation ke Hawale se to ismein yah kya information hamare pass a Rahi hoti hai aur Market trend kaun sa ban raha hota hai please mujhe is situation ke bare mein main important analysis share Karen aur main aapke sath picture bhi share karna chahta hun is Hawale Se Bhi bataen ki is Chahat Mein Ham Ko Kya information mil rahi hai.

    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	3
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12464371
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Over bought condition?

    Ji bilkul bhai aapane bahut acchi description Sahiba Sun jaaiyeJi bilkul bhai aapane bahut acchi description Sahiba Sun jaaiye Tu ke bahut Sare member Jaate Hain jinko instant ki bilkul ki bare mein pata nahin hai aur baat to agar koi bhi trade Jab Apna Ijaz Keval per Jaati Hai To usko to Kahate Hain Kya sakte hain kya Baje aur baat Hogi aapki Marji dukaan Nahin chahie per kya aap aise hi to use Waqt aap use per trade kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: What is Over bought condition?

      Yes. Forex market ma over bought wo condition hoti hai jb market apni history ma buying rate sy uper chali jati hai. Ya asan alfaz ma ye kaha jae k jb rsi indicator hamy 100 k karreb value de rha hu. Forex ma es time agr apk pass acha capital hai to apko chahe k ap sell ki trade open kar leyn but with small lot. Forex trading ma big lot select karna bhot bari himakat samji jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: What is Over bought condition?

        Overbought & oversold ka MATLAB se had se ziada up Jana or had se ziada nchy ana yaa MATLAB overbought ka or oversold ka
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is Over bought condition?

          Forex market men jab kissi bhi pair ya commodity ki price barhty barhty ya zeada increas karty hoey apni intehaey haad tak ponch jaey jahan uss ke mazeed ooper janey ya up jane ke chance nah hon tu aesy situation ko overbought kahtey han yahan sell trade profitable ho sakti ha

          اب آن لائن

          Working...
          X