Mehnat mein azmat hai.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat mein azmat hai.
    aslaam o alikum dear forex members mein sub forex members ko ye kahna chahta ho k agar apko forex say acha earnings karna hai tu forex mein dil laga kar kaam karna chahiye kio k is business mein dil laga kar hum acha say acha earnings kar sakty hain aur apni zaroryaat ko pori kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat mein azmat hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: WahidTrader پيغام ديکھيے
    aslaam o alikum dear forex members mein sub forex members ko ye kahna chahta ho k agar apko forex say acha earnings karna hai tu forex mein dil laga kar kaam karna chahiye kio k is business mein dil laga kar hum acha say acha earnings kar sakty hain aur apni zaroryaat ko pori kar sakty hain.
    Dear aapane bilkul sahi kaha haiHam jitna mehnat se kam Karenge Dil lagakar kam Karenge to hamara Kam nahin best hoga aur ham jyada earning kar sakte hain to hamen chahie ki Ham yahan per mehnat se kam Karen learning Karen apna time regular use Karen ek timetable ke mutabik kam karna chahie aur apne kam ko behtar se behtar karne ki koshish karni chahie kyunki hamen use Surat me hi achcha bonus milega agar hamara kam baccha Ho to agar Ham acchi tarike se kam Karenge to Ham Mari earning utani hi acchi hogi.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat mein azmat hai.

      Walekum assalam yes I agree with you mehnat Mein Azmat hai Agar hm mehnt se kam Karenge To Ham Yahan per successful ho sakte hain Forex k platform Mein sabse zada zruri Jo chiz Hai voh mehnt ha agr hm Apni mehnat se kam Karenge To Ham zarur Kamyab Honge aur mehnat ka ajar zarur Milta Hai Allah Pak Kisi Ki mehnat ko zaya Nahin Karte isliye hmain chahie Ky mehnat Se Kam Karen Kyunki hardworking is key to success Agar Ham Chahte ki hm Kamyab Ho To Hamen zada Se zyada mehnat se kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat mein azmat hai.

        Yes brothers and sisters. Mehant me azmat hay ju log mehnat karty hain whi successful haisal kar skty hain. Ju aisa karty hain whi apni life me apny aim kar K achi life spend kar lety hain. Mehanti logu ko Allah talla bhut pasnd karta hay. Pak forex me time den apni zindge achi baneen.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat mein azmat hai.

          humain es main boht mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our humai es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our forex kbe be na bnd honay wala busines hain our hum es main live tarding karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat mein azmat hai.

            Yah Baat to bilkul drust hai ki mehnat mein Azmat hai mahnat se kamaya hua Paisa Kabhi Nahin zaia jata. mehnat Karoge To Kamna bhi asan Hoga. Jo bnda mehnat karta hai use ka skill bhi improve Hota Hai, use Bande Se Allah Pak bhi Raji hote hain aur vah apni Manzil ki taraf ramadwar rahata Hai Allah Pak Ki Manzil Ki Tarah bus ki madad Karte Hain. Mehnat Karen hard work Karen aur uska Jila jo hai woh Allah Tala per Chhod De mehnat Ka Phal Meetha Hota Hai Allah Tala ko Jarur mhnat ka phal den gy.
            ​Forex is the Best Business of the world!
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat mein azmat hai.

              ji han mehnat mein azmat hai jisne bhi mehnat ki hai vah Kamyab jarur hua hai kyunki Allah pak kisiKi bhi mehnat ko zaiye nahin karte aur usko uski mehnat Ka Sila jarur dete Hain agar humne Kamyab hona hai To Ham sirf aur sirf apni mehnat ki best per Kamyab ho sakte hain ISI tarah Ham for Business mein kamyabi chahte Hain To hamen mehnat karni hogi aur khud ko Kamyab banana hoga aur ham Kamyab kab honge jab Ham mehnat karenge aur hamen apne work se mohabbat hogi Ham usmein interested honge tabhi Ham Kamyab ho sakte hain otherwise bilkul nahin duniya ki tamam tarkii yafta kamoe nee sirf apni mehnat ki Hi vajah se kamyabi Hasil ki hai aur aaj vah ek sakoon ki aur acchi jindagi guzar rahe hain.

              Never Lose Heart.
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat mein azmat hai.

                G han bilkul mehnat mein azmat hai jisne bhi mehnat ki hai vah Kamyab jarur hua hai kyunki Allah pak kisiKi bhi mehnat ko zaiye nahin karte aur usko uski mehnat Ka Sila jarur dete Hain agar humne Kamyab hona hai To Ham sirf aur sirf apni mehnat ki best per Kamyab ho sakte hain ISI tarah Ham for Business mein kamyabi chahte Hain To hamen mehnat karni hogi aur khud ko Kamyab banana hoga aur ham Kamyab kab honge jab Ham mehnat karenge aur hamen apne work se mohabbat hogi Ham usmein interested honge tabhi Ham Kamyab ho sakte hain otherwise bilkul nahin duniya ki tamam tarkii yafta kamoe nee sirf apni mehnat ki Hi vajah se kamyabi Hasil ki hai aur aaj vah ek sakoon ki aur acchi jindagi guzar rahe hain.duniya ma har wo insaan kamyab hiwa hai jisny mahant ko apna ashaaar mana or dil laga kar osmy mahnat ki or wohi insaan hmasha kamyab hita hain j9 mahant kry or imandari sy kam kry osy hi kamyabi hasil hoskti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat mein azmat hai.

                  Walaikumsallm theek baat hay mehnat kro gay kamyabi hogi forex main ap unlimited money earn kar saktay han apky pass experienced ka hona bahut zarori hai so forex make our lives better and better s mai apny liyay bahtreen earning talash kry tu hamy bht kuch is mai hasil ho sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat mein azmat hai.

                    Ji bilkul mehnat mein bahut badi Azmat hai jo Insan mehnat Karta Hai vah Har Makan per Kamyab Hota Hai wahi log hi Kamyab ho sakte hain Jo mehnat karte hain manta Insan Kisi bhi maqsad banaa Kam Nahin Hota balke Har maqsad Mein vah Kamyab Hota Hai isiliye Hamen Jitna zyada ho sake mehnat ke sath Experience Achcha karna chahie Apne Karm ki quantity aur quality ko Bathr se Bathr banana chahie jisse Ham ke sath Achcha bonus bhi Hasil kar Saken Achcha experience bhi hai fasil kar Saken Bilky acche Kamyab treadr bhi ban jaen ys sab mehnat ke sath mumkain ho sakta hai otherwise bilkul Bhi Nahin
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat mein azmat hai.

                      G han bilkul mehnat ma azmat ha hame jtni zyada mehnat kary gea ham utna hi kaamyab ho gea hamy rozana ki bunyad par mehnat kar ka hi es ma kaamyabi tak ponch sakty ha forex ma mehnat sa hi apni knowleged ma azafa kar saky gea forex ma hmari jtni knowleged ho ge ham utna hi acha earn kary gea.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat mein azmat hai.

                        Mehnat mein ajmat hai isliye Amaze Business mein mehnat Karte Rahana chahie mehnat Karenge to Mein kamyabi Milegi Mein Nahin Karenge to kamyabi Hasil karna bhi Hamare liye difficult ho jata hai isliye Hamen is business Mein kam karte hue mehnat Jari rakhni chahie Hamen Hamesha Apne kam ko acche tarike se karne ki koshish Karni chahie aur apne Karm ki quality ko increase karne ki koshish Karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat mein azmat hai.

                          Assalam O Alaikum ji janab mehnat mien hi to azmat hai mehnat se hum hamesha kamyab ho sakte haien iss poori world mien koi bhi kaam aisa nahien hai keh uss mien mehnat ki jae aur kamyabi na mile chahe wo kaam chote se chota hi q na ho jub uss mien lagan ke saath mehnat ki jati hai to uss mien kamyabi zaroor milti hai to iss se yeh sabit hota hai keh mehnat mien azmat hai aur mehnat mien hi ka,myabi hai .
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat mein azmat hai.

                            Assalamu alaikum
                            Forex Member Ji member bilkul theek hai rahe hain aapane bahut acchi baat hai mujhe aapki bahut bahut acchi lagi hai aap bilkul perfect kah rahe hain gay aapane bahut interesting bharti hai ki minut mein aatmhatya Ji member bilkul theek hai Rahe Hain Jo log mohabbat karte Hain vahi log kamyab hote hain kyunki aap sab log jante Hain ki minut mein baat hai jo log mein rahte Hain vah log kabhi kami aap hi nahin hote isliye aap humse yah ki aap jyada se jyada minut Karen job mehnat nahin karenge to aap kabhi bhi kam yad nahin bol sakte honge isliye aapko chahie the AAP jyada se jyada mehnat Karen kyunki agar aap mehnat nahin karenge to aap abhi bhi tabhi aap nahin ho sakte hain ek mahine mein Tere Bina Karne wale logon ki kamyab hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat mein azmat hai.

                              Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh taiyar Karta Hun Uska Tamam member Allah Tala Kyon kam se bilkul khairiyat se Honge aap ka Sawal hai ki mehnat mein azmata hai GTR aapane bilkul acchi baat kahi hai main aapke pass Se Aaye Re karta hun ji Diya Agar Ham mehnat Karenge to hi Ham usmein kam Yahan per ho sakte hain mehnat ke koi bhi kam Mumkin Nahin hota hai isliye aap koshish Karenge bahut jyada ismein hard work Karen mehnat Karen agar aap mehnat karte hain to aap ismein Kamyab ho sakte hain darvaja aap mehnat ke Pukar Kisi bhi kam Mein Kamyab Nahin ho sakte Inshallah mehnat Karte Rahen Inshallah aapko Jarur Paida hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X