Jaise ke kaha jata hai ki pani ka katra katra hi milkar ek dariya banaa deta hai agar Ham ek katra ki value ko ignore kar de to ham log kabhi bhi jyada Pani hasil nahin kar sakte bilkul ISI tarah posting karte waqt bhi apni har post ko achcha banana chahie kyunki yah ek post milkar hi hamara total banta hai aur jiski buniyad per hamen achcha bonus milta hai isliye yah mat samjho ke ham har roj ki panch post karte Hain chahe aap jyada posting Kar Le to acchi baat hai lekin agar aap roj ki char check das posting bhi karte rahen to yah khatra khatra milkar aapko week and per achcha bonus dilva sakta hai isliye kisi bhi chij ko najar andaaz nahin karna chahie balke use chij per ful target rakhkar kam karna chahie thode ko thoda Na samjha jaaye balle ke thode ko thode ke sath Mila kar jyada kamaya ja sakta hai. Aapka is bare mein kya khyal hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим