Forex trading mein jab market inter hai downlevel per chali jaati hai to jyada log by karne ko prefer karte hain kyunki sab ka idea yahi hota hai ki ab yahan se per ab side ko move hoga tu aksar hamen long padhne ko milta hai jiska matlab yah hota hai ki trader ne long Jani ke bi ki trade ki Hui hai aksar log yah likh dete Hain ki main itne point long ki to hamen pata hona chahie k long ka matlab yah hai ki trade Buy ki lagi Hui hai ya trade lagane ke liye pahle to intezar karna chahie ke pair in the hai downlevel per ho sake Ham achcha profit Le sake kisi kisam ki jaldbaji karne se hamara profit decrease ho sakta hai isliye sab ko aisi terms ka clear pata hona chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим